《Abhira - A Bundle Of OS》Akshara - OS 6.1

Advertisement

Akshara was stunned seeing the separation papers, there were too many things running in her mind, was his love for her so weak or was it her fault?? She decided to give it a last try and if he still wants it .....

Akshu (calls someone) : Neil Kya tum Abhimanyu ko ek baar shivji ke mandir bhej sakte ho??

Neil (on call ) : Ji bhabhi

Akshu : Neil puchna toh nahi chahti lekin puchna hai, Agar main aur Abhimanyu saath na ho tabhi bhi kya tum mere saath do ge??

Neil : Akshara tum pehle meri dost bani bhi Akshara Bhabhi, chahe apki jindagi main kuch bhi ho aur chahe aap ka bhai ke saath koi rishta na rahe par

Akshu : Thank you Neil, aur ha sab ko lekar mandir poch jaav jo bhi faisla hoga Aaj hi hoga

Neil : Okay Take care, bye

Akshu : Bye

Hangs up Akshu moved to Akshara Academy, after a while she moved to the car and started driving to the Mandir. Meanwhile after hanging up the call Neil informs Abhimanyu to meet at mandir as he had kept Pooja there, he informed the family too and they moved towards the temple, Neil got on his bike

(A/N Manjari is absolutely fit and fine.

Even after knowing the truth she was on Abhimanyu's side and was okay about him sending seperation Papers. Aarohi never made any deal with Mahima and hates Birla for making Kairav Bhaiya suffer)

Neil (thinking) : Yeh ho kya raha hai, Bhai apne gusse mein andhe ho gai hai, sach Janne ke bavajood bhabhi ko seperation papers bhej diye. Aaj aisa lag raha hai ke main unhe jaanta hi nahi, jo insaan Akshara se pyaar karne ka dava karta hai voh uspe bharosa nahi karta aur unhe ek saal ke dard ke liye Kos raha hai ki Akshara ki vajah se woh unke liye tadpe par ab lagta hai ki voh apne gusse aur ego main pagal ho gaye hai. Unhe yeh Tak nahi dikha ke unke (Abhimanyu) liye akshara ne kitna Saha hoga. Agar aaj Bhai ke vajah se Akshara roi toh main uss ghar ke log waise bhi rishton ko business ke liye use karna hi jaante hai thank God main unme se ek nahi hu bhale hi main illegitimate beta hu par atleast

He comes out of his thinking as he noticed he reached, he went upstairs after parking his bike he noticed Goenka family standing behind Akshara and Abhimanyu standing at a distance from her, before anyone asked him anything he quickly moved to Akshu and stands beside her

Neil : Isse pehle ki aap log apni zuban se kuch bole main hi batata hu ki maine aap sabko Bhai ki jindagi ke kaal ke bare mein hone wale faisle ke lia bulaya tha aur ha main Akshara ki side pehu chahe Inka jo bhi faisla hai

Manjari : Neil tu yeh kya

Neil : Galat kya kaha maine pehle Inka faisla decide hojane dijiye phir aap se baat karta hu

Akshu : Abhimanyu kya tum sach mein alag hona chate ho??

Abhimanyu : Ha. Nahi chahta main tumhara saath, tumhara chehra tak nahi dekhna mujhe aur nahi awaz suni hai tumhari

Akshu : Well chahti toh main yeh thi ke humare bich sab thik Karu par Rishta anyways (takes the pen out out her bag )

Swarna : Bacha chal Ghar chal ke baat karenge

Mimi : Ha Akshu Ghar chal

Akshu : Mimi ab insab ka kya faida, (signs the paper and hands over to Abhimanyu) Thankyou meri zindagi mein aneke liye aur mujhe voh sari yaadein Dene ke liye (takes out her mangalsutra from bag and hands over it to him, then ring, then bracelet) tumhari white shirt mere pass hai, voh Dene aungi aur apna saman lene bhi. Goodbye and all the best for your future.

Advertisement

Neil : I am proud of you My Rockstar

(Side hugs her)

Manjari : Neil tum uske saath ho apne Bhai ke khilaf

Neil : Galat kya hai isme, apka bete jise apne alava kisi padi nahi uska saath toh main Dene se raha aur ha mujhe pata hai ke apko Bh .. na na Abhimanyu Birla ka saath hi Dena hai toh maine decide kar liya hai maine packing toh pehle hi kar rakhi hai aur resignation bhi de Diya tha bus Board ke faisle ka intazar kar raha tha Goodbye

Akshu : Neil tum yeh

Neil : Bohott time se socha tha bus karne ka wait kar raha tha Aaj moka mila aur dil ne ha kaha toh kar diya

Abhimanyu : Neil tu Aisa kuch nahi kar raha yeh sab tum kyo kar kahe ho

Mahima : Yeh bhi koi puch ne ki baat hai (eyes Akshara who ignored it)

He then looks at Aarohi, the only person who was his confine except Akshara, who was looking at him with teared eyes, he looks at Akshara who was following his gaze and saw Aarohi looking at him with many emotions then looks back at Neil raising her eyebrows (like are you both together?) And he nods

Neil : Aur isse pehle ki aap log kisi ko blame Karo main yeh bhi clear kar deta hu ki Main aur Aarohi ek dusre se pyaar karte hai

Abhimanyu : Ab samjha tu iske(pointing at aarohi )liye mujhe chod raha hai, ghar chod raha hai tu

Neil : ENOUGH Dr Abhimanyu Birla ek shabd nahi sunuga main apne Pyaar ke khilaf aur kya kaha apne ki usne kya Kiya toh aap konse kam gunehgar hai, Akshara ne aapse shaadi ke liye mana Kiya

Harsh : Yeh kya tarika hai baat karne ka

Neil : Is ke baare mein aap baat nahi kare toh behtar hoga (moves to Aarohi along with Akshu and Goenka's) chale Aaru??

Aarohi nods and all moves to Goenka villa. Abhimanyu was shocked hearing Neil's words not just him but everyone and Abhimanyu again in this anger signed the papers and went to lawyer to submit it

In GV

Neil wanted to give them some time to talk but Akshara forced him to come with them

Neil : Akshara tum log baat kar lo main tab tak apna saman mere appartment bhijwa ta hu

Akshara : Nahi pehle tum betho (and made him sit on the sofa, then moved to Aarohi and made her sit beside him)

Akshu : Kab se??

Aarohi (warning her) : Akshu

Akshu : Maine pucha kab se??

Neil : Kuch din main ek saal ho jayenge Akshara

Akshu : Neil yaar No Akshara it's Akshu hone wale jijaji

Neil : Akshu yaar

Swarna : Neil thank you beta Akshu aur Aaru ka saath dene ke liye

Mimi : Waise kehna toh nahi chate par kahe Bina reh nahi payenge tum dono ko jab se jagda karte hue dekha tha tab se yehi socha tha ki ek din tum dono ka ek anoka rishta judega

Neil : Aisa kyu dadi

Mimi : Dadi nahi Mimi, woh is liye kyuki Kittu aur Naira bhi aise hi ladte the

Neil : Kittu Naira??

Vansh : Kittu yani Bigbro, Akshu, Aaru aur Kairav ke Papa aur Naira yani meri masi aur Akshu aur Kairav ki biological Mumma

Aarohi : Mimi kya sach main Papa aur Naira aunty ka rishta Aisa tha Tom and Jerry jaisa??

Mimi : Ha Aaru

Neil : Akshu tum thik ho ??

Akshu : Pata nahi Neil par pehle chalo tumhare aur mera saman leke aate hai aur Abhimanyu ko uska saman deke aate hai

Both moves towards Birla Mansion and found that nobody was home much to their relief, Akshu quickly went around to Abhimanyu's room and takes her guitar and suitcase, she reaches the hall and saw Neil already with his luggage then Akshu thought something

Advertisement

Akshu : Neil mujhe tumhari help chahiye, tum Abhimanyu ke kamre mein jaav and check ki waha koi white shirt hai jiske piche marker se kuch likha ho

Neil : Sure Akshu par achanak kyu??

Akshu : Aab jab move on karna hi hai toh pehle sab kuch once in for all khatam karna hoga

Neil : Apne pehle iss ke baare mein kyu nahi socha

Akshu : Tab Dr Abhimanyu sunte kaha the aur aaj koi hai bhi nahi toh hum pata kar sakte hai ki sabut kisne gyaab Kiya

Neil went in Abhimanyu's room and started to find the shirt as Akshu's discription but didn't find any, he moves downstairs and saw Akshu pacing in the hall

Neil : Akshu Mr. Abhimanyu ke room mein nahi hai aisi koi shirt

Akshu : Iska matlab saboot Abhimanyu ko milte use pehle hi kisi aur ko mil gaye, I am not sure but meri gut feeling keh rahi hai Neil ke yeh Mrs Mahima hi ho sakti hai, chalo unka room search karte hai

Neil : Chalo

Both went towards her room and decided that Neil will guard and Akshu will find evidence. Akshu started searching everywhere and finally found a packet between two quilt making her curious, she took out the packet and open it to find the shirt and pendrive, she quickly moved out of the room to Neil

Neil : Akshu Mila sabut??

Akshu presented the shirt and pendrive in front of him, both then went towards their luggage and Akshu kept evidence in her guitar case. Both left Birla house and quickly went to police station and also called Press, Media. Shefali got to know about it and informed rest of the Birla's whereas Neil informed Aarohi to Come to Police station and Let Vansh stay in GV to take care of Mimi and Badi Mumma. Akshu informed the lawyer to bring Judge and reach Police station. They reached Police station in some time and went inside to meet Inspector

Inspector : Ji Ma'am kahiye

Akshu : Sir Kairav Goenka wale case ka sabut Mila hai toh Judge Saab yaha aa rahe hai, aap sabut dekh lijiye

Inspector : Ji Dikhaye

He connected the pendrive to the laptop and saw clear accident death of Anisha and asked Constable to release him and then Akshu presented the CCTV of Birla hospital about Kunal Khera and also Reports of Kairav's health so Manish was released too, both were surprised at sudden release but Akshu moved to them and Hugged them tightly which they returned with equal favour, but they were interupted by a loud bang, they turned and saw Abhimanyu entering along with rest of Birla's and as soon as they saw Kairav and Manish out of jail They were furious, Abhimanyu moved towards him but before he could do something, Akshu was standing there to protect him

Akshu : Dr Abhimanyu Birla you better stay in your limits warna jail mein bhaiya nahi tum Nazar aav ge for taking Law in your hands, tumhe yaha Marpit karni hai to jail Jana ko taiyar ho jaav kyun ki agar tumne mere bhai ke khilaf Aakh bhi uthayi toh mujhse bura koi nahi hoga

Mahima : Akshara tum aapni limit mat bhulo aur kya kar Raha hai yeh (pointing Kairav) bahar

Inspector : Dekye yeh tamasa band kijiye, Judge Saab aa chuke hai

Judge came and all were asked to go in the temporary court behind Police station some Press and Media too entered but without mic and huge camera instead all had spy camera, judge went towards the chair and asked the lawyer to start processing

Lawyer of Akshu (LA) asked Judge permission to show evidence and After the permission, LA presented the proof of accidental death of Anisha proving Kairav Innocent, he submitted the other proofs through with Manish was also innocent then he played the CCTV futage of Birla Mansion in which Mahima is seen taking away the proofs from Abhimanyu's room, then Judge asked the defence but he didn't had any thing to say, then LA asked Permission for presenting proof against Anisha having relationship, Judge granted permission and LA presented Anisha and her BF's photos This shocked Birla's and Parth - Shefali felt Ashamed, while Anand Mahima were speechless

Judge : Sare Sabut ko mate nazar rakh te hue Yeh aadalat Mr Kairav Goenka ko Ms Anisha Birla ke Murder charge se aur Mr Manish Goenka ko unhe kanun se chupke rakhne ke jurm se Ba Izzat bari karti hai aur Mrs Mahima Birla ko Sabut chupa ke Kanun ko Gumrah karne ke jurm me 1 saal ki saja aur 50000 ka jurmana Bharne ka aadesh deti hai the Case is closed

Female constable arrested Mahima who was in rage, while Abhimanyu, Harsh and Manjari were Ashamed along with Parth and Shefali, whereas Neil, Goenka's were relieved that everything ended.

Akshu : Chalye Bade Papa, Bhaiya Ghar pe sab apka intezar kar rahe hai

Aarohi : Ha chalye

All moved towards door, Press and Media surround them

Akshu : Dekh yeh Main Aap sabhi se Request karti hu please Bhaiya aur Bade Papa ko jane dijiye unki health par effect hoga aap ke sawal je jawab, Main dungi

Kairav, Manish were sent to GV with Aarohi, They too left thanking Lawyers

MP 1 : Ma'am aap sabko bataye gi yeh sabut aapko kab Mila

Akshu : Mere Private Investigator ne 2 din pehle hi sabut diya aur maine usse Dr Abhimanyu tak pahunchya kyu ki mujhe laga ki Woh sabut dekh ne ke baad kudh case wapas le lenge, par aisa kuch nahi hua aur mujhe sabut chaiye the Bade Papa aur Bhaiya ko Innocent prove karne ke liye

MP 2 : Ma'am kya aap abhi bhi Dr Abhimanyu ke saath hai??

Akshu : Nahi Mera aur Mr Abhimanyu ka Divorce file ho chuka hai

MP 3 : Kya Mr Neil Birla aur Aap ke bich koi gair sambad hai kyu ki woh apne pariwar ko chod kar aapke saath hai kahi yehi wajah se aapka talak toh nahi hua

Neil (shouting) : Bas Meri Ma jaisi hai Akshu mere liye, Aur Akshu aur Mr Abhimanyu ke talak ki wajah Dr Abhimanyu Ka Ego aur Gussa hai. Mera Rishta Akshu ke saath sirf Jija Sali aur Bhai Behan wala hai, Main Pyaar karta hu Aarohi Goenka se aur jald hi hamari Shaadi hogi. Aur ek baad Aaj se aur Abhi se Main Birla pariwar ka hissa nahi hu Main sirf aur sirf Neil Rathod hu Dr Avni Rathod ka Beta , Mera Birla Pariwar se koi lena dena nahi hai

Akshu : Neil calm down aur aab apke sawal ho chuke hai toh Hume jane do

They gave them a way and both settles down in their car to go to GV whereas Press attacked Birla's who could not do anything

GV

Mimi, Badi Mumma and Vansh were Proud of Akshu Neil and were relieved that Kairav and Manish were proved innocent

Mimi : Chalo insab mein ek baat toh acchi Hui ke insab je ant ke baad bache aage badhega

Swarna : Ji Maaji aur Pehli baar Aarohi ne bhi sahi Insaan chuna, heera Dundha hai apne liye

Vansh : Bade Papa aur Kairav aate hi hon ge aur business bhi Normal hi gaya hai share value wapas bad rahi hai

Soon Aarohi, Manish and Kairav reached GV and hugged every one, Vansh also told them about Businesses whereas Aarohi told them about her and Neil's relationship, while Mimi and Swarna told about Abhimanyu and Akshu's divorce

Manish : Aaj Akshu ne sabit kar diya ki woh Apni Sherni Maa ki Sherni Beti hai, Kaira ki Choti Sherni

Kairav : Bade Papa iss ek saal mein mujhe bhi Pata chal gaya tha ki woh Choti Sherni hai, woh kya ladti thi Kunal Khera se

Mimi : Par Kairav aab aage toh tumhe bhi badna hoga, Anisha ki yaadein maan mein daba ke mat betna

Kairav : Mimi Main iss saal mein samajh gaya ki aab mujhse usse farak nahi padta

Aarohi : Bhaiya, yeh aapki health ke liye aur aacha hai, mein baki chizo ka dhyaan rahk lungi

Vansh : Wese Aaru tu Neil ke saath scratch se sab start karne ko tayar hai??

Aarohi : Bhaiya jab kuch bhi nahi tha mere Pass toh wohi tha jisne saath nibhaya toh aab kis chiz ka darr waise bhi, Main uske saath hu na aur mera License bhi wapas mil gaya hai toh aab uska pura saath dungi. Aur ha Mimi aap please abhi shaadi ke liye Matt force karyega. Pehle woh settle ho jayega phir hum sochenge, okay??

Mimi : Ha yeh sahi hai

Both Akshu and Neil entered GV and Akshu Moved to Manish and Kairav

Akshu : Bade Papa apko unhone jail mein pareshan toh nahi kiya na??

Manish : Nahi bacche sab thik hai tum baccho ne sab sambhal liya

Kairav : Vese Neil aab Aaru se tumhe kon bacha yega??

Neil : Kairav Iss chipkali ke liye toh main kafi hu

Aarohi : Oh Chamgadar Zyada udo mat samjhe??

Akshu : Time out guys (turns to Manish) Bade Papa main ne kuch socha hai

Manish : Bolna beta kya baat hai

Akshu : Base Papa Main aapna career resume karna chahti hu aur humne vaise toh baat nahi ki par main ne yeh bhi socha hai ki Naira Mumma ka Sapna unki Academy ko reopen karu

Aapko sabko kya lagta hai yeh Kiya ja sakta hai??

Swarna : Beta yeh bilkul Ho sakta hai tu pura kar sakti hai apni Mumma ka Sapna aur tum se better academy kon sambhal sakta hai

Kairav : Ha Akshu mujhe bhi pura yakin hai ki tu yeh kar sakti hai

Manish : Ha beta hum sab tere sath hai

Akshu : Thik hai toh main competition ke liye apna naam bhej Rahi hu

Vansh : Kaisa competition??

Akshu : Academy ko reopen karne ke liye licence chahiye jiske liye Competition ke through complete karna hoga

Vansh : Thik hai phir main Academy ko promote karunga

Akshu : Sure Bhaiya vaise Bade Papa main kya soch rahi thi ki Dance ke saath saath Music sikha ne ki bhi permission le lu toh ??

Mimi : Ha yeh aur bhi acha hai isse Teri bhi practice hoti rahegi

Aarohi : Par Akshu tujhe pehle apni health ko better karna padega atleast Naira aunty jaisa strong hona hoga tabhi toh Dance karne ki Energy aayegi

Manish : Ha Aaru thik keh rahi hai

Akshu : Bade Papa, Aaru aap tension mat lo academy ke liye agar bhaiya jaisi body bhi banani pade toh woh bhi karungi

It was night and Akshu was in Her room when Aarohi entered the room and hugged her, this hug was different and Akshu could feel it was the same way the Aarohi before the differences the one who was her best friend, her sister and her partner

Aarohi : I am really sorry Akshu iss ek saal mein samajh aa gaya ki jis tarah Kairav bhaiya ne kuch nahi kiya waise hi tune kuch nahi kiya tha, Mumma ki jagah tu hoti aur teri jagah main toh tu bhi yahi karti infact tu toh kar chuki hai. Jaise Mumma hume protect kar ti thi tu bhi mujhe protect karna chahti thi aur maine jealous aur insecure ho kar sab bhigad diya I am really sorry

Akshu : Aaru aab in sab se kya farak padta hai mujhe meri behen mili hai aaj pure 12 saal baad, isse jyada zaruri kuch nahi hai I missed you Aaru I love you so much

Aarohi : I missed you too Akshu and I love you too

They reconcile after years, the night went by Aaru asking Akshu to cry her pain out and that's what Akshu needed, she cried the last 12 years Guilt, her 1year of sacrifice and her failed relationship. Next morning Family woke up and settled down for breakfast only to find Akshu and Aaru already settled but no one noticed the mischievous glitch in their eyes as they had first bite of breakfast, they spit it out and Aaru, Akshu started laughing and hi fied each other

Kairav : Yeh tum dono ki shetani hai na??

Aaru : Bhaiya aap puch rahe ho ya bata rahe ho??

Vansh : Matlab yeh tum ne hi Kiya par kyu??

Akshu : Aise hi aaj prank karne ka mood tha

Neil : Waise kya milaya parathe mein?

Akshu : Pani ke jagah Vinegar gaya hai jijaji

Aarohi : Eew Akshu itni izzat iss Chamgadar ko kuch zyada nahi ho gaya??

Akshu : Thik hai baba sirf Neil thik hai??

Aaru : waise toh gadha suit karta hai par thik hai tere hisab se

Akshu : Ji deviji

Both started laughing again while Everyone else admire them

Mimi : Kisi ki Nazar na Lage hamare baccho ko

Rest of family : Thu thu thu ...

    people are reading<Abhira - A Bundle Of OS>
      Close message
      Advertisement
      To Be Continued...
      You may like
      You can access <East Tale> through any of the following apps you have installed
      5800Coins for Signup,580 Coins daily.
      Update the hottest novels in time! Subscribe to push to read! Accurate recommendation from massive library!
      2 Then Click【Add To Home Screen】
      1Click