《MaAn : The fairytale》24 : New Entry 🤔
Advertisement
Hlw dosto...
Back with the new part...
As it is MaAn_Day with Ashrup_Day... ❤️❤️...
So, without wasting time... let's start.
______________________________________
Anuj comes home from his college after the party ends..
Mukku comes in front of him...
Oye hoye..... Someone is humming the song...
( pushed him a little by his shoulder)
- tu fir mat shuru ho Haan...
- aree.... Ye sahi hai... Tum college se hi shuru ho kar aa rakhe ho... Aur main ghar me bhi nhi shuru ho sakti... Not fair Haan bhai...
- chup bilkul chup... Aur mujhe pareshaan mat kar... Jab dekho... Taang kheechti rehti hai
- theek hai... Jao... Main ni bataungi ki kaun aane wala hai...
- Huhh? Kon... Kon.. Aane wala hai....
- aapki...favourite... Sabse pyaari... I mean anu, mom aur mere alawa jo sabse pyari hai...
- sabse pyaari....? Kon
- aree bhai... Jisse aap bahut jyada pyaar karte hain...
- Pyaar?
- Haan... Jiske sath aapne apna bachpan gujaara hai...
- y.. Yeh.. Yeh tu kya bol rahi hai... Mukku....
- aree... Ab jo sach hai... Voi bol rahi hu...
- dekh... Ai... Aisa... Aisa kuch nhi hai... Mai... Main.. Main bas apni anu se pyaar karta hu...
Aur.. Aur.. Aisa koi nhi hai jo... Jo.. Bachpan... Bachpan me sath ho mere...
Kya.. Kya kuch bhi bolti rehti hai...
- aree.... Sahi toh bol rahi hu... Vo aa rahi hai...
- vo konnn.... Bolna...
- aapki...
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Pyaaariiiii.....
.
.
.
.
..
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Favourite....
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
The most beautiful lady acc. to u...
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Your lovely...
...
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
-
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
-
-huh?!
.
.
.
- Haan... Kyu aapne kya samjha...?
- dekh... Vo meri koyi favourite vavorite nhi hai...
Vo.... Aur... Aur vo aa hi kyu rahi hai...
No.. No. No... No.. Main.. Main nhi milne wala unse....
- bhai...
- dekh...tu bata kab aa rahi hai vo....
Main... Main na.. Abhi ghar se bahar nikal jata hu.... Thodi derr hi aa rahi hogi na...
- bhai vo aapki shadi hone tak yahi rahengi....
- whattt..... Nooooooo.....
Unko bol bhai.... Bhai.... Kya bolegi... Kuch soch anuj....
- bhai...
- Haan.... Unko hum bol denge.... Ki abhi shadi nhi ho rahi hai.... Next year hogi.... tab tak toh meri shadi ko 6 mahine ho jayenge...
Haan...
- Achcha.... Aur fir jab vo next year aayengi... Tab kya bologe.... Haan?
- Hmmm.... Aa... Ek kaam karenge... Bol denge... Vo koi serious sa reason tha jis.... Jis wajah se hume urgent wedding karni padi...
- bhai..... This plan is not gonna succeed...
- toh.. Kya karu... Maiinn...main nhi milne wala unse..
- bhai... Ab toh aapko milna hi padega....
Advertisement
- Achcha.... Kyu..?
- Kyuki vo already aa chuki hain.... Peeche deko.. Peeche...
He turns and see his favorite leela bua coming towards him..
Bua - awww.... Mera Laddoooo..... Goochi - Goochi... (pulls his cheeks)
Pehchaana mujhe...
( itna pyaar..meri toh aankhein bhar aayi 🥺😁)
- Haan... Aap bhoolne wali material hi kaha ho... (he murmures)
- teri aadat nhi gayi na... Apne se baat karne ki...
- hehehe.... Nhi... Jab aap nhi badli toh main kaise badal jaun....
- tu abhi bhi vaisa hi hai... Chal ab mera ashirvad nhi lega.....
- Hmmm.... Aapka hi toh chahiye.... Jai Shri krishna...
- jeeta reh....hamesha aise hi handsome reh.... Meri tarah.. Vo.. In.. Inthelligent..reh..
Oh... Ho.... Ho... Meri mukku.... Kitni badi ho gayi hai....
- Ab mujh se chipakengi.... Bhai... (she plead to him to save her)
- bhugad ab meri favoriteeee bua ko...
- oh... Ho... Mukku... Tu toh bahut badi ho gayi hai...
Lekin abhi bhi utni hi dubli patli.... (holds her hand) ... Kyu Sunaina... Tu ise khana nhi khilati kya? Haan?
S- nhi vo aisi baat nhi hai...
L - jaisi bhi baat ho.... Ab main aa gayi hu na.... Ise ek dum fit kar dungi.... Bilkul meri tarah...
Vaise.... Jai shree krishna Haan... (she said folding her hand)
- khush rahiye...
S - mukku...
- aa... Vo... Ja.. Jai.. Shree krishna bua...
- Haan... Khush raho.... Vaise Aajkal ke bachcho ko na.... Namaste karne ke liye bhi kehna padta hai....
Sunaina smiles awkwardly...
S - vaise... Anuj dikra.... Maine na yaha teri shadi ke vaaste aayi hu... Kab mila raha hai meri bahu se
- Haan... Bas... Ab aap aa gayi hai na... Le aaunga kabhi...
- Haan Haan.... Main toh yahi hu... Main kaha ja rahi hu bhai...
Vaise... Ab mujhe yahi khada rakhne ka Irada hai ki mere kamre tak bhi le jayega.... Pair jara dukh rahen hain...
S - Haan... aaiye na..... Kamal...di ka Saman kamre me chod dena...
K - ji bhabhi ji...
S - aayiye di..
L - han.. Haan.... Mujhe tujh se bahut baat karni hai.... Aur tu anuj... Kaha bhage ja raha hai... Bua sang nhi baithe ga... Chal... Mujhe tujhse bhi baat karni hai....
Zara chehra hi dikha de.... Mujhe apni hone wali biwi ki...
- h... Haan... Chaliye... Chaliye..
AT room...
- Haan... Chal ab bata.... Mujhe uske baare me...
Naam kya hai..?
- Anupama Joshi...
- Achcha.... Kya karti hai...? Mtlb kuch aata hai na... Ghar kaam vaam?
- Haan.... Bahut achcha khana banati hai...
- Achcha hai...
Advertisement
- aur mere Sath... Meri class me hi hai..
- abhi tak... Padh rahi hai?
- Haan.... Aur abhi tak mtlb... Vo toh shadi ke baad bhi padegi.... Hum dono ka plan hi yahi hai...
- ye sab na bas Kehne ki baatein hain beta... Shadi ke baad ghar sambhalna hi itna bada kaam ho jata hai ki... Padhayi - likhayi Inn sab ka tame hi nhi milta...
- bua... Bhale hi ghar bada ho.... Ghar ka kaam jyada ho.... Par ghar me Rehne Wale log itni toh help kar sakte hain na... Ki ghar ki bahu par kaam ka boojh na aaye....
S - aur di... Anu iss ghar ki bahu isliye nhi ban rahi taking vo Saara kaam Kar sake... Vo isliye ban rahi hai.... Kyuki vo humare parivar ko poora kar rahi hai.... Mere anuj ko poora kar rahi hai...
Main use apni bahu nhi... Beti bana kar la rahi hu....
Aur na hi main uski Saas banna chahti hu... Balki main toh uski Maa banna chahti hu... Kyuki usme mujhe meri parchai nazar aati hai...
Vo.... Kehte Hain na.... Jab tak vo... Puzzle ka ek piece gayab rehta hai... Tab tak vo mazboot nhi hota... Use.. Koi bhi asaani se bikher sakta hai...
Par uss ek khoye huye piece ke vapas apni jagah me jud Jaane ke baat vo majboot ho jaate hai...
Bas.... Meri anu bhi uss ek piece ki tarah hai.... Jo meri family ko mazboot kar rahi hai....Jo meri family ko poora kar rahi hai.....
- Haan.. Theek hai theek hai.... Achchi baat hai.... Uss.... Kya Naam tha uska..
- anupama... Bua.. Anupama... Aap anu bhi bula sakti hain...
- Haan... Haan... Vahi anupama.. Vo bahut kismat wali hai... Jo use aisa parivar mil raha hai..
- bua..... Kismat wale toh hum hain... Jinhe Anu jaisi ladki mil rahi hai....
- sunaina... Tera beta toh abhi se apni biwi ka gulam ban gaya hai...
- di... Vo...
- nhi... Nhi... Jara dhyan de.... Kaabu kar... Varna... Teri bahu na... Ise apni taraf kar legi... Vaise bhi ye bahut seedha hai....
Maa ban... Achchi baat hai.... Par.... Saas Bhi ban.. Thoda apna dab - daba bana... Kabu main karna use...
- di... Ye aap kya keh rahi hain...
- bua.... Ye sab baatein baad me karte hain.... Main.. Abhi chalta hu... Vo bunty mera dost.... Uske ghar jaana tha... Vo project mila hai toh...
- aree... Thodi derr... Ruk... Ek subh kaam karna hain...
- shubh kaam? Konsa...
S - anuj... Tujhese mujhe kuch poochna hain...
Tere final exams Kab khatam ho rahe hain?
- aa... Bas 21 se shuru ho rahe hain... Aur 1 mahine baad khatam hai...
Par kyu...?
- vo humne... Socha hai ki...
- humne matlab?
- aree.... Hum logo ne aur anu ke pariwaar Ne....
Ki hum tumhari Shaadi... Tumhare exams ke baad hi karwa de....
- Sach..... ( looks here and there) aa.... Mera Matlab hai.... Achcha.... Haan... Haan.... Toh... Toh... Kab... Kab ka socha hai...
L - aisa sochte nhi hai.... Subh muhurat nikalna padta hai....
- Haan... Vo toh hai.... Toh... Kab... Kab nikalenge... Subh muhurat...
S - bas... Kuch din me... Pandit ji ko bulate hain...
Mukku - Maa.... Kuch din me kyu.... Aaj hi bula lete hain...
- Haan... Maa... Mera mtlb hai....
Nek kaam me derr nhi karni chahiye na...
- vo bhi sahi samay me hi karna hota hai...
- Achcha.... Theek hai... Fir.. Main.. Anu ko.. Bata kar aata hu....
L - bata kar hi kyu.... Usse mil hi aa....
- vo bua... Kya hai na... Uski abhi dance classes chal rahi hogi...
- dance??
- Haan.... Anu dar-asal ek trained classical dancer hai.... So..
- ohhh.... Toh tabhi sunaina ko usme apni parchai nazar aati hai.... Achcha hai... Bahut achcha hai..
Apni anu ko na.... Mujhse milwana..... Main bhi toh dekhu.... Kitni guni ( virtuoso ) ladki hai
- ji... Bua.... Main jaanta hu... Aap bhi uski fan ho jayengi.
- Haan... Vo toh Waqt hi batayega.... Kon kiska fan hota hai... Filhaal tu ja.... Vo tera dost intezaar kar raha hoga na.... Aur ye le.... Use mere haath ka moong dal ka halwa pasand hai na.... Main uske liye Khaas bana kar laayi hu..... Bachpan me bahut khata tha... Ye le... De diyo....
- ji bua.... Okkk Maa... Bye.... Bye mukku... Bye bua...
S, M, L - bye....
L - sunaina..... Ye anuj kabse... Tujhe Maa bulane laga.... Ye angreez... Toh tujhe mom mom kehta tha na...
- vo.. Di.... Jabse anu iski zindagi me aayi hai.... Ye poora badal gaya hai.... Anu mujhe Maa bulati hai.... Toh ye bhi ab mujhe Maa hi bulata hai...
- Achcha..?!.. Achcha hai...
( to herself)
Main bhi toh milu iss anupama se... Akhir isne kaise sabko itna prabhavit kiya hai...
Mere bete se shadi karne se pehle... Meri apekshaon par bhi toh khada utarna padega....
************************
So... This is for today....
Thoda chhota hai... But mujhe leela bua ki entry karvani thi aur aaj hi karwani thi.. So... 😙
Par MaAn weeding date announce hone wali hai... Dosto...
Advertisement
Amber Silverblood: Silverpack
It has been a month since Amber joined the Silverpack, leaving the ruins of her old pack behind. Now she lives in her alpha's cabin with her mother and the orphaned Kimberly. But just as life is starting to feel normal again, the demonic crime lord Hendricks returns. He has a score to settle with Amber, and he doesn't care who gets hurt in the process. As if that wasn't enough, Majestic is still running experiments on Silverbloods, and Amber's freedom will only last until their current specimen dies. Amber's new pack is being threatened from without and within, and she's going to have to find new strength if she wants to keep it from being torn apart like her last one. New strength... and maybe something else.
8 174Wyche of Wyche Farm
Simon has just finished his A levels and enjoying his freedom but gets more than he bargained for when he is whisked back 400 years to uncover conspiracies and family secrets. Witches, suspicious villagers and clerics who want to burn him at the stake are only part of the problem as he discovers when he is rescued by a teenager who wants to take him to court to marry a princess.
8 307The Blue Assassins
***PREVIOUSLY A WATTPAD FEATURED STORY***Highest rank: #1 in Featured [July 25, 2017], #1 in Action [January 12, 2017], #2 in Action [July 26, 2017], #3 in Action [July 30, 2017].Was reviewed and voted as one of Wattpad's best romance books by @KatyDreams. -Blair Ambrose, an innocent little girl and a terrible romantic. Ever since middle school, she's been in love with River Ashmore and when he transferred to her high school, her love for him only increased. But there was one, small detail she didn't know about River. On a walk home, she discovered who the love of her life truly is: her worst nightmare. River Ashmore is the leader of the Blue Assassins and now, Blair has to join him.Some say nothing good comes from violence. The Blue Assassins must be an exception. -Genre: Action/Romance/Fantasy/Teen FictionC O V E R BY @sychoepat_T R A I L E R BY @zelaughingqueen
8 286Douxie x Reader Book 1 Thousand Years and Thousand More
I saw Wizards on Netflix and thought that Douxie was cute and yeah...Book 2 is out now!!!!
8 170A Cheer Captain and a Alpha (Bucky x Willa)
What's gonna happen when a group of friends play truth or dare?Will Bucky & Willa become a couple after the game? Or will they stay just friends?// Disclaimer: I do not own any of this; all rights go to Disney for the movies & characters. & all the rights go to the original artists of the song & lyrics. I only own the chapters //[FINISHED]
8 200GLOBAL ENVIRONMENTAL ISSUES
Global Environmental Issues is a phrase that refers to the effect on the climate of human actionson fire of fossil fuels like coal, oil and gas and large-scale deforestation, which cause emissions to the atmosphere of large amounts of 'greenhouse gases', of which the most important is carbon dioxide.
8 119