《Kuch Ankahi Baatein》Mixed Feelings

Advertisement

Next day with new enthusiasm and confidence, he gets ready for college...

Rohan : Kya baat hai bhai... kal Bhabhi ghar aayi aur aaj aapka chehra dekho kaise khila hua hai... vaise kal raat aap badi der tak Nanu ke kamre mein kya kar rahe the...

Anubhav : Voh actually kal maine Nanu ko Haseena aur apne baare mein sab bata diya... aur tujhe pata hai Nanu ko toh Haseena pehle se hi pasand thi... Haseena vahi hai jo unhe mandir mein milti thi...

Rohan surprisingly : Kaun voh prasad vali... jiski taarif Nanu hamesha karte rehte the...

Anubhav smile widely: Haan vohi... voh ladki Haseena hi hai... ab toh lagta hai manzil aur aasaan ho gayi... ab Nanu jo hai mere saath...

Rohan hugged him tightly and said, "aur mein bhi... mujhe bhool gaya"... two more pair of hands hugged them too... loudly," aur hum bhi hai bhai"... Vyom Cheetah entered and heard all their conversation...

They four bursts into laughter and gets ready for college join Nanu at breakfast table,

Nanu: arey badi der laga di aaj, kab se wait kar raha hun, jaldi karo phir college bhi jaana hai na

Rohan teasingly, "are Nanu isse kuch mat kahiye, isse toh sirf college jaane ki jaldi hai, naashta toh yeh roj kisi aur ke haath ka banaya karta hai.. voh toh hum hi hain bechare jo Ramdhari ka kachcha pakka kha kar gujara kar rahe hai"...

Anubhav chocked and cough badly, Nanu patted on his back softly, "kya matlab tera, ab college mein kaun isse ghar ka khaana khilayega" he asked..

Anubhav nervously, "nanu isse chhodo, iski toh aadat hai.. aap aap apna khaao, der ho rahi hai na"

Vyom to tease him more, "are Nanaji, voh hai na aapki laadli Noor, yeh toh sirf usake haath ka khaana khaata hai, aur humein toh haath bhi nahi lagane deta" they all burst into laughter and tease him a lot...

Nanu laughed to tease him more, "sahi hai beta, abhi se haq jatana shuru kar diya"

Advertisement

Anubhav shyly, "Nanu ab aap bhi mat shuru ho jaao, yeh log kam the kya"... they left for college after having breakfast and a lot of teasing to Anubhav by Nanu and three of his besties...

In parking Anubhav was today more eager to meet her but Preeti gets down from car alone today with slightly dull face...Anubhav ran to her and enquired for Haseena, which she replied, " yaar voh actually aaj Haseena ki tabiyat theek nahi hai isliye voh nahi aayi"

Anubhav got worried asking, kya hua usako achanak... kal tak toh theek thi... jyada tabiyat kharaab hai kya...

Preeti : sach kahun Anubhav, samajh toh mujhe bhi nahi aa raha ki huaa kya hai... bas kal jab se tumhare ghar se aayi hai bilkul chup hai, kisi se koi baat nahi kar rahi, khaana bhi nahi khaaya... aaj subah toh usaki aankhen bhi laal thi jaise raat bhar soyi nahi hai ya phir bahut royi hai raat bhar....

Anubhav par aisa huaa kya hai... I mean kal mere ghar se jaate waqt toh bilkul theek thi, sabke saath kitna enjoy kar rahi thi... phir achanak yeh sab... usane kucch toh bataya hoga tumhein...

Preeti: Nahi bataya toh kuch nahi par mujhe lagta hai voh kal din bhar toh shayad tumhari wajah se khush thi par akele hote hi phir vohi sab... I mean kal ka din bahut painful tha uske liye par shayad tum udaas na ho isiliye sabke saamne usane khush hone ka naatak kiya...Anubhav got surprised and angry on her, "painful matlab... voh theek nahi thi kya... kuch dard ya takleef thi toh doctor ke paas kyun nahi gayi... mujhe batana chahiye tha na.. party itani jaruri toh nahi thi... aur tumne bhi kuch nahi bataya... mujhe subah hi laga tha mandir mein, par nahi meri sunti kahaan hai voh....

Preeti looked at him surprisingly, " Anubhav yeh kya bol rahe ho... matlab tumhein kuch nahi pata kya"..

Anubhav annoyingly, "ab kya nahi pata yaar... kuch theek se toh batao"

Advertisement

Preeti: voh... actually Haseena ka accident ek saal pehle kal ke din hi hua tha... shayad voh isi wajah se upset hai, mushkil hai usake liye sab bhulana, us din ki har yaad ko apne dil se mitana......

Now its turn for Anubhav to get shocked... tears were streaming from his eyes, how he had been ignorant of her tension throughout the day... is this love what he is claiming..... he was with her almost full day but didn't understood her predicament ...

Anubhav slowly said, "please tum log class mein jaao... mein milta hun... I want to spend some time alone" before anyone stops him, he rushed back to backside of building ... at their love spot... to spend some time alone there......

Anubhav's POV

Uss din laga shayad jis pyar ka daava mein karta hun kahin voh sab ek waqti daur toh nahi hai..... shayad aaj tak mein khush tha ki Haseena ke dil mein mere liye feelings hai aur jald hi mein usse propose bhi karne ki soch raha tha... par ek jhatke mein sab aankhon ke aage se dhundhla gaya... ab samajh aaya Nanu ki baat ka matlab ki pehle usake dil se saare dard nikaal kar hi mein apane liye jagah bana paunga... sahi bhi hai, kal voh kitni dukhi thi aur mein sirf isliye khush tha ki voh poora din mere aas paas thi... usaki aankhon ki nami mujhe dikhai hi nahi di... kitni aasani se voh ek muskurahat se apne saare dard chhupa gayi sirf mere liye... kyun mein ek baar phir mein chuk gaya usake dard ko mehsoos karne mein.... kyun mein hamesha apni Khushi mein usaka dukh nahi dekh paata... par kya sach mein, mein itne maayane rakhta hun uske liye ya meri khushiyaan usake liye itni jaruri hai... kyun voh mujhe dukhi nahi dekh sakti... kya iska matlab yeh hai ki voh bhi mujhse utna hi pyaar karti hai jitna mein usse... par agar itna pyar hai toh phir yeh jhijhak kaisi... kyun voh khul kar mujhse apane dil ki har baat nahi kahti.... Kya abhi bhi mujhpar vishwas nahi hai usse.... par ab shayad bahut ho gaya... ab mujhe dheere dheere usse apne pyar ka ehsaas dilana hi hoga... ab aur usse dur nahi rah sakta aur na hi usse akele rehne dunga.... ab waqt aa gaya hai ki voh mujhse aur mein usase apanedil ki har baat kahun.. ab aur usse ghut ghut kar nahi rehne de sakta... aaj usse mujhse baat karni hi padegi, voh chaahe ya na chaahe... usse khud apne dil ka dard mujhe batana hoga...

With a new determination, Anubhav came back to class and move towards Preeti...

Anubhav: Preeti please ek kaam kar do mera..

Preeti : haan bolo, kya hua..

Anubhav : chalo mein batata hun... saying this he took her along with him to the nearby telephone booth and dialed Haseena's residence no...

Bela picked up the phone and asked loudly: Helloooo... kaun bol raha hai...

Preeti: arey mummy dheere bolo... mein hun Preeti... jara Haseena ko toh bulana...

Bela went to her room and give the cordless to her... yeh le Preeti ka phone hai tere liye...

Haseena took the cordless in her hand, "Preeti, kya hua... tune kyun phone kiya... sab theek hai na college mein"

Preeti, "haan sab theek hai... actually tujhe abhi college aana padega... voh Principal madam ne urgently bulaya hai" Haseena asked worriedly, "Kyun... achanakkya hua"

Preeti : ab mujhe kaise pata hoga... unhone kaha toh maine tujhe phone kar diya... ab chal jaldi se aa ja.. mein ja rahi hun meri class shuru hone wali hai...

Saying this Preeti disconnected the line before she asked some more questions ...

Preeti: Anubhav aaj tumhare chakkar mein na meri pitaai pakki hai... chhodegi nahi voh mujhe...

Anubhav smiled: Tum chinta mat karo... usse aane toh do... dekhna aaj Khushi se voh tumhe thanks bolegi aur tum mujhe......

    people are reading<Kuch Ankahi Baatein>
      Close message
      Advertisement
      You may like
      You can access <East Tale> through any of the following apps you have installed
      5800Coins for Signup,580 Coins daily.
      Update the hottest novels in time! Subscribe to push to read! Accurate recommendation from massive library!
      2 Then Click【Add To Home Screen】
      1Click