《MaAn : The fairytale》Save Me...🥺

Advertisement

Holla....

Let's start

.

.

.

Anu came back to her house....

Maa...maa...kaha ho

K - aree aa rahi hu..kya huwa aate hi sara ghar sarr par utha liya...

Anu - maa apko pata hai aaj college me kya huwa..

K - ha pata hai..

Anu - huu..kaise aap ko kaise pata chala

K - main aayi thi tere college.. Maine sab dekh liya...

.

.

.

Anu - k..kya dekh liya maa

K - ohho gadhedi..main tere college kya karne aaungi bata...aur jab aaungi hi nhi toh mujhe kuch pata kaise chalege...

Anu - oh achcha toh aap mazak kar rahi thi...main toh darr hi gayi thi ( she said slowly )

K - ab batayegi bhi ki kya huwa

Anu - ha...

Vo dar-asal aaj college ke kuch students ko mumbai trip me leja rahe hai...aur mera naam bhi unme se hai.....

toh kya main jaun...plss

K - bilkul bhi nhi...tu kahi nhi jayegi...

Anu - par maa

K - ek baar bol diya na...nahi toh nhi

Anu - par kyu maa

K - kyuki main teri shadi karwa rahi hu

Aur kal tujhe ladke se milne jana hai

Anu - kya...

K - ha...aur kal unse milne ke baad sham ko ladke wale aa rahe hai...sagai ki tarikh taye karne

Anu - maa....apne bina mujhse pooche aise kaise....

K - aree main teri maa hu mujhe pata hai...ki tujhe vo ladka bahut pasand aayega..aur ayega bhi kaise nhi teri maa ne jo pasand kiya hai

Anu - par maa ek baar mujhse pooch toh leti...aisa bhi toh ho sakta hai na ki mujhe koi

K - tujhe koi kya

Anu - ki mujhe koi aur pasand ho

K - rehva de....teri maa hu..tujhe achchi tarah se janti hu, tujhe... aur koi ladka pasand ho hohi nhi sakta...aisa mazak me bhi nhi ho sakta...

Advertisement

Anu - kyu kyu nhi ho sakta...

K - aree main janti hu tujhe...

Ab ja thoda aaram karle fir sham ko tujhe me kapde dilwane le jaungi...

Anu - main kahi nhi jaungi.... And anu leaves

K - anu...anu

Koi baat nhi abhi thoda udas hai par maan jayegi

And anu runs towards the anuj's secret adda

She came crying

Anuj anuj...kaha ho tum

Anuj....

She search for him

But anuj is not here...

Kaha ho tum anuj...(sobbing)

Ghar..ghar me jake dekhti hu...

Bell rings and mukku opens the door

Mukku - bhabhi...mera matlab hai anu....

Tum tum yaha...aur aise haff kyu rahi ho

Anu - anuj anuj

Mukku - kya huwa anu...kya huwa bhai ko..sab theek toh hai na

Anu - mukku anuj kaha hai...mujhe unse bahut jaroori baat karni hai kaha hai vo

Mukku - bhai toh ghar me nhi hai...aur ha tum toh aaj sham ko mumbai jane wale ho na...toh tum itna dari huyi kyu ho...

Anu - main tumhe baad me batati hu...abhi anuj ko dhondhna jaroori hai...agar anuj aaye toh usse bolna ki vo mujhe contact kare...haa

Mukku - ha theek hai

And anu leaves...

Now anu leads towards her college...

She searched him in their classroom... Ground...library...everywhere

At last she goes to their canteen

Anuj , bunty and devika are there sitting in the last table...

Anu stood frozen at the entrance...

The only word escaped from her mouth

The trio turns towards her...

Anuj - anu...( and runs towards her)

Anu...tum....tum ro kyu rahi ho..kya huwa

Chalo yaha yaha baitho

And he makes her sit..

Ab batao ki kya huwa...

Devika and bunty leaves to give them some space...

Anu - anuj anuj...

Anuj - ha anu... Main yahi hu. Batao kya huwa..dekho tum agar aise hi rote rahogi aur mujhe kuch nhi bataogi toh main tumhari madad kaise karunga...bolo anu

Advertisement

Anu - anuj vo..

Anuj - ha vo kya anu

Anu - vo vo maa..maa meri...meri

Anuj - anu maa kya...

Anu - maa meri shadi karva rahi hai.

( and she hugged him tightly )

Anuj reciprocates the hug...

Shadi...aisa kuch nhi hoga anu..kuch nhi hoga.

Anu - ( breaks the hug ) anuj mujhe bacha lo pls...pls save me 😢.

Anuj - main hu na anu...tumhe abhi shadi karne ki koi jaroorat nhi hai ...infact agar tum chaho toh maa se main baat karta hu...

Anu - maa nhi sun rahi...

Anuj - sunengi..akhir vo tumhari maa hai...

Anu - nhi anuj...maa bilkul nhi sunengi..

Anuj - achcha..tum tum meri baat suno...

a

.( he wipes her tears).

...tum uss ladke se milli...haa ?...kaisa hai?

Anu - nhi maa mujhe kal milne ke liye keh rahi hain...par main nhi milna chahti....main

main kisi aur se shadi hi nhi karna chahti...main nhi chahti kisi aur se shadi karna...kyuki..kyuki

nhi reh paungi me tumhare bina...

Nhi reh paungi tumse durr...tumse judaa hokar me khush nhi reh paungi

Anuj

mujhe bacha lo..pls...( she closed her eyes)

anuj become stuns...did she confessed something...

Does she also feels for me what I feel for her

Nhi nhi anuj tu kuch jyada hi overthink kar raha hai...vo bas bas abhi thoda stress me hai isliye ye sab bol diya hoga...nhi aisa ho hi nhi sakta...

( and he shakes his head)

Anuj - anu me hu na...main tumhari shadi tumhari marzi ke khilaf nhi hone dunga...main hoon na

Chalo ab roona band karo

Anu stops crying

Anu - anuj

Anuj - hmmm

Anu - anuj....maine jo abhi kaha vo apne

Anuj - ( anuj cuts her in b/w) ha anu me janta hu...tumne abhi jo kuch bhi kaha vo bas stress me aakar keh diya...you didn't mean for it...so don't worry

Anu - anuj...aap bhi ne..( she hits his elbow)

Anuj - aaauu...ab maine kya kiya ha

Anu - wahi toh...yahi problem hai ki tum..tum kuch karte hi nhi ho...

Mera na mann kar raha hai..ki tumhari na..chatni nhi achchar bana du..fir de dungi maa ko nashte me khane ke liye

Anuj - par anu achchar toh vegetarian hota hai..aur agar tum mera banaogi toh vo non vegetarian ho jayega...nhi koi dusra plan banao

Anu - achcha dusra plan...abhi banati hu na...ek kaam karti hu..vo jo maa rishta lekar aayi hai na..usse ha keh deti hu..fir banate rahena achcha, chatni, dhokla , phaphda...sab kuch banana

Anuj - aree anu tum toh naraz ho gayi...main toh bas thoda mazak kara tha..taki tumhara mood thoda theek ho jaye

Tum ye haa karne ki baat kyu le aayi yaarr...pls ha mat karna

Achcha ye batao ki jo tumne kaha tha...vo..uska matlab vahi hai jo main soch raha hu...

h

( Anu shys )

Anu - aur.. aap... kya soch rahe hai

Anuj - anu...

....pls bata do na....

Anu - pakka bata du

Anuj - ha...ha pls

Anu - pakka wala pakka

Anuj - ha pls pls

Anu - toh suniye...anuj vo

Anuj - hmm

Anu - vo main

Anuj - ...

Anu - main apse

Anuj - ha tum...tum mujhse

Anu - anuj main apse

.

.

.

.

.

.

.

.

.

.

.

.

.

.

_______________________________

Oh hoye....

Hello dosto...

Hope aap sab badiya honge...

Aaj ka part thoda chhota ho gaya...

I hope ki boring na ho...

......

Nxt part bhi jald hi aayega

Dekhte hai anu anuj se apne dil ki baat keh payegi bhi ya nhi...

Tab tak ke liye bye...

Gud nini 😍😍

...

    people are reading<MaAn : The fairytale>
      Close message
      Advertisement
      You may like
      You can access <East Tale> through any of the following apps you have installed
      5800Coins for Signup,580 Coins daily.
      Update the hottest novels in time! Subscribe to push to read! Accurate recommendation from massive library!
      2 Then Click【Add To Home Screen】
      1Click