《RiAnsh Os》Nasha......

Advertisement

Wrapped together in a single duvet.. Riddhima's back was against Vansh's front.....Their naked bodies soothing each other......

Vansh sneaked Riddhima away to one of his farmhouse far away from the city hustle to spend some quality time.......

His one hand wrapped around her waist.......

Riddhima was peacefully sleeping in his embrace ..

Riddhima stirred in sleep...

Moving closer to him.. she wrapped her hands around him.... And leaned on his chest...

Vansh glanced at her.... She was looking like an angel.... An Angel who only belongs to this devil .....

Kyaa kismat paayi hain naa maine... Giving a devilish laugh he continued Oops... Vansh ka kismat toh woh khud Tay karta hai... Aur Vansh ki kismat tum ho.... Jaanta hoon tumhe manipulate nhi karnaa chahiye tha mujhe...par.. Tum ho hi aise... Jabse dekhaa meri jaan hi le gayi.....

Trust me bahuton ko dekhaa hai meine.... Vansh ke peeche pagal... Vansh ke liye kuch bhi karne ko tayaar... Par pehali baar aisa hua ki Vansh kisi ke liye pagal hua.... Kisi ke liye itna dewaana....

Uss din beach party mein... Jab tumhe dekhaa toh dil kiya wahi ussi wakt tumhe apnaa banaa loon... Parr.... Naaaaa.... Tum mujhe zindagi bhar ke liye chahiye ho......

Woh.. tumhara sachaa ashiq... Kya naam hai uska Kabir..... Woh toh tumse Sacha waala pyaar karta tha .... Parr kya Vansh woh hone detaa?Vansh ne toh tumpe apnaa naam likh diya thaa .... Aur jab Vansh kuch chahta hai toh woh kisi bhi keemat mein paaake rehta hai.....

His hands moved through her scalp...... Placing a deep kiss on her forehead he inhaled her scent....

Tumhaari khushboo.... Aahhhh... Marr rahaa hoon mein jaan..... Kya banaa diya hai tumne mujhe.....

Shaadi waale din... Aayaa thaa woh.... Shadi rokne... Tumhe yahaa se dooor le jaane.... Parr woh yeh nhi jaanta ki Vansh ki duniya koi khula asmaan nhi.... ek pinjra hai... aur uske darwaze tab hi khulte hain jab Vansh chahta hai..... smirking he continued....Tumhe Aisa yakeen dilayaa ki usne kabhi tumse pyaar hi nhi kiyaa........ Aur usne tumhe dhokha diya.......

Advertisement

Galat hain.... Parr kya sach mein galat hai???

Naaa.......

Vansh ki duniya mein sahi galat ka faisla woh khud karta hai.......

Aur jisne Vansh ki cheez pe aankh daali woh iss duniya mein rehna deserve nhi karta..... Bematlab ki saanse...

Pausing.... His face hardened...

Rok diya meine.... Uski saanse cheen li ......... Kitna mazaa ayaa Naa usse tadpta hua dekh.....

Isi haathon se jisme uskaa khoon ka rang thaa... Usi haathon se Tumhaari maang bhari........

What a moment that was .... Woh laal rang ka jodaa..... Woh sindoor... Woh mangalsutra... Sab mere liye ........

Kitni mushkil se rokaa meine apne aap ko.... Tumhare kareeb aane se.....har ek pal meine tumhe chahaa... Itna.. ki uss chaht ki koi hadh nhi hai jaan....

Wakt.... Wakt harr cheez ko badal deti hai... Par... Jab wakt khud nhi badalta toh Hume wakt ko khud badalnaa padhta hai.. meine wahi Kiya....

Tumhare dil mein aisi jagah bannayi ki mujhse dooor jaana tumhaare liye maut ho...

And see.... See aaj tum mere pass khud aayi... Khud apne aap ko mujhe saunpa.......

Snuggling into her more..... And rubbing her hairs... He held her closer to himself... Without any gap....

Iss raat ka nashaa meri zehan se kabhi utar nhi paayegaa jaan... Harr ek pal yeh nashaa aur badhtaa jayega.... Aur iss nashe ki dawaa... Sirf tum....

Dard bhi tum aur dawa bhi tum......

Rakshas hoon mein Riddhima.... Mere pyaar tumhaare liye zehar hai.... Parr iss zehar ka koi Todd nhi hai tumhaare pass jaan.......

Tumhare sache aashiq ke baare mein tumhe kabhi pata hi nhi chalega.... Woh tumhare liye hamesha ek dhokebaaz banaa rahegaa.... Uski harr ek yaad tumhare dil mein kadwahat ke alawaa aur kuch mehasoos hone nhi dega.....

Tum meri ho jaan... Sirf aur sirf meri.... Chahe iss aag mein jiyo ya Maro...Abse yahi Tumhaari Zindagi hai.... Inn dhadkano Parr... Innn saanso Parr.. iss rooh par aur jism parr... Sirf aur sirf vansh ka haq hein.......

Dewaanepann ki hadh nhi hoti na Riddhima....

Aur yeh dewaana tumhaare liye kisi bhi hadh tak ja sakta hai......

    people are reading<RiAnsh Os>
      Close message
      Advertisement
      You may like
      You can access <East Tale> through any of the following apps you have installed
      5800Coins for Signup,580 Coins daily.
      Update the hottest novels in time! Subscribe to push to read! Accurate recommendation from massive library!
      2 Then Click【Add To Home Screen】
      1Click