《Anuseena - Shorts ❤️ ( Recreation )》Part - 3

Advertisement

Continued....

~ Long Part 🙆 ~

Karishma comes to Anubhav's cabin ...

Ks:- jai hind sir

But no answer comes because Anubhav was lost in thought...

Ks:- sir....bhaiyaa !! ( Loudly )

As:- a...Karishma Singh aap yaha ? Aap kab aayi..?

Ks:- jab aap kisi ke khayalon main khoye huye the ...

As:- a...aesa kuch nahi hai hum case ke bare main soch rahe the ..., Aap bataiye...aap yaha kaise...

Ks:- vo hume apne bhaiya se kuch baat karni hai

As:- a..boliye na behna...

Ks:- hum jo bhi aapse puchenge aap uska sidha sidha jawab dena , thik hai...

As:- jii.

Ks:- Bhaiya aap maddam sir se pyaar karte hai na ?

As nervous

As:- a...behna...aap ye kya bol rahi

Ks:- are , hum to sach keh rahe hai

As:- are....nahi ...nahi behna ...aap galat samaj Rahi hai

Ks:- kya bhaiya, ab kya aap apni behna se bhi baat chupayenge...., Bataiye na

As:- a....haa ..hum karte hai haseena ji se prem... bohot bohot prem karte hai...

Ks:- sach ( happily), to aap kab propose kar rahe hai ?

As:- nahi behna , nahi kar sakte.... kyuki shayad ab vo humse pyaar nahi karti ( sadly )

Ks:- aap na bohot bade Wale topa hai , maddam sir aaj bhi aapse utna hi prem karti hai ....unki aankhon main saaf saaf dikh ta hai... bhaiya hamara baat maniye or maddam Sir ko jaldi se apne dil ki baat keh dijiye...

As:- lekin behna ...

Ks:- bhaiya ek baar sochiye, jab aap dono sath honge to aap dono ki zindagi kitni khubsurat ho jayegi ....aap himmat karke ab apne dil ki baat keh dijiye

As:- aap sahi keh rahi hai , dhanyawad behna

Ks:- ab yeh to hamara farz hai bhaiya

As:- hum aaj hi kuch soch te hai ...

Ks:- ji jaldi sochiye....ab hum chalte hai

As:- jii

Ks:- aur haa bhaiya ab dubara aap maddam sir se chipak kar so rahe ho na tab darwaja bandh kar dena ....

Ks left

As shoked and blush...

Haseena ji ,aapne to hume badal ke rakh diya....jo kabhi prem main vishwas nahi rakhta tha usko aapne prem karna sikha diya ..., Aap se aur dur nahi raha jata ...hum jald hi aapko apne dil ki baat bata denge ....

Hm:- jai hind sir

As:- jai hind haseena ji , hum keh rahe the ki aaj aap shaam ko vyast to nahi hai na

Hm:- nahi sir.. lekin kyu

As:- vo haseena ji , hume aapko ek khufiya case ke baare main batana hai...to aap ek jagah par aa jayegi....

Hm:- a ...sure sir...

As:- hum thodi der main aapko location bhej denge

Hm:- jii sir

As:- ab hum rakh te hai or haa aap apna dhayan rakhiyega....jai hind

Hm:- ji , jai hind

Ye achanak se Anubhav ko kya ho gaya hai....aaj kal hamari bohot fikar karne lage hai....aur aaj kal kuch jyada paas aa rahe hai ..., Pata nahi unke dimag main chal kya Raha hai...

Advertisement

Pov end

Hm:- Anubhav sir ka call ...( Happily )

haseena pick up...

Hm:- Jai Hind Sir

P:- hello , ye mobile jiska hai usko aap janti hai kya ?

Hm:- ek minute, aap kon bol rahe hai

P:- dekhiye, ye jiska Phone hai na unka accident ho gaya hai ..., Aur unke mobile se last call aapko kiya hua tha...iss liye ...

Hm:- kya ...( Shoked )

P:- ji aap jaldi se city hospital pohchaye ..

Hm:- a...ha...hum..aa rahe hai ...

Call end

Haseena sits in the car ...

Ya Allah, ye kya ho gaya Anubhav ko 😭 , hume jaldi se vaha pohch na hoga ...ya allah Anubhav ko kuch nahi hona chahiye, hum Anubhav ke bina nahi reh sakte...abhi to hum dono itne close aaye the...or...ye accident..., Bhale hi vo hume kuch na maante ho lekin hum unhe apna sab kuch mante hai .., agar unko kuch ho gaya to hum kaise jiyenge.., unke bina hamari life adhuri hai ...!!

...

P:- aap vahi hai na jisne abhi thodi der pehle phone uthaya tha..?

Hm:- ji hum hi hai ! Vese Anubhav kahan hai ? Kya hua unhe ? ( Worriedly )

P:- vo doctor unhe dekh rahe hai ...

Hm:- vese thank you so much aap ne Anubhav ko hospital pohchaya...

P:- ye to hamara farz hai medam

Hm little smile

Haseena stands near the door of the ward...

Hm:- ya allah, hum to ks ko bata na hi bhul gaye...( In mind )

Haseena calls Karishma....

Ks:- jai hind maddam Sir

Hm:- jai hind ks..., Aap jaldi se city hospital pohchaye...

Ks:- hospital kyu ? Aap thik hai na ...

Hm:- hum..to thik hai... lekin...( Crying )

Ks:- kya hua maddam Sir, aap ro kyu Rahi hai sab thik hai na....( Worriedly )

Hm:- v...vo... Anubhav... sir

Ks:- Bhaiya... Bhaiya ko kya hua ...

Hm:- unka accident ho gaya hai , aap jaldi se hospital aaiye ....

Ks:- a...hum abhi pohch te hai....

Ks:- maddam Sir, ka hua hai bhaiya ko ....unko jyada chot to nahi aayi na.... doctor ne kya kaha ...aur unka accident hua kese ?

Hm:- ks , Sambhal ye khud ko....hume bhi nahi pata hai ki unka accident kese hua ..., Ek aadmi ne sir ke phone se hume call kar ke inform Kiya...

Ks:- ye achanak se kya ho gaya bhaiya ko , aaj to kitne khush the vo....aaj hi to voh apne dil ki baat aapse kehne wale the ...

Hm:- e...ek.. minute...aap kya bol rahi..

Ks:- maddam Sir, bhaiya bhi aapse bohot pyaar karte hai ..., Vo aaj hi aapko apne dil ki baat kehne wale the or ye sab ho gaya ...

Tears start flowing from Haseena's eyes...

Ks:- maddam Sir, please aap khud ko sambhal liye...aese roiye mat....dekh na bhaiya ko jyada chot nahi aayi hogi...

then doctor comes ...

Ks:- doctor kya hua bhaiya ko...

Hm:- doctor vo thik hai na , unko jyada chot to nahi aayi...

Advertisement

D:- relex , vo bilkul thik hai ....chota sa accident hua tha iss liye unko jyada chot nahi aayi hai... lekin unko 2 din ka rest Karna padega ...

Ks:- jii

Hm:- thank you doctor

D:- yeh to mera Farz hai ....

Hm:- a..kya hum unse mil sakte hai....

D:- ya , sure..

Dr. Left....

Haseena and Karishma both go inside the room....

Anubhav lying on the bed ...

Ks:- bhaiya...aap thik hai na

As:- ha behna ( smiled )

Ks:- aap achche se ghadi nahi chala sakte the kya ...ye to bhagwan ka shukar hai ki aapko jyada chot nahi lagi...

As:- behna hum thik hai ...

Ks:- ha vo to hume dikh raha hai ...

As:- a.. behna...aapne haseena ji ko to kuch nahi bataya na ?

Ks:- kyu unhe nahi batana chahiye tha...

As:- behna vo bekar main chinta karne lagengi iss liye...., Aur unko hum achche se jante hai unka bhokal aapse bhi jyada hai ...

Hm:- achcha ( 🤨 )

As:- a...haseena.. ji aap ...yaha ? ( Fumbling )

Ks:- best of luck bhaiya ( 😁 ) , ab dekhiye apni priye ka bhokal...tab tak hum dawai le kar aate hai...

Ks left...

Hm:- aap thik se gaadi nahi chala sakte the.., pata hai hum kitna dar gaye the...aapko bohot maja aate hai na ye sab karne main...hum hi jaante hai ki hum par kya bit rahi thi uss time ....

As:- a..vo..hum uss waqt...case ke baare main soch rahe the...vo aapse .kaha tha na ki hume aapko ek mahatva purn case ki baat karni hai bas uske baare main hi soch rahe the ...( Nervous )

Hm:- ha , hume pata chala ki aap konse case ke baare main baat karne wale the ( taunt )

As:- jii ( confusingly )

Hm:- hume sab pata hai ....ks ne hume sab bata diya...

As:- kya , behna se saare kiraye par paani pher diya ...( Sadly )

Then suddenly Haseena holds Anubhav's hand ....he looked at her..

Hm:- Anubhav ! Aap hamare liye bohot special hai , aap ke andar hamari jaan basti hai...agar aapko kuch ho jata to...hum kaise rehte ..., Jab tak aapka muskurata hua chehra nahi dekh lete hamara din nahi kat ta ...

Tears start flowing from Haseena's eyes ...

Anubhav sits..

As:- haseena ji , aap aese roiye mat ( ☹️ )

he wipes her tears ...

As:- aap muskurati huyi hi achchi lagti hai, aur aapna jyada chinta mat kijiye hum bilkul thik hai...

Hm:- lekin aapko dard ho raha hoga na ( 🥺 )

As:- nahi meri jaan , ab hum thik hai

He kissed her on forehead...she smiled..

Hm:-

As:-

Both hugging each other....

After sometime both broke hug...

Hm:- ab aapko 2 din rest karna hoga Ghar par ....aur aap ye do din bilkul bhi kaam nahi karenge...

As:- are lekin..

Hm:- humne bol diya na ki aap aaram karenge to bas ...yeh final ( warned )

As:- achcha thik hai ( sadly )

Hm:- ab aap aese udaas mat hoiye ( cutely )

She kissed him on both cheeks...he blush

As:- kya baat hai priye...kal tak to aap humse gale bhi nahi milti thi or aaj ...( Blushing )

Hm:- aap sharma rahe hai , hume nahi pata tha ki aap sharmate bhi hai...( Chuckled )

As:- priye aap kuch jyada maje nahi le rahi hamare...

Hm:- a..humne kya Kiya...( Innocently )

Anubhav holds Haseena's waist and pulls her close to him....

As:- vese abhi jo aapne Kiya tha..vo hume or chahiye...kyuki hume tab samaj nahi aaya na

Hm:- achcha ( 😁 )

As:- jii ( cutely )

Hm:- bilkul nahi , hum nahi Dene Wale..

As:- koi baat nahi hum de dete hai aapko ( huskily in her ear )

Hm goosebumps...

He smirked

He kissed her on both cheeks...she blushed...

As:- priye aap sharma ti huyi to or bhi haseen lagti hai ( huskily )

Hm:- anubhav kuch to sharam kijiye, hum hospital main hai

As:- lekin room main to bas hum dono hi hai na jaan ( 😉 )

Anubhav brings Haseena closer to him..

Hm nervous...

that's when karishma comes ...and she shoked....

Ks:- ahem... kisi ko bata de ki yeh hospital hai ghar nahi...

Anuseena jerks apart...

Hm:- a...ks...vo...

Ks:- hum sab samaj rahe hai bhabhi..

Haseena gets shy after hearing bhabhi...

Ks:- finally itni mushkilo ke baad aap dono ek ho hi Gaye...

Anuseena smile

Ks hugs to hm

Ks:- congratulations maddam sir

Then ks hug to as...

Ks:- congratulations bhaiya...

Anuseena:- dhanyawad behna / thank you ks

Ks smile

Ks:- ab aap dono ek dusre ke sath time spend kariye tab tak hum sab ko bata dete hai....

Ks left

Suddenly again Anubhav grabs Haseena's waist and pulls her close to him.....

As:- ab to behna ne bhi keh diya ....to priye..., ab to thoda pyaar Banta hai...( Huskily)

Suddenly Haseena kisses on Anubhav's lips .... firstly he shoked....but after second he participated....

Both purely kissing each other...

.

.

.

.

.

Humne kabhi socha nahi tha ki aap hamari zindagi main aayenge...., Aaj hum bohot khush hai ..., Finally hum dono ek ho hi Gaye ..., Hum uparwale ka shukriya kese Ada kare....!! Hum bohot lucky hai jo aap hume mil gaye...hum wada karte hum zindagi ke har mod par aapka sath denge...aur aapke liye ye pyaar kabhi khatam nahi hoga ...

Hey bholenath, aakhir main aapne hume haseena ji se mila hi diya..., Humne kabhi socha nahi tha ki aap hamari zindagi main aayengi..., Aapne hume pyaar karna sikha diya .., hum wada karte hai aapko kabhi taklif nahi pohchayenge...aur hamesha aapko khush rakhenge...aur aapse dher sara pyaar karenge...

I hope you like it...

Please vote & comment...

Thanks for reading 💕

Byy ❤️🙆

    people are reading<Anuseena - Shorts ❤️ ( Recreation )>
      Close message
      Advertisement
      To Be Continued...
      You may like
      You can access <East Tale> through any of the following apps you have installed
      5800Coins for Signup,580 Coins daily.
      Update the hottest novels in time! Subscribe to push to read! Accurate recommendation from massive library!
      2 Then Click【Add To Home Screen】
      1Click