《Anuseena - Shorts ❤️ ( Recreation )》Part - 2

Advertisement

...

As:- are haseena ji aap yaha ? Aap abhi tak ghar nahi gayi ?

Hm:- sir hamari to aaj night duty hai , lekin aap yaha kya kar rahe hai ?

As:- vo hume ek file Leni thi ...

Hm:- oh , aaiye sir hum aapko file dete hai

As:- jii

both go to the store room ....Haseena tries to take the file but she cannot reach because the file is on a high place....

Anubhav goes to Haseena ..

He takes file....

Haseena turns to Anubhav ...

Then both very close to each other .....

Haseena looks at Anubhav, Anubhav was already looking at Haseena....

Both look into each other's eyes and get lost ....

After some minutes, file falls on both of them...

both move a little ....

Hm:- a...aapko yahi file chahiye thi na...

As:- a ..haan... dhanyawad

both come out of the store room ...

As:- ab hum chalte hai

Hm:- jii

Then suddenly Haseena feeling dizzy.

As:- kya hua haseena ji aapko ..

Anubhav makes Haseena sit on the chair ..

As:- ye lijiye pani

Haseena drinks water ...

As:- ab thik lag raha hai ya phir hum doctor ko bulaye...? ( Worriedly )

Hm:- nahi uski jarurat nahi hai , hum thik hai

As relief

As:- lekin aapko achanak se kya ho gaya , ek minute aapne bhojan kiya ?

Hm:- a....nahi

As:- aur doper ko ?

Hm:- a...nahi ...vo ek case main busy the to...

As:- aap aesa kyu karti hai , agar abhi aap Akeli hoti or aapko kuch ho jata to... Aapko dhayan rakh na chahiye na..

Hm:- sorry sir ...vo...case ke silsile main hum bhul gaye

As:- Kamal hai aap bhi , itna kya case main vyast thi jo bhojan karna bhul gayi...ab aap Shanti se yaha bethiye hum aapke liye bhojan mangavate hai

Advertisement

Hm:- are...nahi nahi sir uski koi jarurat nahi hai ... pushpa ji hume khana deke gayi hai ...

As:- oh , to jald se aap bhojan kariye..., Hum yahi hai

Hm:- aapko ghar nahi jana ? Aapki maa raah dekh rahi hogi ?

As:- aap chinta mat kijiye, vo ghar par nahi hai ....ab aap jaldi se bhojan Kariye...

Hm:- a...sir ...aap bhi hamare sath hi kha lijiye na ,...a...hamara matlab hai ki aapki maa bhi ghar par nahi hai or aap kaha ghar jakar khana banayenge iss se achha to aap yahi kar lijiye

As:- lekin haseena ji ...

Hm:- please sir ( 🥺 )

As:- achcha thik hai ( smiled)

Hm:- aap rukiye, hum khana lekar aate hai

As:- nahi bilkul nahi , abhi aap yaha bethiye, or hume bataiye ki aapne khana kaha rakha hai

Hm:- vo hamare cabin main hai

As:- thik hai, hum lekar aate hai

Anubhav brings food ...

As opens tiffin..

As:- wahhh, rajma chawal ( 🤩 )

Hm:- ji , pushpa ji ne banaya hai..

As:- pushpa ji ke hath ke rajma chawal hume bohot pasand hai ( 😋 )

Hm:- hume bhi ...( Smiled )

both start eating....

After eating food...

Haseena sees that there is some food near Anubhav's lips....

Hm:- a...sir aapke muhh par thoda sa khana laga hua hai

As checks...

As:- kahan ?

Hm:- ek minute

Haseena goes close to Anubhav and clears it with her thumb ....

He shoked...And he keeps looking at Haseena....

Hm:- a..ho gaya sir...

But no response

Hm:- sir sir...

As:- a...ji... dhanyawad

She smiled

Hume aesa kyu lag raha hai ki hamare Kareeb aane se inko farak padta hai..., Nahi nahi aesa kese ho sakta hai ..vo to humse pyaar hi nahi karte .., kaash hum puri life aese hi roj aapne sath Beth kar khana kha sakte ..aapke sath baatein kar sakte ... lekin shayad ye kabhi nahi hoga ... ( 😔 )

Advertisement

Haseena ji , jab bhi aap hamare samne hoti hai ya phir hamare Kareeb aati hai to hum khud ko rok nahi pate ..aur aap main kho jaate hai...., Aapne sahi kaha tha pyaar ek bohot khubsurat sa aehsaas hai .., kaash hum yeh aehsaas puri zindagi kar paate....kaash aap hamari life partner hoti ..., Hum hi bewkuf the jo pehle aapko mana kar diya ..., Lekin dhire dhire hume aehsaas ho gaya ki hum aapse bohot prem karte hai ....( 💖 )

As:- a...haseena ji ..aap aaj ki file check karke hume de dengi, hamara kal ka kaam aasan ho jayega

Hm:- Sure sir....

both go to the cabin ...

both sit on the sofa....

haseena starts checking the file....

Haseena falls asleep while checking the files because there was a lot of work today....

Haseena rests her head on Anubhav's shoulder while sleeping. .....

He smiled

As:- lagta hai ki aaj bohot thak gayi hai....,ab kya kare , inko jaga bhi nahi sakte ...., Chalo koi baat nahi aaj hum yahi ruk jaate hai ...

Anubhav removes the hair from Haseena's face and puts it behind her ear....

As:- sote huye bhi kitni pyari lag rahi hai ...

He gazing her....

He kissed her on forehead...Haseena smiles in her sleep...

As:- kshama kijiye ga haseena ji , aapki ijazat ke bina aapko kar diya... lekin hum khud ko rok nahi paye .., aap itne samay ke baad hamare Kareeb hai...

then after a while Anubhav also falls asleep ....

both hug each other in sleep ...

Ks comes and shocked...

Karishma sees Anuseena sleeping hugging each other....

Ks smile

Ks:- inn dono ko kisi ki najar na lage.., bas hamesha aese hi sath rahe ..., He bholenath ab jaldi se inn dono ko mila do ...ye dono ek dusre ke bina nahi reh sakte

Ks:- lekin ab inko uthaye kese ...ha...ek kaam karte hai ... inke phone par call karte hai...

Ks goes out ...

In cabin -

Anubhav's phone rings....

Both wakes up....and hm shoked...

Hm:- a...hum...yaha aapke pass kese ... ( then she remembers)

Hm:- a... sorry sir hum kal file check karte karte hi so Gaye ....aur aapko bhi hamari vajah se yaha rukna pada...i really sorry sir..hamara koi aesa irada nahi tha...aur..

Suddenly Anubhav puts his hand on Haseena's mouth. ....

As:- bas bas , haseena ji ! Aur Hume pata hai ki kal aap thak gayi thi iss liye so gayi ....koi baat nahi...hota hai ...

Both look at each other and get lost in each other's eyes....

Anubhav's phone rings again....

They broke eyelock....

And Anubhav removes his hand from Haseena's mouth..

As:- a...ab...hum chalte hai...

Hm:- a..jii sir , jai hind

As:- jai hind

As left...

Anubhav , aaj aap hamare itne kareeb the...man kar raha tha ki aapko apne se dur hi na jaane de ...kaash hum Puri zindagi aapse aese hi hug karke so pate ...aur apni Sari tension bhul jate.

Haseena ji , aaj hume bohot sukoon mila aapke pass reh kar ...kaash hum puri zindagi aese hi reh pate ....

    people are reading<Anuseena - Shorts ❤️ ( Recreation )>
      Close message
      Advertisement
      You may like
      You can access <East Tale> through any of the following apps you have installed
      5800Coins for Signup,580 Coins daily.
      Update the hottest novels in time! Subscribe to push to read! Accurate recommendation from massive library!
      2 Then Click【Add To Home Screen】
      1Click