《Anuseena - Shorts ❤️ ( Recreation )》Ep - 133 💫❤️

Advertisement

Hm:- Namste aunty ! Anubhav Sir hai ?

Maa:- ha....tum aao andar

both go inside the house....

Maa:- anu , thane se koi milne aaya hai ( shouted )

Maa:- beta tu Beth...main pani lekar aati hu ( to hm )

Hm:- Jii ( smiled )

Maa left....

Just then Anubhav comes out of the room and he was without a shirt, he was wearing a vest....

Anubhav gets shocked seeing Haseena..

Hm embarassed & eyes widened..

Haseena turns her face to the other side..

As left...

Then maa comes..

Maa:- ye le beta pani !

Hm:- a... thank you aunty

Maa:- ye anu abhi tak nahi aaya ?

Hm:- ab kya bole ( in mind ) ( nervous)

Then Anubhav comes...

As:- kya maa ! Batana chahiye na ki mahila police Thane se koi aaya hai ...

Maa:- kyu....mere liye to sab wardi Wale ek jaise hi hai...

As:- maa !! Abhi hum aapki vajah se bina shirt ke hi bahar aa gaye the ( flow flow )

Hm eyes widened

Maa:- to tujhe shirt pehan kar aana chahiye na ....

As:- a... achcha ye sab chodiye....haseena ji aap yaha

Maa:- are tumhara naam haseena hai

Hm:- a...ji

Maa:- anu bohot baate karta hai tumhari....vese tumhara jesa naam hai vese hi tum sundar ho ....kyu sahi kaha na anu ?

As:- ha maa !! ( Flow flow )

Maa smirked

As:- a...haseena ji kuch kaam tha aapko

Hm:- sir pehle kshama kijiye ga hum aese bina bataye aa gaye ....vo kya hai na aap phone nahi rakh te varna hum aapko inform kar dete....

As:- vo kya hai na haseena ji hum puri zindagi ek khufiya agent rahe hai aur hum nahi chahte ki koi hamara anulekhan kare iss liye hum ye chal durbhas se dur rehte hai ...

Advertisement

Hm:- ohh ... lekin sir aap ab dsp hai , hamare hisab se aapko phone rakh na chahiye....

As:- agar hum phone le lenge to aap hamare ghar par thodi aayegi ( flirt )

Hm eyes widened...maa smirked

Maa:- lagta hai mere bete ko pyaar ho hi gaya ( in mind )

Hm:- sorry sir , agar aapko bura laga ho to....vo kya hai na aap phone le lenge to aap apni team ke sath contact main reh payenge....

As:- are nahi nahi haseena ji !! Hume aapki baat ka bura nahi lagta ...

Hm smiled

Hm:- sir hum vo kehne aaye the aapne jo hamare or ks ki post adla - badli ki hai uss par aap ek baar dhayan de to ....sir post ki Change hone ki vajah se case par effect pad raha hai ....

Hm:- please sir aap hume hamari post vapas kar dijiye....ye hum hamare liye nahi keh rahe hai , hum abhi abhi brijesh ke maata - pita se mil kar aa rahe hai or vo unke bete ke sahare ke bina nahi jee sakte...

Maa:- anu ! Haseena ke khayal bohot achche hai ..... shaadi ke liye bilkul perfect hai tumhare liye...

Anuseena eyes widened

As:- maa , kya aap kuch kshan ke liye shaant reh sakti hai

As:- maaf kijiye ga haseena ji

Hm:- a... it's ok sir...

As:- vo hum iske liye nahi keh rahe the

Hm confused

As:- hamara matlab tha ki kshama kijiye ga lekin hum apna faisla nahi badal sakte...

Hm:- ohh ( sadly )

Maa:- kya anu , har waqt bas khadus banta phirta hai ....haseena ki baat maan le....aur vese bhi tujhe to pata hai na ki Karishma kese case solve karegi

As:- haa maa , lekin hum apna faisla nahi badal sakta

Advertisement

Hm:- a...to phir thik hai...hum chalte hai ...

As:- lekin ks ne aapko case se nikal diya to kya hua , aap ab bhi iss case par kaam kar sakti hai ....jab aap sho thi tab ks ne aapke order follow kiye ...agar iska jawab na hai to ....aap bhi iss unofficially iss case par kaam kar sakti hai...

Hm smiled

Hm:- Sahi kaha sir ....vese ek baat kahe

As:- ji

Hm:- aap jab bhi hume kuch solution dete hai to hum bade tajjub main reh jaate hai

As:- Hum Tajjub ke sath sath jhatka Dene ki bhi kshmata rakhte hai ( 😎 )

Hm:- 😶

Maa:- vese haseena beta ek baat puche ?

Hm:- a..ha

Maa:- tumhari shaadi ho gayi ?

Anuseena eyes widened

Hm:- a...nahi

Maa:- kaash ye anu ki patni ban jaaye ( in mind )

Hm:- a...to ab hum chalte hai ...and sorry agar aap ko disturb kiya ho to....

As:- haseena ji ! Kesi baat kar rahi hai ....ulta hume to bohot achcha laga ki aap hamare ghar aayi ( gazing her )

both are lost in each other's eyes....

Maa:- ahem....

Both broke eyelock......

Hm:- hum chalte hai , Jai Hind sir !!

As:- Jai Hind

Hm:- namaste aunty ji

Maa:- namaste aur aati rehna ....

Hm:- a...ji...

Hm left..

Maa:- vese anu haseena kaafi achchi ladki hai...

As:- sahi kaha maa ! Bohot achchi hai vo ....aur unka Dil bhi bohot saaf hai ...aur bohot imaandar hai...( He gets lost in the thoughts )

Maa smirked

Maa:- wahh, lagta hai ki mere bete ko pasand aa gayi ....to bole to uski ammi se baat karu ? ( Teasing )

As:- ha kariye , hum bhi unse vivaah karna chahte hai ( still lost in thought )

Maa:- sach ( happily )

As comes out the thoughts....

As:- a...maa ..aap jesa soch rahi hai vesa kuch nahi hai

Maa:- ha ha ....sab samaj Rahi hu....aur tu bhi kiske khayalon main khoya hua tha...

As:- haseena ji ke ( flow flow )

Maa:- Oh ( teasing )

As:- a...nahi nahi ....hum kyu unke baare main sochenge....vo ..hum..to ek case ke baare main soch rahe the

Maa:- tu kehta hai to Maan leti hu lekin meri najro ke samne to kuch aur hi chal raha hai

As blush

Maa:- ab to mujhe pakka pata chal gaya ki tu usse pyaar karta hai ....tabhi to sharma raha hai...

Anubhav happily hugs her maa...

Maa:- kab bana raha hai iss ghar ki bahu..?

As:- maa vo pehle haa to kahe ...

Maa:- dekh na vo haa hi kahegi, maine dekha hai uski aankhon me tere liye pyaar....

As smile and little blush..

Maa:- bhagwan ! Mere anu ko hamesha aese hi khush rakh na ....( In mind )

As:- kya soch rahi hai maa

Maa:- a...kuch nahi , ab tu jaldi se tu apne dil ki baat haseena se keh de....aur jaldi se usse shaadi karke iss ghar main le aa..., Phir mujhe mere pota - poti ka bhi muuh dekh na hai ...

As:- bas bas maa ! Apni gaadi ko break lagaiye....aap kahan se kaha pohch gayi....aap kamre me jaake aaram kijiye hume kuch kaam hai

Maa:- thik hai

    people are reading<Anuseena - Shorts ❤️ ( Recreation )>
      Close message
      Advertisement
      You may like
      You can access <East Tale> through any of the following apps you have installed
      5800Coins for Signup,580 Coins daily.
      Update the hottest novels in time! Subscribe to push to read! Accurate recommendation from massive library!
      2 Then Click【Add To Home Screen】
      1Click