《Ishq hua... the unknown feeling | ✓》.14.

Advertisement

Part 14

_______________

Siyappa.!!

After the engagement and sangeet.

The guests were slowly leaving and the family had their dinner together. Post this Rishika were left alone for a change.

Rishi: aur tum. Aise jhansi ki rani banne k zaroorat nai hai. Jo hai seeda seeda aa k mujhse pucho. Pyaar se you know. Aise naagin ban ke nai.

Annika rolled her eyes.

A:ab me aisi hi hu. Ye package aise hi milega. No changes. Chahiye tho le lo warna abi time hai apna order cancle kardo.

Rishi was angry now. Everytime the topic she would talk about canceling the wedding be it directly or indirectly be it in joke or serious matters. Was she not ready to get married or what. He pulled her close to him pinned her right hand at her back pulling her close.

R:kya hai haan..?! Kya hai tumari problem. Chahe mazak ho ya serious bas shaadi cancle karne me tuli hui reheti ho. Kya..? Shaadi nai karna chati tho mat karo. And don't make me feel that I'm forcing you. Jab ki aisa nai hai jo tum bhi janti ho. Did I force you..? Ya mere gharwale ya tumare gharwale. Is this forced marriage for you. Kya tum khush nai ho..? Ha me janta hu. Tum. Tum mujhse pyaar nai karti lekin Annika me pyaar karta hu. Aur isiliye bolraha hu. Tumari khushi mujhe matter karti hai. Agar tum shaadi nai karna chate tho teek hai. Lekin mujhe tumari in baato se yehi lag raha hai ki I'm forcing you. Tumari problem hai kya.. bata do. Man me hazaro sawal hazaro doubts le k mat raho. Jo hai wo pucho. Jo hai wk kaho. What's in you head.

And before Annika would speak yuvi came there coughing seeing there position.

Y:ahem!ahem...!(rishika parted away) lya bat h Rishi. Thoda sabar rak. Tumari hi biwi hai. Matalb hojayegi kal. Kya Annika. Pakka na ya irada badal liya.?! (Yuvi and samir hified laughing and then Rishi left being angry.)

S: arrey ise kya hua..? Bhabhi all right? (He gestured showing his tumbs up asking this, while Annika nodded and passed a smile. Yuvi sensed the tension)

Y:samir tu ja na Rishi k paas. Me ata hu.

S: okay..! Bye bhabhi.

A: bye samir.

Yuvi raised his eyebrow asking reason for her tension.

A:aisa kuch nai hai Yuvi bhai.

Y: kaisa kuch nai hai. Me ne tho abi kuch pucha hi nai.

A: umm..woo...

Y: ab bolo kya hua.

A: nothing bhai. Kuch nai hua.

Y: ok teek hai mat batou. Lekin me tume bata du. Rishi ko gussa bohoy jaldi ati hai. Lekin wo har kisi pe gusaa nai dikhata bad apno pe hi uska gissa nikaalta hai. Aur wo tumse hi bohot zyada pyaar karta hai. Tho gussa bhi tumpe hi zyada dika sakta hai. Aur isse zyada me kuch nai kahunga. Tum khud use samj jaougi.😊

A:ji bhai. But thank you. Lekin trust me kuch problem nai hai. Lekin unka gussa tha karke lag gaya😅

Y:😂😂 arrey Annika tum bi na. Okay chalo hum chalte hai.

A: ha me bhi ati hu. I mean uncle aunty se milne.

Y: ha ha pata hai pata hai. (They walked together)

A: arey sach me..!

Y: ha me ne kab jhut kaha.

A:oh god. Bhai...

Y: ok ok chalo chalo(he put his right hand on her shoulder and dragged her with him)

At the main door.

Ra: Annika tum yehi raho puttar bahar mat niklo. Hum chale jayenge.

A; ji aunty ji.

Ra: arrey ab tho mummy ji kaho.

Advertisement

A:umm wo..

J: chalega puttar. Take your time. Chal rano. Yuvi. Ab hum nikla te hai vardhan ji aur anjali ji.

V: ji ji.

J: ye kaha gaya.. oye khoteya puttar...rishiiii.

Y: wo shayad bahar hi hai. Ab nikalte hai. Kal ayenge baraat le k Annika ko le Jane. Ready rehena. Waise ek bar aur soch le na Annika. Rishi se shaadi you know.

Everybody left out a laugh.

And annika's eyes were searching for her man. Yes her man. But couldn't find.

After this Rishi and his family left.

As soon as they left Annika back hugged vardhan.

V: arrey.. anu..?

A: hmm...

V:kya hua dolu..? (He loosened her girp turned to her he signalled anjali rising his eyebrows,who stood at a distance seeing them anju gave a understanding nod a assurance nod.)

V: ok chalo... ab room me chale.?

Annika nodded no being in his embrace

V:okay. (He carried her in bridal style as usual while Annika left a soft chulke)

They reached annika's room.

V:tum jaldi se change karlo. Fresh hojaou. Me abhi aya.(he left placing her on the floor)

An: to be Mrs.Rishi Singh bedi.

A:mamma... ap mujhe ek baat batou ap mujhse aise formal kyu baat karte hai. As if me koi parayi hu.😠

An: oh ho. Bhuddu aisa kuch nai. Me tho tume chedne aise bolti hu na. (Annika was removed her necklace and anju went near her to help)

A:ouch mamma...(her hair strands stuck to her necklace hook)

An:offo sorry sorry. Ek mint me nikal ti hu.

A:hmm..

Anju helped her in removing her jewels and loosened her hair style.

A:uff...🥵 feeling light. Boj utar gaya.

An: tum fresh hone jou. Me doodh le ati hu. Hm..?!

A: hm.

Annika went to get freshed up.

"Kya me ne sachi me Rishi ko aisa feel karaya.? Obviously na tabi tho wo itna gussa ho gaye the. Teek hai me bat karlungi unse bad me call karke. I will make it up. Lekin mujhe aisebure khayal kyu arahe hai? Mujhe aisi ghabaraht kyu horahi hai..?! Nai nai me bhi kuch bhi sochne lag jati hu. Tum tho khidkhithod Annika ho.. aise bat bat pe bheegi billi banne ki zaroirat nai hai. Sab kuch sahi hai. Sab teek hai. Ok."

She came out wiping her hair with towel.

She came to bed saw her phone and thought she should talk to rishi once. But the same time anju came with her milk glass and vardhan behind her.

V: fresh hogayi..?

A:ji.

An:ye lo dood pi lo anu.

A

:😖hm.. (she made the wirdest face)

While anju and vardhan chuckled seeing this)

V:ise tho aaj bhi doodh pasand nai hai🤭

A:apko badi hasi arahi hai papa(she said taking the glass from the tray) ek mint. Ye lo ap pi k dikou.😏(handing him the glass)

V: arrey me kyu tumare liye hai na tum piyo(fake smile😁)

An:(laugh) oh god tum dono ka pata nai doodh se kya dushmani hai. Jab tum choti thi na tab kaise baghati thi mujhe is doodh k chakar me. Oh god. Mujhe aj bhi yaad hai. Tum doodh ko khud se zyada poudo ko pilaya hai.

V:han. Aur mujhe tho aisa lag raha hai ki kal hi tho nurse ne aa ke mujhe bataya ki "beti hui hai" aur aaj deko beti ki bidai hogi kal.

A:papaaaa!😟

An:hm baito.

Vardhan and Annika sat beside each other. Annika instantly side hugged him.

A: papa. Kya me waha adjust ho jaoungi..? Kya me un sare rishto ko nibha poungi..?

Advertisement

V:of course yes. Lekin bas ye Dyan me rakna ki kisi ko impress karne k liye ya kisi ki acceptance pane k liye khud ko mat badalna. Jo tumse pyaar karte hai wo tume tumari jaise hi pyaar karte hai. Aur rahi baat adjustment ki to ha tume thodi bohot adjustment tho karna padega. Choti choti cheezo se start Hati hai. Like tume us ghar ko adjust hona padega.

An: par beta wo tumara ghar hi rahega.. Rishi tume aise feel hone nai dega ki tum family nai ho. Hai na..?

V:rishi acha hai sacha hai. Mehenati hai. Tho usse zyada kya chahiye. Aur meri beti bhi tho kam nai hai. Hai na dolu.

A:hmm(she hmmed and nodded) lekin papa..?

V:bolo..

A: kuch nai.

An:ab zyada mat socho. Wo tumare kiye bana hai tho bas sab kuch acha hi hoga.

A:will miss you papa. Mamma..🥺

An: me tho miss nai karungi. Meri musibat tho chali jayegi.

A:papa dekho na..☹

V:anju.. ye kya hai. Aise muh pe sach nai bolte. 🤭

A: papa ap bhi(she starts hiting his chest )

Then the trio hugs each other.

V: chalo ab good night. Jaldi so jana OK.(he left giving her a forehead kiss)

An: ok chalo me bhi chalti hu. Good night anu. (She hugged her kissed her ear and left)

Annika came out ti her balcony gazing the stars. Lovingly. The unknown feeling of fear, the happiness, the giddiness, all together were her partners tonight.

Soon she remembered that she had to call Rishi.

"Phail gaya raita..! me ne tho call bhi nai kya.. timeee...? (She looked at the time)Oh ho. It's 12. Call karu..? Sorahe honge tho..? Anyway ill call"

She tried to call him but his phone was going not reachable.

"Inka phone bhi abi mot reachable hona tha...? Lekin ye ajjeb si ghabraht kyu ho rahi hai. Wo bhi kal se. Kuch. Yaar Annika. Haa. Ek mint me yuvi bhai ko call karti hu. Ha.! Ye sahi hai. (She called him)"

On call.

Yuvi just came to bed and layed down soon he received her call. And answered it.

Y: Annika is waqt..?

A: sorry bhai. Wo rishi ka phone nai lagraha tha. Me ne bas..

Y: oh ho. Yaad arahai hai...? But on a serious note. Annika me apne ghar par hu.

A: matlab.. rishi nai hai apke sath. Kaha chale gaye itni raat..? Wo teek tho hai..?

Y:hey Annika. Shaant. Me ne kaha me apne ghar par hu. Wo apne ghar pe hai.

A:matlab. Ap tho unki bhai ho na.

Y: oh rishi ne shayad nai bataya hoga. Me uska friend hu bachpan se. Baki ki kahani tume pata chal jayegi. Aur rishi. Aur mom dad ko chodke me ghar agaya. Kuch kaam tha.?

A: um..nai bhai. Wo bas aise hi. Kuch nai. Wo teek hai na.?

Y: ha Annika. Wo teek hai ghar par hai. Tum chinta mat karo. Chaho tho me call kar ke pata lagou..?

A: call tho me bhi kar rahi hi na bhai. Lekin not reachable araha hai.

Y:tho me dad ko call karta hu.

A; nai nai bhai. Its ok. Unhe disturb mat karo. Its ok. And thank you and sorry.

Y: ek taraf bhai bolti ho and thank you aur sorry bhi bolti ho...

A: bhai.

Y: ok. Tum tension mat lo. Wo teek hai. Sleep well. Kal tume acha dikna hai. Waise tum roz hi achi dikti ho. Sleep well Annika

A: ji bhai thank you. I mean.

Y:okok. Chalo good night.

A:good night.

"Ab me kya karu.. bhai ne tho boldiya. Lekin pata nai kuch ajeeb si tension horahi hai. Message kar leti hu. Haa. Ye teek rahega. Online honge tho reply kardenge."

Seeing him not being online her heart ached. She went and settled on her bed. Layed down waiting for his reply. Waiting for him to come online.

"Tu kya sochrahi hai Annika. Itni raat hogayi hai. Wo bhi thak gaye honge. Isilye online bhi nai hai. Teek hai I know wo mujh se gussa tho hai par yuvi bhai me kaha na..ki wo un pe gussa hote hai jinse wo pyaar karte hai. Teek hai. Kal bat kar lungi. Bas I just hope ki hume baat karne k liye time miljaye. Haldi pe miljayega shayad tabi baat karlungi Unse. Ha.. chal so jate hai... ab. Good night rishi.(she said seeing his WhatsApp profile pic)"

She slept seeing him. With a slight tension but still it had a cute smile.

The next day. It was haldi ceremony.

The Trivedi House and Bedi mansion as decorated according to the haldi theme.

The haldi function was done in their respective home. Annika in Trivedi House and Rishi in bedi mansion.

Rishi was waring white kurta and yellow pajama pant.

Soon as he woke up he checked for her call. But he didn't get one.

"Annika ne mujhe call thak nai kiya...? Yehan ho kya raha hai. Kyu Annika kyu. I'm i really forcing you..? Jo bhi hai please bata do.. kya tume mere pareshan hone se ya naraz hone se farak hi nai padta..?! Ab me iska matlab kya samju..? Tumne abhi thak call nai kiya. Tum is shaadi ko chati ho...? Ya nai.! Ya phir me hi over excited hu. Tumari taraf se tho sab nil hai Annika.. kya hai ye.? Jo me ne suna wo sab jhoot hai Ya ye sab jhoot hai...?"

He thought and got ready for haldi function.

In living room.

Rano and others were wondering here and there.

Ra:arrey ye Rishi kaha hai..

R:ji mom yehi hu. (He said while coming down stairs)

Ra:haye..! Kitna sona lagraha hai. Nazar na lage(she put kala teekha behind his ear)

R: mom!(irritated) acha mom ye yuvi kaha hai.

Ra: pata nai yehi kahi hoga! Kyu.?

R: usse zaroori baat karni thi. Anyway chodo.

Ra: ha ab tu kahi mat ja Rishi rasam shuru hoti hogi. Aur tumari dhulhan intezaar karrai hai tumara utra hua haldi k liye.

R:matlab.

J:arrey dhulhe ka utra hua haldi hi dhulhan ko lagaya jata hai pehele.(said Jay keeping his hands on rishi's shoulder)

Ra: haa.

R:only if wo intezaar karahi hai(he said under his breath)

J/Ra: kuch kaha..?

Rishi noded no. And passed a smile.

At Trivedi House.

A: mamma me thak gayi.

An: arrey abhi se.

" Ya ye kaho ki intezaar nai horaha..''

Anju and Annika turned to see the owner of the voice.

A:shrenuuuuu...😍😍(she exclaimed in happiness)

Shrenu parik, Annika's friend. From college days.

S:tum tho mujhe bhul hi gayi yaar..?

A:hat aisa kuch nai hai(They hugged each other)

An: kaise ho beta...?

S: I'm all good ma.(shrenu calls anju as ma)

An: aur wo kahan hai.. tumari behen..?

S: uski exams the aj. Wo ajayegi exam de k.

An: acha chalo kuch kha pi lo.. chalo chalo..

S: are nai ma..it's ok. Lekin apke hath ka kuch bana ho tho...

A: ha ha ja k thoos le😏 bhukhad kahinki.

S: thank you.

An: ate hi shuru hogaya tum dono ka. Ab tumara jagada katam hi jaye tho ajana kitchen me. Me chalti hu.

S: arrey me tho abhi ayi chalo chalo. Bye😏(to annika) aur mere bag upar rakh dena.

A: excuse me..?🤨

S: not excused bye. 😛Maaaa...

A:pagal. Kakaaa...ye bag upar rak do na please. Me rakti leti.. lekin ye lehenge se....!☹

Kaka: arrey beta tum bas hukum do.(he smiled and left with shrenu's bags)

After they left Annika was standing alone and within no seconds her thoughts went to Rishi.

"Rishi ne abhi thak call nai kiya..? Unhone mera msg nai deka..? Call karu..? Nai nai abhi tho wo busy honge. Kuch hi ghanto ki baath hai. Ajayenge haldi k baad. Lekin me chati hu ki me unse baath karu lekin kuch na kuch hi raha hai.uff rishi please msg dekh tho lo ek baar.(she took her phone and saw the msgs were still went unseen, unrecived) normal msg hi kar leti hu"

" I just hope ki at least ye msg tho dek le"

S:ahem ahem... kuch ghante aur hi tho hai.. itna intezaar... Haan..?(teasing tone.)

A: aisa kuch nai hai shre.

S:haa ayi ma..(me ati hu ha.)

An: arrey dhulhe ki utra hua haldi agayi. Anuuu... jaldi karo. Shrenu batha do use. Me abhi ayi.

S: ji ma.

A: kon laya haldi ko...?

S: pata nai yaar. De k chale gaye shayad jab thak me bahar gayi thak thak wo chale gaye the. And obviously wo rishi nai the.

A: nai.. mujhe laga yuvi bhai aye honge unse bat karti tho. Anyway.

They had her haldi function waiting for Rishi's call, checking her phone every now-and-then.

A: shre. Manu abhi ayi nai..?

S:ajayegi.. (her phone rings) arrey dek uska hi call hai. (Ansering the call) ha mansi..kaha ho..?(she left speaking on the phone)

"Mujhe abhi bhi kuch teek nai lagraha. Rishi mujse itna gussa hai kya..? Me ne unko itna chot pohinchai hai..? Ki wo mere msg bhi nai dekrahe..?"

Otherside Rishi.

R:ma mera phone kahan hai..? Kab se dund raha hu..!!

Ra: wo shayad rinki(kid) ke paas hai. Wo game khel rahi hai shayad.

R: yaar ma..😐

Ra: rehene de rishi.. aur tu kyu phone phone karaha hai..? Chal ja tayar ho ja. Naha waha le. Der hojayegi warna.

R: isi liye tho phone puchraha hu. Kahin der na ho jaye.

Samir: uff me abhi bhabhi k yehan ja k aya. Haldi de ne gaya tha.

Ra:acha hua. Ab bilkul time nai hai. Chalo jaou tayar ho jaou rishi.

Sa: all good.?

R: hmm.

Sa: kuch problem hai.?

R: nai nai. Teri bhabhi mili..?

Sa: umhm. Wo andr thi shayad. Me andr nai gaya..

R: ok.

    people are reading<Ishq hua... the unknown feeling | ✓>
      Close message
      Advertisement
      You may like
      You can access <East Tale> through any of the following apps you have installed
      5800Coins for Signup,580 Coins daily.
      Update the hottest novels in time! Subscribe to push to read! Accurate recommendation from massive library!
      2 Then Click【Add To Home Screen】
      1Click