《vani-os》ᴛᴏɢᴇᴛʜᴇʀ ғᴏʀᴇᴠᴇʀ
Advertisement
V- mai tumse bahut kiya bani qayamat se qayamat tak
B- Maine bhi tumse bahut pyaar Kia veeranshu bahut zyaada
Both are crying hugging each other
While tara, daksh ponky and balwant are shouting to come them back
Bani broke the break
B- mai haar nahi mann sakti veeranshu hum aise mar nahi sakte mujhe tumare saat jeena hai aur jo bachpana Maine kho diya woh mujhe apna bacche mein dekhna hai mai aise haar nahi maan sakti mujhe hame kisi haal mein bachane hai
She closes her eyes
" hey bolenath Maine hamesha aap pe barosa Kia tha aap hi yeh kahani likhi thi na tho aap aise adure katam nahi kar sakte usse mujhe jeena hai apna pyaar ke saat jeena hai mere veeranshu ke saat jeena hai mere bacche ke saat jeena hai mere parivaar ke saat jeena hai. Meri madat kijiye bolenath aap hi mera Sahara hai " says bani in mind
And hugs veer again
Ba- hum kuch nahi kar sakte kya mai ek baar apna beta ko kho diya phirse nahi kona koi kuch karo.
That's when meera remembers something and she releases gandhak
M- aap hi hamare sahara hai please veer aur bani ko bachalo please
Ghandak goes to veer and everything becomes normal making jai shock
J- yeh kaise hua
Balwant tapish ponky daksh rushes to veer and hugs him
Meera hugs meera dii
B- meera di thank you so much aap ne hamari jaan bacha liya hum tho ummed hi kho diya
Everyone have a family hug as they are safe
J- zyaada kush math ho mai ab bhi zinda hoon tumari mauth banke lekin isse pehle iss ghandak ka khel katam karna padega hamesha beech mein aati hai uss din bhi aayi thi warna mai iss cheel ho bahut pehle katam kar detha
B- uss din matlab
J- yeh cheel tume bataya nahi na mai hi tha jo isse pinjare mein bandh Kia mai hi tha jo shakura ko veer banake tumare paas bheja tumare maarne ke liye adi naagin
Bani gets shocked
Now she understands that y veer was so protective towards her
J- phir Maine tumpe jadu chalaya mujhe laga yeh gussa mein tum pe tumpe attack karega lekin nahi tum bezati karta raha lekin yeh sehta raha per tumpe koi anch nahi aane diya
Bani feels guilt for her words for hurting him so much that day
J- tume ek aur raaz batavu shukla ko Mene hi bola veer ko naagfani dhe taaki gusse mein yeh tumpe hamla kare aur tu uss pe lekin na tab bhi yeh kuch nahi Kia qur mujhe Pandit ji ko maarna pada taaki tum isse bacha nah sake lekin tumne kya Kia apna zehar se bacha liya tch tch. Manna padega bhai teri pyaar nah
He claps
J- itna pyaar Maine kahi nahi dekha mujhe tho laga tume lagega ki tere teer bhai ko yeh maar diya tho tum isse katam karoge lekin nahi tumne tho shaadi kar liya hamare plan fail ho gaya
Ba- kya pak rahe ho kisne maara mere teer ko bolo
J- abhi tak pata nahi chala shukla ne maara teer ko
Ba- kya.
J- haa kya karta woh yeh adi naagin unka bete jo maar diya badla tho lena haina iss liye woh mujhse milke teer ko maar diya phir mai mayuri shukla bahut kuch Kia tum dono ko maarne ke liye katam karne ke liye lekin flop ho gayi yaha tak ki monal ko bhi maara hai humne
Advertisement
P- mayuri ???
J- haa mayuri tumari mayuri baby morni thi woh jisse adi naagin maar diya
B- kuch galat nahi Kia mai shukla ke bete ne mere noor ko maar diya tha issi liya Maine unne saza diya hai mauth ki saza. Aue woh morni veeranshu ko maarne ki koshish Kia tha mujhe bhi maarne ki koshish Kia issi liye maar diya mai usse
J- woh sabh chodo past is past ab inn ke baremein baat karke kya faida sara future ke baremein baat karte hai ab mai tum sabh ko maarke duniya ka sabh se shakti shaali ban javunga
B- galat faimi hui hai tume tum kuch bhi nahi kar sakta
J- tch tch tch abhi tak tume samaj nahi aayi kya ki mai kya kya kar sakta hoon aww my poor adi naagin
V- bakwas bandh karo
J- haww bade bhaiyaa mere baatein tume bakwas dikhta hai twada baatein baatein swada baatein bakwas
V- yeh naag poore satiya gaya
B- yeh sabh karke kya mila tume haa nah shaktiyaa mili upar se tum apna parivaar apna khushiyaa sabh kuch kho diya
J- farak nahi padta mujhe. Mujhe sirf shaktiyaa chahiye
V- pehle jo hai unne use karna seek pehle se bewakoof
J- abey chup kar tujhe kya aata hai haa bade cheel karte rehte ho lekin jab bhi dekho hypnotize ho jaata hai bani ke peeche ghumne ke alawa tume aata kya hai bae saale cheel naam pe cheelon ka Rajkumar hai tu lekin akal mei sirf kutte ho tum
B- jay
She turns to half snake and hits him that he falls down but he again comes back to his position
B- tumari himmat kasie hui mere pati se aise baat karne ki ab tho tum gaya.
J- tum mujhe maroge tch tch adi naagin iss cheel ke pyaar mei padke tum bahut bade bewakoof aur kamzor ban gayi satya yug mein tho aise nahi thi tum kya kare sangat ka asar hi aisa hai issi liye jab mere saat thi bahut acchi thi tab dekho
B- chup karo bahut bol diya tum
She hits him again
M- maar dho bani isse maar dho iss ne Hume bhi maarne ki koshish Kia tha maar dho ISS jay ko
J- hey chup kar waise meera tumpe bahut Taras aata hai mujhe iss bewakoof cheel tapish ke liye tum apna shaktiyaa kurbaan kar diya
M- kyonki mai tumari tarah bewakoof nahi hoon mujhe rishton ka ehmiyat pyaar ka ehmiyat bahut acche se pata hai
Jay laughs
J- pyaar rishta kya mila isse kadu mujhe dekho mai kitna takatvar bana
V- abey o pitku tu jitna bhi takatvar bano rahoge tho chotu hi hai aur jitne bhi takvar kyun nah ho tu tho dhabewale hi rahega
J- tameez se markhat hoon mai
V- mujhe ghanta farak nahi padta bae
J- tujhse baatein karke time waste nahi karta mai
He tries to attack veer but bani comes in middle and tries to attack him but no use
Jay laughs
J- mai tumse takatvar hoon adi naagin tum mera kuch nahi bigad sakti
Bani signs to veer
Veer turns to cheel and attacks on him and bani turns naagin and attacks on him
Their powers makes him and he fell down
J- mujhe baksh dho adi naagin
B- baksh doon tume baksh doon tume mujhe dhoka diya mujhe marne ki koshish Kia Maine tume maaf Kia lekin tum baat baat pe mujhe dhoka diya har baar masoom log ki jaan liya mere veeranshu ko maarne ki koshish Kia inn ki saza sirf mauth hogi. Mai sarvastrest adi naagin tum adi naag ko mauth ki saza dhe rahi hoon aur tume naag lok mein aaj se koi jagah nahi hai tum koi adi naag nahi ho.
Advertisement
Saying this she bites him and he fell down
V- saale akir mar hi gaya
Bani fells down and starts crying
M- bani
B- mujhse itni badi galati kaise ho gayi meera dii Maine kyu Kia iss pe barosa kyun nah mai iss pe barosa karti nah yeh sabh hota meri wajah se sabh ko problems sehna pada haina
M- bani ssh kuch nahi hua sabh teek ho gayi
Meera hugs and caresses him
" Adi naagin " Comes a voice
Everyone turns to see farishta
Veer is much angry to see him there bcoz of him his sweetheart suffered alot
V- kyun aaye ho phirse haa phirse meri yaadash lena hai tume maarna hai mujhe bolo haa kyun aaye ho. Tum farishta ho yaa kuch aur I bloody don't care mai cheel hoon cheelon ka Rajkumar the veeranshu Singhania aur baat meri gharwali ki hai tho mai kisi se bhi ladunga
F- shant veeranshu Singhania shaant pehle meri baat tho suno haa mai galat tha mujhe laga adi naagin cheel se pyaar nahi kar sakti cheel ko apna nahi sakti usse punarjanam badla lene ke liye mili issi liye Maine uss cheel pawan ko maar diya
Po- mere papa ko maara tum
F- wah baap ki yaad ab aayi tume itne din kahate the haa
B- lekin pawan chachu ko Maine maar diya tha na kyonki usne mujhe marne ki koshish Kia tha aur usne kaha woh galatiyaa karega
F- haa mara tho tum ho lekin shuruvat Maine Kia tha na aur adi naagin tu sahi thi har kisi ko badalne ka mauka dena chahiye galati ka ehsaas hone ke liye mauka dena chahiye jo yeh cheelon ne Kia
V- tu yaha kyun aaya woh baat bata
F- dua dene Maine bahut galat Kia tha mujhe laga tum dono ka pyaar galat hai lekin jab yeh adi naagin tume bachane mujhe maara hai tab ehsaas hua ki tum dono ka pyaar kitna gehra hai
V- sweetheart mujhe bachane tum isse maar diya not bad gharwali
B- farishta tum yaha aaya kyun hai
F- mai farishta jo aasman ka raja hoon adi naagin aur cheelon ka Rajkumar ka pyaar ko accept kar raha hoon
V- mujhe tumari anumati nahi chahiye bae
B- veeranshu
F- tum dono ka pyaar jeeyega sadiyon tak Yugon tak
duniya ka koi pabandi tum dono ko alag nahi kar sakti veer aur bani ka kahani sabh se pyaara hoga yeh kahani duniya ki sabh se accha aur pyaara hoga jo har kisi ke zubani se sunai dhega kyonki yeh kahani bolenath ne likha hai aur tum dono ka pyaar kitna gehra hai ki woh qayanat ko kismat ko bhi badal sakti hai duniya ka koi bhi cheez ise thod nahi sakti
He gets vanished saying this
vani smiles and hugs each other
****
V- meri baby kya kar rahi hai
B- haww so mean
V- what
B- baby abhi tak aaya nahi baby se itna pyaar aur apna sweetheart ko bhul gaya
V- kuch bhi bani. You are always my first priority sweetheart chahe tum 1000 ki bhi ho javo tab bhi mai tume aise hi pyaar karungi
She smiled and hugged him
V- kya baat hai bade pyaar aa raha hai aaj
B- woh tho bahut pehle hua tha per kya karu mere pati ne mujhe mauka hi nahi diya pyaar jatane ke liye
Veer breaks the hug
V- maine tume bahut takleef diya na bani
B- tch tch unn sabh cheez se mujhe koi farak padta kyonki mai jaanti hoon ki tum mujhe kitne pyaar karte ho lekin tume pata hai mere saat yeh hona hi tha kyonki Maine tume pehle bahut hurt Kia tho uss manhoos adi naag ke liye
V- ssh woh sabh matter nahi karta matter yeh karta hai ki we are together now
B- hmm.
She hugged him more tightly
B- kitne din ke baad sabh accha lag raha hai. Itne din tho hell se zyaada kam nahi thi
V- hmm
Bani broke the hug
B- mujhe meeta chahiye
V- meeta chahiye
He asks huskily pulling closer
B- chi woh meeta nahi aur baby ke samne kuch bhi bolte ho tum. Mujhe meeta kaana hai
V- accha kya kavoge
B- kuch bhi chalega buz less calories less ghee ka chahiye
V- teek hai
After few minutes he comes back with gazar ka halwa
B- meri favorite gazar halwa
She takes it and starts eating enjoying every bite
B- hmm yummy itna tasty gazar ka halwa majne kabhi nahi kaaya maza aaya kaha se laaya
V- Maine banaya
B- what really thank you so much veeranshu yeh bahut tasty hai
She feeds him a bite and enjoys it
V- tume kaana se itna pyaar hai
B- tumse se Zyaada pyaar nahi hai isse
V- aww
B- waise mujhe tumse ek baat bolni thi
V- kya
B- tum jo ladki ko bachpan mein bachaya woh mai hi thi
V- wow tho hamare connection bachpan se hi tha kaliyug mein not bad sweetheart
B- aur woh ladka uss kamine jay tha
V- khushi ek pal bhi rehne nahi diya saale ko marne detha uss din mai
Bani laughs
Meanwhile tara enters.
M- tum teek hona bani
B- mujhe kya hua mai mast hoon ek dhum bindas
Meera smiles
B- kya baat hai bade hasi aayi
M- kuch nahi bahut din ke baad Maine adi naagin ko nahi meri choti aur pyaari behan bani ko dekh rahi hoon
Bani smiles
B- ab mai buz bani banke rehna chahti hoon meera dii such mein adi naagin banke mujhe kuch nahi mila Maine sirf koya woh sabh chodo aap dono ko ek adura kaam poori karni hai
T- konsa kaam bani
B- tapish bhaiyaa aap dono ki shaadi jo adura reh gaya
M- ab iss ki kya zaroorat hai thode din ke baad bhi kar sakte hai
B- nahi already late ho gayi bahut ab kal shaadi hai yeh fix hai kal AAP ka shaadi hona hai matlab hona hai
M- ziddi ladki kisi ki nahi sunti buz apni baat manva lethi
Bani chuckles
T- bani mujhe yeh samaj nahi aa raha hai ki bacche ka awaz sirf tum dono ko kyun sunai detha hau
M- kyonki unka maa baap yeh dono hai
T- ab hum chalte hai tum dono rest karo
Tara leaves
V- bani kyun na hum phirse shaadi karte
B- phirse
V- haa pichli baar na tum khush thi na mai dono ek doosre ko koste Kia tha shaadi tho mai chahta iss baar khushi se marzi se kare
B- hmm baat tho sahi hai kar lethe shaadi
Baby smiles
V- aww hamare baby bhi yahi chahti hai
..
Next day
Vani gets married again along with tara and leave a happy life
So here is an os with happy ending
Kaash hume happy ending milti 😡😤🤧🥺🤣💔😭🙄🥴
Advertisement
MARVEL: GAME MAKER SYSTEM
Alex was an ordinary person with the dream of one day being transmigrated to a magical world. But what he didn't expect is that he would be transmigrated to a world much more than that, a world he knew very well, but instead of being given a system that would empower him, he was given a system that allowed him to make games, and the more people played, the more powers he would get. Tony Stark: I hate this! I can do in real life everything this Watch Dogs guy does, but why can't I stop playing? Hulk: HULK HATES DARK SOULS!!! HULK SMASH DARK SOUS ARRRHHHHGGG!!! Nick Fury: If any agent can't complete the Hitman game by next week, that agent will be fired from the Shield! A world of superheroes, but who controls everything is "only" a game developer.
8.18 1019S-Rank In Another World
Our protagonist, an adventurer S-RANK, died in an act of betrayal during a mission.
8 2775Wolf of the Wasteland
If you like my work, supports are greatly appreciated. Wolf of the Wasteland, a tale of a lone girl who has rid herself of the shackles and chains of her past. Left alone on a sun-scorched desert planet Wolf must fight for survival while she flees Bloody Mirra and her group of cannibalistic bandits who had imprisoned her long ago. Wolf will have to scavenge for food, ammunition and most importantly water while on the hunt. This world is scorching, dry, and desolate. Will she survive and put an end to Mirra? Will she be able to leave her past behind and forge a brighter future? Will she have to be as ruthless as her captors and murder and steal from the innocent to survive? Author’s Notes: My work is often graphic and mature in nature. I only recommend it for the fans who are not faint of heart. This work will contain swears and violence. Alternative Option: Skip to [Chapter 6 - Introduction] if you would like to meet Wolf while skipping over the extra violent and gory beginnings of this grim adventure. Note for artists: I'd love to feature your content if you decide to do Wolf of the Wasteland art. I'm excited to see what Wolf looks like visualized.
8 145MHA: The Wolf of the End
When Myth clashes with the world of hero's and villains, will the Myth be out shined by the hero's? Or will they go on to conquer all! This is a My Hero Academia fan fiction I'm doing for fun, I do not own the rights to any MHA character except for the original characters I made up for the story. I hope you all enjoy and have fun reading :) ANY critiques is welcomed!
8 127The Life and Times of Fiera Celosis
Fiera Celosis has just returned to Inima after having been banished from the land as a child. Being the daughter of FIre and Magic, her blood is looked down upon. But what has she returned to? And why does she constantly feel that her life is in danger?
8 99how to be a human being • rp ocs
a book in which i decided to unite my rp ocs!thnkspwte. 2021.
8 268