《vani-os》ᴏ sᴀᴀᴛɪ
Advertisement
B- yeh ho kya raha hai veer aise ajeeb bartav kyun kar raha hai woh mujhe chot kabhi nahi pahuncha sakta woh uske baremein soch bhi nahi sakta tho yeh phir yeh sabh kyun hey bolenath meri madat kijiye mere veeranshu ka raksha kijiye. Yeh jo ho raha hai iska jawab sirf panditain dhe sakti hai mujhe naag mandir jaani hai
Meanwhile jay enters
J- kya hua bani tum pareshan lag rahe ho
B- kuch nahi mai buz naag mandir jaa rahi hoon
J- per Kyun
B- kuch nahi kaam hai
J- per hai kya
B- mujhe tume batane ki zaroorat nahi hai jay. Adi naagin hoon mai tume safai dene ka zaroorat nahi hai mujhe
J- Maine kya Kia ab ki tum mujhe ched rahe ho anyways leave it mai bhi aata hoon tumare saat
B- koi zaroorat nahi hai
J- bani please
Bani leaves silently in naagin form but jay follows her
Both reaches the naag mandir
Panditian (p)- yeh kooni kaatil Yaha kya kar raha hai
J- hey kooni kis ko bola
P- tujhe adi naag tum ek kaatil ho mere pati ka kaatil ko tum
J- jhut hai Maine nahi maara kisi ko
P- such hai tumne maara mere pati ko
Meanwhile guru ji enters
G- panditian aap yeh kya kar rahe ho
P- bahut ho gaya ab mai iss baat ko apna dil mein aur nahi rakh sakta
Panditian turns to shiv Ji's idol
P- bolenath mai apna niyam ko thod rahi hoon iss liye agar mere jaan lenge tho bhi mujhe mansoor hai lekin aaj mai chup nahi baitungi aaj mai apna mann ki baat zaroor bolungi
She turns to bani and jay
P- adi naagin yeh adi naagin ek kooni hai iss naag mandir mein isne mere pati ka jaan liya hai sirf mere pati ka hi nahi isne aur bhi bahut kuch Kia hai jo poore naag vansh isse sharminda ho jayegi
B- kya bol rahe ho aap
J- bani iski baat math mano yeh pagal hai kuch bhi bolti jaa rahi hai chalo mere saat
He holds her hand
B- mere haat chodo Maine kaha mere haat chodo
She pushes him and turns to half snake
Her eyes became red
Advertisement
B- jo Panditian ne kaha woh such hai ki nahi
J- bani woh mai
B- jo Maine poocha uske jawab dho tumne Pandit ji ko maara yaa nahi
J- haa maara hai Maine. Usko Maine maara Apni haathon se
B- kyun jai aise kyun Kia tum woh hamare Pandit hai hamare guru ji jo baap ka saman hai tum aise kaise kar sakte ho
J- mere paas koi aur raasta nahi tha agar mai usse baksh detha tho tum uss cheel ko naag phani se bacha lethi jo mai nahi chahta tha kyonki agar woh Bach gaya tho tume maarna asan hota mujhe aur mujhe takatvar banna ka sapna kabhi poore nahi hota
B- takatvar banne ke liye itna sabh kaise kar sakte ho tum
P- yeh tho kuch bhi nahi adi naagin aap ko nahi pata yeh adi naagin aur bhi neeche gire hue harkat Kia Hua hai
J- haa Kia mai shukla aur maa ke saat milke Maine hi teer ko maara hai tume kayi baar maarne ki koshish Kia uss cheel ko maarne ki koshish Kia usse pinjare mein bandh karke rakha tha usse katam karne ke liye aur shakura ko akesh ka roop dekhe tumare paas Maine bheja tha
Bani gets shocked
J - haa Maine kia yeh sabh aur tume lagta hai badal gaya hoona nahi mai badla nahi mai sirf natak Kia tha mauka ka intezaar kar raha tha
B- yeh sabh karke kya mila tujhe jay
J- yahi probelm hai itna kuch Kia lekin mila kuch nahi yeh sabh tumare woh cheel pati ki wajah se
B - jay
She hits him with the tail and holds his neck before he could come to his naag form
B- veer ke baremein kuch bolna bhi math kyonki tumare woh aukat bhi nahi hai ki tu mere pati ke baremein kuch bologe. Ho tum veer ke sautela bhai lekin tum dono mein asman aur zameen ka farak hai. Woh apna imandari aur vafadari as upar asman mein hai aur tum apna ghatiya harkaton se patal mein gir Gaye ho tum. Tum kabhi uss Tak pahun nahi sakta. Woh mere liye kuch bhi kar sakta hai kuch bhi. Mana woh mujhe jabardasti shaadi Kia mujhse lekin kabhi apna hak jabardasti se nahi jataya mujhpe. Hamesha mujhe pyaar Kia hamesha mere saat diya hamesha mujhpe barosa Kia hamesha mujhe protect kia. Mai usse nafrat Kia lekin woh mujhe pyaar hi diya. Mai uspe kabhi barosa nahi Kia lekin woh mujhpe hamesha barosa Kia. Maine uska sath choda lekin woh mere haat aur saat kabhi nahi choda Maine usse dard diya lekin woh mujhe kabhi hurt nahi Kia. Mujhe chot pahunchane ka soch bhi nahi aa sakta usse. Uska hai pyaar woh hai mere succha pyaar mere succha jeevan saati. Veeranshu ne mujhe pyaar karna sikhaya pyaar ka matlab sikhaya pyaar nibhana sikhaya. Jeevan saati kya hota hai pyaar kya hota pyaar kaise nibhaya jaata hai yeh sabh Maine usse sikha kiar chodo usse tum jaise chote log samaj nahi sakta uska bada dil ko samajne ke liye bada banna padega jo tum kabhi nahi ban sakta. Yahi baat tuamre saktiyon ki bolenath jaante hai tere mann ko tum kitna ghatiya ho iss liye woh tume shaktiyaa nahi diya tum naag vansh mein kalank ko dhul ho tum jisse mai hata Dungi
Advertisement
J- meri chod adi naagin tum itna bewakoof ho woh cheel tume itna bada dhoka diya phir bhi tum usse barosa kar rahe ho
( this scene is after the promo scene where veer leaves insulting her after their consummation and announces his marriage with other girl )
B- bewakoof mai apna pati ko bahut acche se jaanta hoon pyaar karti hoon usse pyaar karne ka matlab uss insaan pe ankh bandh karke har pal usspe barosa karna hota hai uska saat chalna hota hai khair tume kaise pata hota tum tho kisi ko pyaar nahi Kia khud ke alawa. Mai jaanti hoon uske saat kuch hua hai jisse woh aise behave kar raha hai warna mujhe chot pahunchane ka kyaal uska sapne mein bhi nahi aati. Aur shaadi ki baat hai woh mai hone nahi dungi kyonki woh sirf mere hai. Khair ab tere anth mere haat mein hai hriday
J- mujhe marke tum apna pati ko kaise bachavoge adi naagin kyonki woh hamare mutti mein hai tum mujhe maroge tho waha chandi ke haat mein woh bhi marega
Bani laughs
B- bewakoof adi naag mere pati mamuli insaan nahi hai ichadhari cheel hai woh jiska tum jaise naag aur woh chandni kuch nahi kar sakte aur mere hote hue mere pati ko mauth chu bhi nahi sakti aur chandni chemeli jo bhi ho woh tho mere chappal ki saman hai jiska ilaaz mai khud hi karungi aur mere pati ko kaise bachana yeh mai bahut acche se jaanti hoon
(
J- pagal adi naagin abhi tak tuamre pati ka shaadi katam hua hoga buz uska bali chadna baaki hai ab kya karoge tume sautan mil gayi lekin tum suhagan se vidva banegi tere pati mar jayega
" kisne kaha mera shaadi ho gayi " comes a voice
And everyone turns to see veer standing there
He comes inside making jay and bani shock
Veer looks at bani
His eyes could say that he heard everything from bani
V- kisne kaha mere shaadi ho gaya haa
J- tu bacha kaise
V- bewakoof chotu bale mai control mein tha lekin mere dil sirf apna sweetheart ke liye dhadakta hai iss liye shaadi ke ek phere ke baad hi mai control se bahar aaya aur waha se udke yaha aa gaya
J- woh chandni kar kya rahi thi
B- film dekhti baiti hogi chappal ne
Veer chuckles
J- tu yaha aaya kaise mere matlab naag mandir ke andar kaise aaya
P- kyonki woh adi naagin ka sucha jeevan saati hai aur bolenath bhi yahi chahte hai ki adi naagin ka zindagi cheel ke rajkumar se jude taaki dono milke cheel aur naag vansh ka dushmani hamesha ke liye katam kare. Buz adi naagin ko manna baaki tha ab woh bhi ho gaya iss liye unne naag mandir mein aane ka anumati hai
Vani smiles looking at each other
J- chodo mujhe
V- gharwali kab tak padake rahoge usse jaldi katam karlo phir hame ghar bhi jaana haina jaaneman
Bani glares at veer and bites jay
Then finds out from panditian that killing chandni is the only way to save veeranshu
They goes to chandini's place and kill her
V- chalo gharwali ghar chale
He is about to hold her but bani moves far
B- Chuna math mujhe shaadi karni haina jaake karo
V- haa karunga sirf apna sweetheart se
Bani smiles
Vani leaves to Singhania mansion
Vani gets married again happily
Tara gets married
_________________________________________
THE END
_________________________________________
Advertisement
Quiet life, The Cycle Book 1
I lived my long life among the shining towers of steel. I raised myself high as I brought my enemies low. I faltered and picked myself up, only to soar to new heights. But in the end, I lie alone with nobody to hold my shaking hand—only the lonely sky bare witness to my dying breath. I think once more, why, what was the point in this life? What did I accomplish with my worldly deeds? A sigh and an unfamiliar yet familiar voice echo inside my soul. "You have yet to understand." Then darkness enfolds my consciousness once more. Nothingness comes to swallow me whole. It would seem I must try again, why doth these spirits or gods not tell me this lesson I must learn. Cover art by - gej302.
8 233Undying Alchemist
Sebian reached the peak of his world, only to be banished from it by the so-called god. Stripped of his cultivation, he was thrown bare and naked to another world, with nothing but his vast knowledge. Making use of the handy curses that the fake god gave him, Sebian will regain his title as the strongest alchemist to ever (always) live!
8 154Powerless
Eighteen-year-old Carson Adachi has lived his entire life believing he was the only powerless person in a world of superhumans. However, when an unfamiliar power begins to manifest, he quickly learns there are worse things than being powerless. The leaders of the known world – the Council – take an interest in Carson and his unique power. As his strength continues to grow, the Council’s stance on his usage of it shifts, and Carson finds himself fighting to keep his right to keep his power. Questioning his leaders, Carson finds his finds himself not only battling for not only his rights – but for his very life itself.
8 88Star Wars (Redone) - The Phantom Menace
Obi-Wan Kenobi has just turned 16 years old and this anniversary marks his appointment as a padawan of the highly respected Jedi Order. He is now under the care of Qui-Gon Jinn, a supervisor, who will become his only family for the three years of his field assessment. If the young man is able to demonstrate his worth, he can expect to become a Jedi himself, a mystical knight who uses the divine « Force », the stream of consciousness that connects all life in the universe. Their purpose? To protect peace and justice in the Galactic Republic. However, his first mission will bring him before a situation that no padawan should face: genocide. A complete rewriting of « Star Wars: The Phantom Menace », which keeps the storyline of the original movie while hardening its atmosphere.26/70, NOVEL. HIATUS.
8 187Epistula Amoris // SeokSoo
"Wag kang mag seselos ha? ikaw lang talaga pramis hihi muah" -Seokmin Lee, Writing for his future someone. [Love Letter series 1]
8 135boba boy | inumaki
┊❛ i'm giving you my heart ! ❜ ⌇✎ᝰ┆when y/n meets a peculiar customer who frequents the cafe she works in. he's cute, he seems okay, but he's weird -- and that's why y/n takes an interest in him anyway ;)☁ . . ⇢ *。⋆ฺ inumaki x female reader ◟⋆ฺ status :: completed ˘͈ᵕ˘͈ ✧ ˖⋆ plot/story :: inukamin ୧ *·˚ jjk :: gege akutami┆ ೃ࿔*
8 114