《Abhira ff: Dil tune chuaa》PART 18

Advertisement

In birla hospital

Abhimanyu was done with his rounds and was now going towards his cabin when he collides with someone.

Abhimanyu- i am so sorry...i hope aapko lagi nahi

Man- no i am fine

Harshvardhan who was passing by looks at the man and is surprised. He goes near them. The man and abhimanyu sees him.

Harshvardhan- are aap...mujhe nahi pata tha aaj aap yaha aane wale hai

Man- actually vo....

Abhimanyu interrupts- excuse me...i'll just go

Abhimanyu was about to leave when Harshvardhan stops him. Abhimanyu looks at him.

Harshvardhan- abhimanyu...ruko...shayad tumne inhe pehchana nahi hai (looks at the man) vo kya hai na doctor Abhimanyu hamare hospital ke sabse busy doctor hai...zaroor kaam ki tension me bhul gaye honge...anyways doctor abhimanyu he is birla hospital's main trustee...mr naksh singhania

Abhimanyu rolls his eyes at Harshvardhan's words.

Abhimanyu looks at naksh- hello sir...actually main ek doctor hu...mera finance department se door door tak lena dena nahi hai...isliye main aapko janta nahi tha...anyways nice to meet u (shakes hands with naksh) i am sorry i have to excuse u...mere patients mera wait kar rahe hai...and yes i am sure mr Harshvardhan birla aapko acche se welcome karenge (points at a direction) board room udhar hai

Harshvardhan gets angry at abhimanyu.

Naksh smiles- nice to meet u too doctor...and main yaha professional nahi personal reasons ki vajah se aaya hu

Abhimanyu and Harshvardhan get confused.

Harshvardhan- oh...toh aapka koi relative yaha hospital me admit hai kya

Naksh smiles- nahi...mera koi apna yaha doctor hai

Abhimanyu and Harshvardhan are surprised.

Harshvardhan- if u don't mind kya main jaan sakta hu vo kaun hai

Naksh was about to say something when kairav comes there interrupting them.

Advertisement

Kairav looks at naksh- aap yaha hai main aapko kab se dhund raha hu...call bhi nahi utha rahe aap (looks at abhimanyu and Harshvardhan and then at naksh) toh aap mil hi liye inse

Abhimanyu and Harshvardhan are shocked seeing kairav there and him talking to naksh so frankly was confusing them more. Abhimanyu was about to ask kairav when naksh interrupts him.

Naksh looks at harshvardhan- aapke sawal ka jawab hai (looks at abhimanyu with a smile) doctor abhimanyu birla

Harshvardhan and abhimanyu are shocked.

Harshvardhan shocked- abhimanyu...aap jante hai Abhimanyu ko pehle se

Naksh chuckles- janta toh nahi hu...par ab jaan na padega

Abhimanyu confused- ek second...i am super confused...kya ho raha hai ye sab...kairav tum yaha kya kar rahe ho (looks at naksh) aur aap mujhse milne kyo aaye hai...mujhe kuch samajh nahi aa raha...main aapka relative kaise hua

Kairav laughs- are abhimanyu...shaant ho jao (points at naksh) ye mamu hai mere

Abhimanyu and Harshvardhan are shocked.

Abhimanyu- mamu...u mean tumhare aur akshu ke mamu

Naksh smiles- ji...aur us naate huye na tum mere relative

Abhimanyu feels embarrassed- i am so sorry mujhe bilkul andaza nahi tha aapke baare me

Abhimanyu touches naksh's feet and takes his blessings.

Naksh smiles- are tum kyo sorry bol rahe ho...tumhari kya galti...ab ham pehli baar mil rahe hai toh fir mulakaat toh aisi hi hoti

Harshvardhan- hame bilkul andaza nahi tha mr singhania ki aap akshara ke mama hai...i mean kabhi kisi ne bataya nahi

Abhimanyu- haa akshu ne bhi mujhe nahi bataya ki uske mamu hai

Naksh's smile vanishes- batati toh vo tab na jab use khud pata hota ki uske koi mamu hai

Abhimanyu and Harshvardhan are confused.

Abhimanyu- matlab

Kairav- abhimanyu...goenkas aur singhanias ke beech rishte saalo pehle toot gaye the...mere alawa goenka family me se koi bhi mamu ke sath contact me nahi tha...akshu ko toh shayad mamu yaad bhi nahi honge...bohot choti thi vo jab aakhiri baar inse mili thi

Advertisement

Abhimanyu nods.

Naksh- itne saal akshu se mile bina reh liye...par jab kairav ne bataya ki uski shadi ho gayi hai...toh akshu aur uske pati se milne ka bohot man kiya...isliye aa gaya

Abhimanyu smiles- accha kiya na aapne...aapse milkar bohot accha lag raha hai...and i am sure akshu ko bhi bohot accha lagega

Naksh smiles.

Kairav smiles- i know...vo toh khushi ke maare uchalne lag jayegi mamu...dekh lena

Naksh smiles- anyways...abhimanyu tum kaam karo apna...main bas tumse milna chahta tha...tum free ho jao...ham fir baat karenge

Abhimanyu smiles sheepishly- actually jab sir ne mujhe bataya ki aap trustee hai jo ki kisi boring si meeting ke liye aaye honge...mujhe laga main fas jaunga is meeting me isliye maine bahana bana diya...i am so sorry...meri saari appointments khatam ho gayi hai...i am free unless there's an emergency

Naksh and kairav laughs while Harshvardhan is irritated.

Kairav- tum bhi na Abhimanyu

Abhimanyu- trust me kairav...tumhari corporate world ki meetings bohot irritating aur boring hoti hai...maine jitni bhi kari hai sar dard ke sath bahar aaya hu...aur ek shabd samajh nahi aaya mujhe

Naksh laughs- accha hi hai na...hamari corporate language tumhe nahi aati...aur tumhari medical bhasha hamare sar ke upar se jati hai...problem solve

Abhimanyu smiles.

Harshvardhan- abhimanyu kab tak aise corridor me khada rakhoge inhe...take him to your cabin

Abhimanyu nods.

Naksh- no no mr birla...main toh yaha abhimanyu se milne aaya tha sirf...i don't want to disturb your work...ham baad me milte hai

Harshvardhan- haa lekin abhimanyu toh free hai na...abhimanyu tum mr singhania ko ghar kyo nahi le jate...have a nice lunch aur fir vo akshara se bhi mil lenge

Abhimanyu shakes his head in disbelief seeing Harshvardhan acting so concerned about naksh meeting with akshara.

Naksh- actually he is right...abhimanyu agar tum sach me free ho toh kya ham akshu se milne ja sakte hai

Abhimanyu looks at him with a smile- ofcourse...mujhe paanch minute dijiye bas

Naksh nods.

Abhimanyu stops a nurse- sister...doctor rohan se kahiye...mujhse lobby me mile

Nurse- ok sir

Harshvardhan- main chalta hu...abhimanyu aapke sath hai na

Naksh nods. He shakes hand with Harshvardhan and Harshvardhan leaves.

Kairav- mamu meri bhi ek meeting hai...aap jaiye akshu se milne...main chalta hu

Naksh nods- par aaj raat tum ghar aa rahe ho kairav

Kairav nods- ji mamu

Kairav leaves.

Abhimanyu- aaiye mamu

    people are reading<Abhira ff: Dil tune chuaa>
      Close message
      Advertisement
      You may like
      You can access <East Tale> through any of the following apps you have installed
      5800Coins for Signup,580 Coins daily.
      Update the hottest novels in time! Subscribe to push to read! Accurate recommendation from massive library!
      2 Then Click【Add To Home Screen】
      1Click