《Abhira ff: Dil tune chuaa》PART 9

Advertisement

In kairav's ward

Kairav who was restless gets a sigh of relief as he sees akshara walking with abhimanyu. Her face was full of tears and looked very pale. Kairav lifts his hand and akshara immediately goes near him and holds it.

Kairav caresses her hair. Akshara cries seeing him. Abhimanyu smiles seeing them.

Akshara cries- i am sorry bhaiya...ye sab meri vajah se hua hai...maine aapko itna tension de diya ki aap is tarah (cries holding his hand)

Kairav- akshu...ro mat beta...dekh main thik hu...please ro mat akshu

Kairav was about to get up to console akshara but abhimanyu stops him. Abhimanyu kneels beside akshara and caress her hair. He wipes her tears.

Abhimanyu consoles her- bas...ho gaya...kairav bilkul thik hai...ab rona band karo

Akshara wipes her tears and smiles looking at kairav.

Kairav- akshu...tu thik hai na

Akshara- haa bhaiya main thik hu...ab aap meri chinta chodiye aur bas apna dhyaan rakhiye

Kairav looks at abhimanyu who was staring at akshara. Akshara's one hand was held by kairav and other by abhimanyu. Akshara notices it and smiles brightly.

Abhimanyu- vaise ab baaki log bhi tumse mil sakte hai...main unhe inform kar deta hu

Abhimanyu goes out and tells them that they can meet kairav. Goenkas immediately enter inside the room and see akshara holding kairav's hand. Arohi gets enraged. Abhimanyu and neil enter and look at all of them. Abhimanyu goes near akshara and holds her shoulders. She looks at him and then notices the family. She gets up and gives them space. Kairav too notices them.

Manish and swarna go near kairav. Swarna caresses his hair.

Swarna- tum thik ho na beta

Kairav- haa badi maa main bilkul thik hu...aap sab please chinta mat kijiye

Manish emotionally- chinta kaise na kare...tumhari health condition ke baare me jante huye bhi hamne tumhara dhyaan nahi rakha...pata nahi...main mere kartik ko kya jawab dunga...usne mujhe tum teeno ki zimmedari di thi aur main ek bhi zimmedari puri nahi kar paya

Advertisement

Akshara gets teary eyed. Abhimanyu supports her and signs her not to cry.

Kairav- aap aise kyo keh rahe hai bade papa...agar aaj papa hote toh vo bhi hamare liye vahi karte jo aapne kiya hai...haa mumma papa ki yaad zaroor aati hai lekin aapke aur badi maa ke hote huye hame kabhi aisa nahi laga ki ham anaath hai

Manish caresses his hair. Akhilesh suhasini vansh and arohi too meet kairav.

Arohi- ab bhaiya ki health ki zimmedari meri hai...dekhna...main aapka aisa dhyaan rakhungi ki aap do din me recover ho jaoge

Kairav smiles at her.

Abhimanyu clears her throat- actually maine kairav ka medication badla hai....

Manish interrupts- par kyo...itne saalo se yahi medication chal raha hai...fir kya problem hai

Abhimanyu calmly- vo medication bhi accha hai par tab jab kairav ke regular tests hote hai aur dose miss naa kiya jata...kyoki aisa nahi hua hai isliye mujhe uske medicines change karne pade aur ab se kairav ka case main handle karunga...agli baar se aap please birla hospital....

Manish interrupts angrily- main ya mere parivaar me se koi kadam nahi rakhega us hospital me

Everyone gets tensed.

Abhimanyu calmly- aap nahi aana chahte...its fine...par kairav ko toh aana hi padega...agar aap chahte hai ki dobara aisa kuch na ho toh please cooperate...i am a doctor...i know how this works

Arohi- doctor main bhi hu...apne bhaiya ka dhyaan rakh sakti hu

Abhimanyu smiles- no u are not...tum ek intern ho...aur tumhara kaam patients ko treat karna nahi balki apne seniors ko assist karke kaam seekhna hai...chaar saal ki mbbs ki padai se agar koi bhi doctor ban jata toh fir baat hi kya thi...jab tak aap practically nahi seekhte tab tak u can't be called as a doctor

Advertisement

Arohi gets angry. She was about to say something when swarna interrupts.

Swarna- aarohi bas (looks at abhimanyu) kairav tumhare hospital me check ups ke liye zaroor aayega...aur aaj bhi mere bacche ko thik karne ke liye bohot bohot shukriya...hamare beech ki saari kadwahat bhula kar tumne ek doctor hone ka farz nibhaya uske liye thankyou beta...tumhara ye ehsaan ham kabhi nahi bhul payenge

Abhimanyu smiles- mere farz ko please ehsaan ka naam mat dijiye...maine jo kiya ek doctor aur (looks at akshara) pati hone ke hak se kiya

Swarna smiles.

Kairav- thankyou abhimanyu...aaj sab kuch handle karne ke liye

Abhimanyu nods.

Vansh- kairav ko ham sab kab discharge kar sakte hai

Abhimanyu- aap log le ja sakte hai use...he is fine...bas nayi medicines hai toh please aap sab ise time se dijiyega

Vansh nods. Soon kairav is discharged. Kairav was supported by vansh. They were about to make him sit in the car when he looks at at akshara and abhimanyu standing aside with neil.

Kairav- bhaiya ek minute

He goes near akshara and takes her in a hug. Arohi gets more angry while manish looks away. Rest of them just look at them knowing they both are very close to each other.

Kairav kisses her forehead- apna dhyaan rakhna

Akshara- aap bhi...time par medicines lena...aur koi stress nahi...raat raat bhar please kaam nahi karna aap

Kairav nods and looks at abhimanyu- dhyaan rakhna and once again thankyou

Abhimanyu nods with a smile.

Kairav looks at neil- thankyou neil...akshu ko sambhalne ke liye

Neil smiles- akshara meri bhi behen hi hai...don't worry and take care

Kairav smiles and leaves with goenkas. Abhimanyu looks at akshara who was happy to spend some moments with kairav was still smiling.

Abhimanyu- chale

Akshara nods.

Neil- bhai aap toh hospital jaoge...main akshara ko ghar le jata hu

Abhimanyu- nahi neil...vo mujhe akshu ki dressing bhi toh karni hai...aur vaise bhi aaj hospital me koi important case nahi hai so main bhi tum dono ke sath ghar hi chal raha hu...aur baaki kaam taiji handle kar lengi

Neil nods. Abhimanyu and akshara go in Abhimanyu's bike while neil goes on his bike.

    people are reading<Abhira ff: Dil tune chuaa>
      Close message
      Advertisement
      You may like
      You can access <East Tale> through any of the following apps you have installed
      5800Coins for Signup,580 Coins daily.
      Update the hottest novels in time! Subscribe to push to read! Accurate recommendation from massive library!
      2 Then Click【Add To Home Screen】
      1Click