《Mai Hoon Saath Tere...》Dev Passes Away.

Advertisement

Ishwari was leaving for home but someone came to her.

Man- arrey behen ji, aapko aapke parivaar ka koi wahaan dhoondh raha hai.

Ishwari- kaun bhaisahab??

Man- wahaan, mandir ke peechhe. Koi aurat hai.

Ishwari- mandir ke peechhe?? (In low voice) kaun ho sakta hai?? Sonakshi?? Neha?? Nahi nahi, bhabhi hongi. Mujhe pehle bata deti, mai saath hi le aati. Yeh bhabhi bhi na. (Aloud, to the man) Ji dhanyawad.

The man leaves. Ishwari move towards the backside of the temple and when she went there.....

__________________

Dev (shocked)- kya?? Yeh thi usski intention?? Thank God maine Mr. aur Mrs. Verma se sahi time pe baat kar ki aur luckily woh log maan bhi gaye. Ab kam se kam woh log suhana ko wapis claim nahi kar sakte.

Sonakshi sighs.

Dev- pata nahi kyun yeh sab kar rahi hai, jabke sab kuch jaanti hai woh. Yeh ladki apne pyar ke liye mujhe hasil karna chahti hai, lekin meri khushi ke liye mujhe chhod nahi sakti, yeh kaisa pyar hai. I understand ke pyar pe zor nahi hota, lekin isska matlab yeh toh nahi na ke woh sabki life kharaab kare and most importantly, mai kya koi cheez hoon, jo woh hasil karna chahti hai.

Sona- dev relax. Shant ho jaao.

Dev- kya relax sonakshi?? Kya relax?? Yeh ladki hadd se jyada aage badh rahi hai. Isska permanent illaj karna hi padega. Aur upar se tumhe dhamki de rahi hai?? Mann toh mera kar raha hai ke...

Sona- dev please. Woh yahi chahti hai ke usski dhamkiyan sun ke hum react karein, lekin humein aisa nahi karna hai. Sher agar gadhe ke saath behes kare toh bewakuf gadha nahi, sher kehlata hai.

Dev- toh phir kya karein??

Sona- pehli baat toh yeh ke humein family se kuch nahi chhupana chahiye. Sabko sab kuch pata hona chahiye, so that ke sab har situation ke liye prepared rahein. Humein maa ko batana hoga ke tumhe le ke sanjana ki kya intentions hain.

Just then suhana came there.

Soha- papa yeh box khol do, mujhse khul hi nahi raha.

Suhana gives the box to dev.

Dev (to sona)- mai abhi maa se baat karta hoon. (To Soha, giving back the box after opening) yeh lo.

Soha- papa aap dadi ke paas ja rahe ho??

Dev- haan beta.

Soha- par papa dadi ghar pe nahi hai.

Dev- ghar pe nahi hain??

Sona- mandir gayi hongi na. Kal keh rahi thi jana hai. Office se aa ke baat kar leinge.

Advertisement

Dev agrees. Both leave for office after dropping the children too the school.

Morning turned into afternoon and afternoon turned into evening, but ishwari never came back. Everyone at home was worried.

Dev- Maami aapko bataana toh chahiye tha na, pata nahi maa kahaan hongi.

Radha Rani- par dev beta mujhe laga jiji soon comming back ho jaeingi.

Baldev- Radha Rani, kissi dost ke ghar ya kaam pe deri hona jayaz hai, lekin mandir mein koi itna waqt nahi lagata.

Dev was continuously calling ishwari, but the phone was switched off and all were hell worried.

Vikky- bhai I think humein der nahi karni chahiye. Hum bhua ko dhoondhne chalte hain.

Dev- haan chal. (To sonakshi, elena and others) agar maa ghar aaye toh please humein inform karna.

Both leave. Whole night Dev and Vikky were searching ishwari here and there, everywhere, but she was nowhere to be found. In the morning they came back home all tired and empty handed. Dev was almost on the verge of crying and sonakshi was consoling him.

Baldev- dev, ek baar dobara ishwari ko phone kar ke dekh, shayad phone chalu hua ho.

Dev agreed and called ishwari and to his extreme happiness, this time, it was not switched off, but his happiness was short lived. The call was answered, but... by SANJANA.

Sanjana- good morning dev sir. Oh I'm sorry, aapke liye toh yeh morning good nahi hai na.

Dev (shocked)- Sanjana?!?!

Everyone at home was shocked to hear sanjana's name. Sonakshi signed him to put the call on speaker and dev followed.

Sanjana- maa ko miss kar rahe honge na?? I understand.

Sanjana was in a dark room, (store room types) only with one lamp for lighting the room, along with a window. Ishwari was tied up to a chair, with iron chains and she was struggling to get releasd.

Sanjana (to Ishwari)- aapka beta aapko miss kar raha hai aunty.

Dev- maa tumhare saath hai?? Kya kiya tumne maa ke saath??

Sanjana- abhi tak toh kuch nahi kiya hai, lekin kya pata kar doon.

Dev- agar maa ko kuch...

Sanjana- kuch nahi hoga unhe. Kuch nahi hoga agar aap mujhe mil jaaein toh. I swear. Yeh sab galti na aapki Sonakshi ki hai. Woh meri baaton ko seriously le hi nahi rahi thi, issi wajha se mujhe yeh karna pada aur dekho sonakshi, tumhari wajha se bechari aunty ji ko kya kuch sehna padh raha hai.

Dev- sanjana tum...

Sanjana- 3 ghante hain tum logon ke paas. Soch lijiye. Aap mujhse shadi kareinge ya nahi. Aur agar nahi, toh mai aapko choice doongi toh aap choose karna.

Advertisement

Saying this, sanjana ended up the call.

[Me- yeh ladki choices bahut deti hai. Issey apni gardan tudwa ke marna hai ya sar phudwa ke, yeh choice issey milni chahiye right.]

Dev- hello!! Hello sanjana!!

Dev calls Prakash and tells him the whole matter and Prakash immediately came to Dixit house. His whole team was on work to search for ishwari and sanjana. Dev, Prakash and Vikky were in dev's room.

Prakash- Dev panic karne se kuch nahi hoga. Humein thande dimaag se sochna hoga.

Dev- mai nahi soch paa raha hoon. Mujhe bas meri family sahi salamat chahiye. I want that sanjana behind the bars. Pata nahi kaise peecha cho...

Just then, something striked dev's mind.

________________

All 3 came down. Dev took his car keys and left the house.

Sonakshi- yeh kahaan gaya?? Maa ka kuch pata chala??

Vikky- bhua ko hi dhoondhne ja rahe hain bhabhi, Inspector Prakash aur unki team ki help karne.

Elena- dev bhai se kehne dhyaan se. Kuch nahi hoga bhua ji ko.

Vikky and Prakash leave. Here children were also asking about ishwari.

Golu- dadi, badi dadi kahaan hain?? Sab pareshaan lag rahe hain.

Aayush- haan chhoti dadi, dadi kahaan hain.

Radha Rani- dadi jahaan bhi hain, jaldi wapis aa jaeingi. Tum log fikar matt karo. Papa aur big cha Prakash uncle ke saath gaye hain unhe dhoondhne.

________________

All were standing in houses' mandir, praying for safe return of ishwari. Here dev, vikky, Prakash and his team were continuously searching for sanjana.

Dev (on call with vikky and Prakash)- kuch pata chala??

Vikky- nahi bhai, kuch pata nahi chal raha.

Prakash- Dev, tujhe aashram wali sadak pe jana hai.

Dev- ok fine.

Dev ends up the call and turned his car towards aashram side. He was rentlessly searching for his mother, but fate had something else decided for him.

A speedy truck came towards his car. By the time dev noticed it coming exactly towards his car, it was too late... he didn't even get the time to think anything. The truck hit the car and it overturned two times and fell into the feild alongside the road...

____________________

On other hand, here sanjana came out to get some food for herself and ishwari, but when she heard people talking, usske pairon taley se zameen khisak gayi.

1 man- arrey news nahi dekhi tuney?? Dev Dixit mar gaya.

2nd man- kya!! Kab??

3rd man- abhi thodi der pehle khabar aayi hai. Usski car ka bahut bura accident hua hai. 2 baar palti kha ke kheton mein ja ke giri.

Sanjana was so shocked that she was not able to process anything. She immediately ran towards Dixit house to see dev.

__________________

TV reporter- Sheher ke jaane maane Businessman, Ishwari Enterprises ke owner Mr. Dev Dixit ka aaj ek road accident mein dehaant ho gaya. Sutron ke mutabik Mr. Dev uss waqt Nirvana aashram road pe the jab ek tez raftaar truck se unki gaadi bhid gayi aur kheton mein ja giri.

Media was all gathered outside Dixit house. Radha Rani and Elena were crying standing outside, waiting for the ambulance to bring dev's dead body.

Sona was devastated when vikky called and informed about dev's demise. She hadn't even uttered a single word since she had heard the news.

The children were also crying bitterly hearing about their father's death. Soon the ambulance came and Dev's dead body was taken out.

Sanjana also reached there, hiding her face with a shawl and was shocked seeing dev. She didn't had more courage to see dev's dead face, hence she turned back and left, all in a shock of dev's sudden death.

Dev's body was kept inside the hall. The hospital staff left, but the reports continued to record the video. All were crying. Vikky, Prakash, baldev, elena, everyone. Even saurabh and ronita were there crying.

Sonakshi and the kids came outside running. She was not able to believe her eyes. The children cried. Sonakshi slowly went near dev's body, sat down and lightly shook him.

Sona- dev. Dev utho. Dekho yeh log kya keh rahe hain. Yeh keh rahe hain ke tum ab zinda nahi rahe. Utho aur bataao inhe ke yeh sab jhuth keh rahe hain. Utho dev!!!

Baldev (keeping hand on sonakshi's shoulder)- sambhaal apne aap ko beta. Woh ab nahi uthega. Chala gaya woh hum sab ko chhod ke (crying) chala gaya woh.

Sona (removing baldev's hand)- nahi, kuch nahi hua hai dev ko. Dev abhi uth jaayega. Yeh meri baat kabhi nahi taalta. (To dev) Dev dekho na mama ji kya keh rahe hain. Utho, bataao unhe ke tumhe kuch nahi hua.

Sonakshi shakes him with a force.

Sona- dev please utho, apni Ms. Khargosh ki baat nahi maanoge?? Please utho. Devvvvv!!!!!!!!

She cries bitterly keeping her head on his chest...

    people are reading<Mai Hoon Saath Tere...>
      Close message
      Advertisement
      You may like
      You can access <East Tale> through any of the following apps you have installed
      5800Coins for Signup,580 Coins daily.
      Update the hottest novels in time! Subscribe to push to read! Accurate recommendation from massive library!
      2 Then Click【Add To Home Screen】
      1Click