《Lakshmila TS Collection》INNOCENT URMILA- 2

Advertisement

Lakshmila the newly wedded couple.. Along with others have arrived to Ayodhya and certain post wedding rituals are taking place..

1. The bride and groom need to find ring from a vessel filled with milk..

As

Urmila's mother suggested her to be inside the veil for all the rituals.. Thus, she was sitting like that..

But it was difficult for her to sit like this as she is unable to see what is happening... So, for the whole time she was moving...

Lakshman (while whispering): Urmii.. Qa hua.. Is prakar vichilit q lgri h aap..

Urmila: Sarvapratham aap aap y... Aap aap bolkr humse varta mat kijiye...

Lakshman: Kintu q..

Urmila: Wo wo mata ne kha ki hum aapse tum krke b varta krte h kintu.. Aap to hume aap hi bulate h.. Aur wo glt h.. Isliye..

Lakshman: Accha is vishaya p hum apne kaksh m vartalap krenge.. Kintu abhi..

Sumitra and Kaikeyi notice them.. And..

Sumitra: Urmi.. Putri tumne is prakar yun ghoonghat q kaadh rakha h..

Kaikeyi: Hum bhali bhanti jaante h ki isse dekhne m bhadha hoti h..

Sumitra: Putri.. Humare kehne ka arth bss y hi h ki tum is ghoonghat to hata skti ho..

Kaikeyi: Haan putri..

Urmi: Ji mata..

After lifting up her veil Urmila was on cloud nine... As she could clearly see the things that were happening around her..

Lakshman: Ab to prasann hongi na aap..

The functions went on like this.. And Urmila was doing all the rituals with full enthusiasm and dignity.. Though she was trying a lot to not show her childish side.. But still it was reflecting through some points in her action..

It was the time for last ritual..

2. Here bhabhi with blind fold on eyes has to hit her devar with a neem stick.. For irritating her..

Advertisement

Urmila: Arya ab to hum prahar krenge na Devar ji pr..

Lakshman: Prahar nhi Urmi y to bss thunkaogi..

Urmila: Hnn hnn.. Hum b konsa ped ki daal pakdenge jo prahar krenge...

Lakshman: Wo to h..

And the ritual began.. And people could see the child inside her.. As she was keenpy running behind him.. And everyone in the house was enjoying this.. As they were really tired but this bought a sense of joy..

Shartughan: Bhabhi.. Bhabhi bss.. Ab ab aur nhi ho payega mujhse..

Urmila: Areee aap to itne m hi dharashahi ho gye.. Sabse dulare prateet hote h aap

Shatrughan: Nhi bhabhi yudh krne ki chamta aur bal ka prayog to m kr skta h.. Aur yadi aap kahengi to aapke samaksh b bal ka pradarshan krunga.. Kintu y sab ran bhumi athva abhyas bhawan m hoga.. Yaha nhi.. Bhawan m to aap meri bhabhi h na..

Other brothers: Aaj vastav m prateet ho rha h ki mera priye bhai bada ho gya h..

Matas: Matra bada hi nhi.. Saksham aur paripakva b ho gya h ab to..

Lakshman: Yadi Shatrughan k vishaya m charcha ho gyi ho to sab apne apne kaksha ki aur prasthan kre..

Shatrughan: Qa bhaiya yaha sab meri prashansha kr rhe h.. Aur aap aap.. Yaha sabko unke kaksha m bhejne p hi agrasar h..

Ram: Mein Lakshman ki baat se sehmat hun.. Abhi kaksha m chlte h.. Tumhari prashansha to hum kl pratahkaal se hi arrambh kr denge..

LAKSHMILA'S ROOM

Urmila was sitting at the centre of the bed with head bowed.. Lakshman moves inside the room..

Lakshman: Urmi y.. Y qa h..

Urmila: Q. Q qaaa hua?? Aapko aapko qa accha nhi laga.. Hum abhi use hata dete h..

Lakshman: Tumhara y roop..

Urmila: Roop.. Roop.. Q aapko accha nhi laga arya.. Boliye na..

Advertisement

Lakshman: Nhi.. Accha h Urmi.. Kintu is roop m wo Urmi nhi jisko m jaanta hun.. Y koi aur h..

Urmila: Arthat??

Lakshman: Urmi.. Y y joda tumpe accha lagra h.. Kintu y tumhari kaya se male kha rha h.. Tumhare tumhare swabhaav se nhi.. Aur maine vivaah tumhari kaya se nhi Urmi tumse kiya h.. Tumhare vicharon, tumhare bhaav ko dekh kr..

Urmila: Aap satya keh rhe h arya.. Kintu sabne kaha ki... Vivaah k pashchaat koi b purush apni ardhangini ko sundar vastron se sajjijit dekhna chahta h.. Bss isiliye maine y vesh dharan kiya h...

Lakshman: Hum is baat ko maante tatha jaante b h.. Kintu mein aaj varan abhi tumse kuch kehna chahta hun.. Sunogi..

Urmila: Aap bolenge to q nhi sunenge arya..

Lakshman: Urmi y kaksha hum.. Hum dono ka h.. To iske bheeter mujhe tumhe unhi vastron m dekhne se koi aapatti nhi h.. Hnn apne pariwar ki maan mariyaad ko dekhte hue.. Unhi vastron ko bahar mat dharan krna..

Urmila: Y y aa.. Aap satya bol rhe h qa arya.. Aa.. Aapko mere vastron se koi aapatti nhi h.. Qa qa vastava m satya h yeh..

Lakshman: Urmi hr manushya ka ek swabhaav hota h.. Tatha vivaah k pashchaat apne us swabhaav ko chod dena y kadachid kahi nhi likha h.. Itna hi nhi.. Yadi tum chaho to hum maah m ek baar dhanush baan tatha anya shashtra jo tumhe priye ho unki.. Unki pratiyogita b rakh skte h..

Urmila: Aarya aarya.. Y y qa bolre h aap.. Qa qa y sab satya h.. Mein mein vivaah k pashchaat b apne saare priye karyon ko kr sakti hun..

Lakshman: Hnn Urmi.. Avashya kr skti ho..

Urmila: Arya dhanyawaad arya.. Aapne aapne bht kripa ki h mujhpr..

Lakshman: Kripa kripa kaisi Urmi.. Vivaah ka artha yah nhi ki tum kisi stree se uske jeevan k vastavik sukh hi cheen lo.. Tatha aaj se y kripa wali baat apne mukh p kabhi mat lana..

Urmila: Chama kijiye arya kintu mujhe meri sakhiyon ne jaise bataya gaya us sambandh m dekhe to vivaah kisi stree k jeevan ko paband kr deta h..

Lakshman: Mein kadachid is baat ko to bhali bhaantu jaan gya hu.. Kintu aisa nhi h.. Y kuch logo ki manshikta h.. Jisko jisko hum kadachid badal nhi skte..

Urmila: Arya mein y pran leti hun ki.. Sabhi karya ek seema k antargat hi krungi.. Kabhi aapko koi kashta ho.. Aisa koi b krya kadachid nhi krungi mein..

Lakshman: Mein jaanta hun Urmi.. Aur tum us vishaya m kadachid chintit b mat ho..

Urmila: Arya wo Priya ne bataya tha ki vivaah ki pratham raatri wo.. Purush stree pr apne adhikaar dikhata h.. Qa yeh satya h..

Lakshman: Satya to h.. Kitnu purn satya nhi.. Hr purush aisa nhi karta.. Aur wo prem milaap hota h.. Adhikaar nhi.. Tum is vishaya m kadachid b chintit mt ho.. Ab raatri ho gyi h... To hum nidra prapta kr leni chahiye..

    people are reading<Lakshmila TS Collection>
      Close message
      Advertisement
      You may like
      You can access <East Tale> through any of the following apps you have installed
      5800Coins for Signup,580 Coins daily.
      Update the hottest novels in time! Subscribe to push to read! Accurate recommendation from massive library!
      2 Then Click【Add To Home Screen】
      1Click