《Akshat Aur Guddan Ki Atrangi Kahaaniyaan》MISSION MEMORY😅..(Part-1)

Advertisement

Next morning,Akshat woke up and was getting ready to join everyone for the breakfast at dining table..Just then Durga came there holding a crying Choti in her hands..

Durga-AJ!!!

Akshat turned and looked at Durga..He saw Choti in her hands who was crying constantly..Akshat immediately went to Durga and took Choti from her...He kissed her cheeks and forehead..He tried to calm her down..

Durga-Main kab se koshish kar rahi hoon use chup karane ki par woh roye jaa rahi hai..Isiliye maine socha ki aap ke paas le aaoon...Sorry,AJ!!!Maine aapko disturb...

Akshat-Yeh aap kya keh rahi hain,Durga Bahu!!!!Bhala apni beti ko sambhalne mein kisi baap ko takleef bhala kaisi!!!Main toh aapka shukr guzaar hoon ki Meri aur Guddan ki gair majoodgi mein aapne Choti ko itne acche se sambhala!!!Thank you so much!!!Ab isse ek baat saaf hai,ki agar mujhe aur Guddan ko kuch ho bhi jaata toh humein fikar karne waali koi baat nahin thi!!Guddan ne bhi yehi kaha tha jab humein laga tha ki hum apne antt ke karib hain!!!Humare parivaar ke hote hue humein humari beti ki fikar karne ki koi zaroorat nahin!!!Usse kabhi aap log uske Mumma Papa ke kami ka ehsaas nahin hone dete!!!

Durga-AJ!!!Yeh kaisi baatein kar rahein hain aap!!!Bhagwaan ke khaatir aisi baatein mat kijiye please!!!Aisa kuch nahin hota!!!Aur thank you kaisa!!!Kya Choti sirf aapki beti hai!!!Humari kuch nahin lagti??!!Aisa kabhi mat kahiyega,AJ!!!Jis tarah aap dono Aarav ko apne bete se badhkar pyaar karte hain,usi tarah main bhi Meri Choti se apni beti se badhkar pyaar karti hoon!!!Aap dekhiyega!!Jab Saasu Maa wapas aayengi,tab mere,Lakshmi aur unke beech competition hoga iss baat ko lekar ki kaun Choti se sabse zyaada pyaar karta hai aur kaun uski favorite hai!!!(talking to Choti in baby language)Hai na,baccha!!!Pata chalega na ki kaun aapki favorite hain!!!Hmmm😘!!!!

Advertisement

Choti giggled..Durga took AJ's leave and went to prepare breakfast..AJ looked at his Princess and talked to her in baby language...

Akshat-Kya hua,mera baccha!!!(kissed her cheeks)Mujhe pata hai!!Aapne Papa aur Mumma ko bahut miss kiya!!!We are sorry,beta!!!Papa ki ek galati ki wajah se kya kuch ho gaya na!!!Papa ko unn bad uncle par trust nahin karna chahiye tha!!Warna ussi din se Papa,Mumma aur Princess saath mein hote!!!Par koi baat nahin!!Abhi bhi sab thik hoga!!Papa ko pata hai ki aap Mumma ko kitna miss kar rahe ho!!!But,don't worry!!Papa jaldi hi Mumma ko ghar le aayenge,unki Gudiya ke paas!!!Okay!!!Papa ka promise hai aapse!!!Aur iss baar koi gadbad nahin hogi!!!Hain na,baby!!!

Choti giggled at this and smiled...She hugged her Papa and slept on his shoulder..He kissed her and took her to the dining table with him ...He made her drink her milk and had his breakfast...After that he took her to room and made her sleep on bed and sat near her,doing some work...

Everyone was having their breakfast..After the breakfast,Guddan went to her room to take some rest and Kaushalya went with her to give her medicine...Bhushan was worried for his daughter,his son-in-law and his granddaughter...Revti noticed this and went to him...

Revti-Kya hua,Papa!!!???Aap pareshaan lag rahein hain????

Bhushan-Kaise pareshaan na hoon,Beta!!!!Meri bacchi ke saath hi aisa kyun hota hai!!!Uske Lord Krishna uski sunkar bhi uski Parikshya kyun lete hain!!!!Yeh kya hoga meri bacchi ko!!!Use apna hi parivaar yaad nahin hain!!Apni pehchan yaad nahin!!!Apna pati,apna pyaar,yahaan tak ki apni beti bhi yaad nahin hai use!!!Woh beti jisse usne janam diya hai,apne kokh mein paala hai!!!

Suddenly,Bhushan got more serious and realized something...

Revti-Kya hua,Papa????

Bhushan-(tensed)Revti!!!Beta humein jo bhi karna hai jaldi karna hoga!!!Tu Damad Ji se baat kar!!!Baaki sab toh hum sambhal lenge,par yeh baat kaise chupaayenge usse ki woh ek bacche ki Maa hai!!!Janam diya hai usne Choti ko!!!Beta,pregnancy ke baad uski health mein kya badlaav aaya hai,kya physical change aayein hain woh toh yaad hi nahin!!Use pata bhi nahin!!!Kya jawaab denge use agar pata chala toh!!!Zyaada din tak usse yeh baat nahi chupegi!!!Pata nahin woh kaise react karegi!!!Kahin kuch galat....

Advertisement

Revti-Papa,aapka dard bilkul jaayez hai!!!Par aap chinta mat kijiye sab thik hoga!!!Hum jaldbaazi mein kuch nahin kar saktein!!!Jo bhi karna hai woh step by step aaram se karna hai!!!Warna yaad hain na Doctor ne kya kaha tha!!!Unke dimaag mein zyaada zor zabardasti daalenge toh it could be harmful for her!!!Hum unki jaan ko khatre mein nahin daal saktein hain na!!!Aap chinta mat karo,hum sab hain unke saath!!!Hmmmm!!!!

Bhushan-Bhagwaan karein sab jaldi thik ho jaaye!!!Mujhe sirf Meri Guddan ki hi nahin,Mere bete aur meri naatin ki bhi bahut fikar ho rahi hai!!!Pata nahin,woh dono kya kar rahein honge!!!!

Just then Akshat called Revti..

Revti-Hello!!!

Akshat-Hello!!Chutki!!

Revti-Ji,Jiju!!!Kahiye!!!Kaise hain aap!!???Aur Choti kaisi hai???Woh thik hain na!!Aur baaki sab????

Akshat-Main bilkul thik hoon!!!Choti bhi thik hai!!!Abhi Lakshmi Bahu ke saath hai!!!Aur baaki sab bhi thik hi hain bas!!!Sab waisa hi hai jaise Guddan ke bina hona chahiye!!!

Revti felt bad for them hearing his last sentence...

Akshat-Guddan kaisi hai!!???Woh thik hai na???Uski tabiyat???Kuch pata toh nahin hain na usko???Koi reaction toh.....

Revti-Nahin,nahin,Jjju!!Sab thik hai!!!Aap fikar mat karo!!!Main hoon na!!!Hum sab hain yahaan!!!Waise Jiju!!!Aapne kuch socha,I mean humein kya karna hai aur kaise!!!!

Akshat-Socha hai,Revti!!!Aur uss plan ko hum execute karenge,aaj shaam se!!!Mujhe ussi baare mein tum se baat karni hai!!!Dhyaan se meri baat suno!!!

Akshat narrated her his entire plan...

Akshat-Samajh gayi???

Revti-Ji,Jiju!!!Samajh gayi!!!Don't worry!!!Kaam ho jaayega!!!

Akshat-Very good!!!(to lighten her mood)Aur yeh kya haan!!!Aise murjhayi si kyun sound kar rahi ho!!!Come on yaar!!!Superstar Guddan Jindal ki behen ho tum!!!Be active and be like her!!!Meri saali ko ho kya gaya!!!Just keep calm and be happy!!!Sab thik hoga!!!Koi tsunami nahin aayi hai!!!Jo sab aise udaas hokar baithe ho!!!

Revti-(realizing his words)Ji,jiju!!!Sahi kaha aapne!!!Fikar not!!!Ab se no sadness!!!Sab acche se hoga dekh lena,ek dum Meri Di ke atrangi tareeke se!!!!

Akshat smiled.They ended their conversation and cut the call...Akshat took a long breath and smiled...He felt a hand on his shoulder...He turned..It was Daadi...They sat together...

Daadi-Kya hua,Lalla!!???Tune kuch socha!!???

Akshat-Socha hai,Maa!!!Aap fikar mat kijiye!!!Ek ke baad ek kadam badhaenge aur kaamyaabi ke kareeb pahunchenge!!!Aap bilkul fikar mat karo!!!Sab thik hoga!!(He made her smile)Aur muskuraao!!Aise udaas rahoge toh aapki Gudiya jo class legi na meri!!!Ufffff!!Band baja daalegi yeh kehkar ki maine uski Maa ji,uske bete aur bahuon ka khayaal nahin rakha!!!Jaakar sabse kahiye ki kuch galat nahin hua hai!!Zindagi ki nayi shuruaat hogi!!!Toh khule dil se aur bina kisi udasi ke iss mission mein lag jaayein sab!!!Hmmmm!!!

Daadi smiled and nodded....She kissed his forehead and left his room...Akshat kept thinking about Guddan...

Akshat-Don't worry,Guddan!!!Sab thik ho jaayega woh bhi bahut jald!!!Jald hum teeno saath honge!!!Pehle ki tarah aur humein koi alag nahin kar paayega!!

----------------------------------------------------------------------

Hello everyone!!!Here is my next update!!!I hope you all will like it!!!Please vote and comment!!!Keep sharing your ideas!!!I know yeh thoda boring update hai😅!!!Par exciting track ke liye field create karna zaroori tha🥰!!!!Next time se interesting updates honge,Pakka!!!Stay safe and take care!!!

Thank you so much😊...

Regards..

    people are reading<Akshat Aur Guddan Ki Atrangi Kahaaniyaan>
      Close message
      Advertisement
      You may like
      You can access <East Tale> through any of the following apps you have installed
      5800Coins for Signup,580 Coins daily.
      Update the hottest novels in time! Subscribe to push to read! Accurate recommendation from massive library!
      2 Then Click【Add To Home Screen】
      1Click