《Akshat Aur Guddan Ki Atrangi Kahaaniyaan》😉JINDAL SAHAB KI KOSHISH(PART-2)🤗
Advertisement
Akshat reached Gupta House.. Everyone was shocked seeing him..Bhushan and Kaushalya were not happy seeing him..Akshat understood it and went inside.. Meanwhile,Revti had informed Guddan about the same as she had also came to meet them..Guddan rushed to Gupta House..Akshat bent down to take their blessings.. Kaushalya blesses him thinking that he might felt bad..But Bhushan didn't say anything..Kaushalya signalled him...
Bhushan-Aap ka yahaan kaise aana hua!!??Jitna mujhe yaad hai,iss ghar ke saath aapka jiske kaaran rishta juda tha,aapne toh usike saath koi rishta na rakhne ka faisla le liya tha,4 saal pehle!!!Phir yahaan kyun aayein hain!??
Akshat-Papa!!Main jaanta hoon!!Maine sirf Guddan ka hi nahin,balki aap dono ka bhi bharosa toda hai...Main shayad maafi ke layak hi nahin hoon!!Par mera yakeen maaniye,Papa!!Mere paas maafi ke alawa kehne ko aur kuch bhi nahin hai!!Haan maine maata hoon galatiyaan ki hai maine!!Par inn chaar saalon mein bhi maine kabhi Guddan se nafrat nahin ki hai!!Bas naraazgi thi,ek galat fehmi ki wajah se!!Aur mere mann mein inn 4 saalon mein kabhi bhi,ek pal ke liye bhi aapke liye jazbaaton mein badlaav nahin hua hai!!Main aaj bhi aapki utni hi izzat karta hoon jitna chaar saal pehle karta tha!!Maine humesha aapko apne Pita saman maana hai!!Aaj bhi aapki izzat karta hoon aur usi naate maafi maangne ki jurrat kar raha hoon!!
Bhushan-Meri izzat karne ka kya fayda!!!Jab aap usiki izzat nahin kar payein jiski wajah se aap ne mere parivaar ko jaana,mujhe jaana!!Aur kitni baar maafi ki ummeed karenge aap mujhse aur meri beti se!!Har baap chahta hai ki uski beti ki zindagi haseen ho,uski grihasthi khushhaal ho!!Par mera yeh sapna jitni baar sakar hota hua nazar aaya hai,utni hi baar toota bhi hai!!
Akshat-(kneeling down)Main jaanta hoon,Papa!!Meri galatiyon ki maafi sun sun kar aap thak gayein honge!!Par,trust me!!Yeh aakhri baar hoga,jab aap mujhe maaf karenge!!Main aapki beti se bahut pyaar karta hoon,Papa!!Yeh chaar saal uske bina maine kaise kaate hain,yeh sirf mera dil jaanta hoon!!Har ek pal maut mara hoon uske bina!!Usiki yaad mein jeeya hoon!!Par ab aur nahin!!Mujhe uske jeen hai,Papa!! Apni zindagi ku nayi shuruaat karni hai!! Please,Papa!!Ek aakhri baar mujhe mauka de dijiye!! Please...
Bhushan-Main jaanta hoon!!Aap meri beti se bahut pyaar kartein hain!!Warna uske khaati aap meri dusri beti ka ilzaam apne sar kyun lete!!Kyun apni beti Alisha tak ke khilaaf chale gayein the aap apni Guddan ke liye,kyunki tab aap jaante thein ki Alisha galat thi!!!Main yeh bhi jaanta hoon ki chaar saal pehle jo kuch bhi hua woh ek galat fehmi ki wajah se hua!!Jab bhi,tum dono mein koi bhi jhagda ya manmutaav hua hai woh sirf aur sirf kisi na kisi galat fehmi ki wajah se hi hua hai!!Par sawaal yeh hai,ki galat fehmi hue hi kyun!!Isilye na kyunki koi teesra har baar tum dono ke rishtey ke beech,pyaar ke beech aya hai!!Pata hai beta!!Woh teesra har baar tumhare beech darad paida karne mein kyun kaamyaab raha!!Kyunki tum dono se use apne beech aane diya!!Kyun pad gaya kamzor tum dono ka pyaar!!??Kyun ek toofan bardaasht nahi karpaya yeh anmol rishta!!?? Kyunki tumhare dimaag tumhare dil par haavi ho gayein!!Jab pehli baar Antara ki wajah se aapne meri beti ka saath nahin diya tha,maine aapko asaani se maaf kardiya tha!! Kyunki tab bas tum dono ka pyaar shuru hua tha!!Aur Antara ko aap saalon pehle se jaante the,Guddan ke aapke zindagi mein aane se bahut pehle!!Iss liye saalon ki jaan pehchaan chand maheeno ke rishtey par haavi ho gayi,samajh mein aayi yeh baat!!Par uss din kya hua!!Bahut bharosa karte the na aap meri beti par!!Toh uss din kyun nahin kiya!!Kaise maan liya ki meri beti apni hi aulad ki jaan le sakti hai!!Are jab iss baat par yakken nahin kiya ki Antara apni beti Alisha ki jaan le sakti hai,toh uss baat par yakeen kaise kar liya!!Dono baaton ka matlab toh ek hi tha na!!Phir sach ki paribhasha kaise badal gayi!!Sirf isliye kyunki Guddan ke paas saboot nahin the aur Antara ne saboot dikhadiye!!!Yeh toh nainsaafi hui na!!Aap hi ke zubaan se ek baat ka sach do maaon(mothers)ke liye alag alag ho gaye!!!Maanta hoon!!Galati Guddan ki bhi thi!!Usse bhi yoon jhat se aankhodekhi par bharosa nahin karna chahiye tha,aapko galat nahin samajhna chahiye tha!!Aapse puchna chahiye tha,apne pyaar par yakeen karna chahiye tha!!Par aapne bhi toh wahi galati ki naa!!Phir bhi usne koshish ki sach saabit karne ki!!Aap se saare naraazgi bhul kar aapka bharosa jeetne ki wapas koshish ki!!Par aapne kya kiya!!Gusse mein kya kya bol gayein meri bacchi ko!!Itna bada kadam utha liya gusse mein,bina soche samjhe meri beti ka haq cheen kar uss aurat ko de diya!!Are ek baar Meri Guddan ka yakeen kyun nahin kiya jab woh Alisha ke kaatil ko saza dena chahti thi!!Are jab yeh jaante thein ki uss aurat ne apne hi sage bhaai aur aapke sage bhai ka khoon kiya apne matlab ke liye,toh woh aurat bhala apni beti ko nuksaan kyun nahin pahunchasakti!!Ek baar socha toh hota iss baare mein!!Aapko yeh bhi pata tha ki Alisha ke dimaag mein aap kekhilaaf zeher Antara ne hi bhara tha!! Phir kaise maan liya ki woh sudhar gayi hai!!Haan!!Guddan ki galati hai!!Usne aap ki nahin suni aur ek maa hone ke naate Alisha ka takleef na dekh pakar jazbaaton mein behek kar uss aurar ko phir se apne ghar mein panah de di!! Alisha ne dil se socha par uss toh dimaag se sochna chahiye tha na!!Woh toh badi hai na,jaanto thi Antara ki asliyat!!Main yeh nahin kahoonga ki uski koi galati nahin thi!!Par aap bhi toh jaante the na apne pyaar ko!!Kyun bharosa nahin kiya uska!!Yakeen na kiya na sahi!!Lekin Guddan aur apne bacche ji salamati ke liye sahara liya bhi toh kiska,uss aurat ka jisne baar baar apki ghar todne ki koshsh ki!!Aap se aapke pyaar ko alag karne ki koshish ki!!Baar baar aapne meri beti ka bharosa toda hai!!Main kaise maan loon ki iss baar phir woh galati nahin doharayenge aap!!Kaise yakeen maan loon ki aap phir se uska saath nahin chod denge!!Phir use akela nahin karenge!!Phir se uska bharosa nahin todenge!!Main phir se apni bacchi ka dil tootta hua nahi dekh sakta!!Phir se use uss takleef mein nahin dekh sakta!!
Advertisement
Meanwhile,Guddan had reached their and had overheard the entire conversation..She was feeling guilty..She realised that she was equally responsible for the breaking of their relationship..She cursed herself for completely blaming Akshat for the failure of their relationship..
Akshat-Main jaanto hoon,Papa!!Aapki kahi hui har ek baat sach hai!!Kuch galat nahi kaha aapne!!Main jaanta hoon main aapka aur Guddan ka bharosa itni asaani se nahin jeet sakta!!Par please,Papa!!Ek aakhri mauka!!Main khudko saabit karke rahoonga!!Main phir se khudko aapke aur Guddan ke pyaar aur bharose ke kaabil banake rohoonga!!Chahe mujhe kuch bhi kyun na karna pade main karoonga!!
Guddan started melting seeing Akshat's gesture..She couldn't see her Jindal Sahab so vulnerable...She felt a pain in her heart...
Bhushan saw Guddan who was standing at the main door...
Bhushan-Main aapko maaf kar paoonga ya nahin yeh main nahin jaanta!!Par faisla Guddan ka hi hoga!!Hai na,Guddan!!
Guddan came out of her trance...Akshat was shocked seeing her present there..He stood up..Guddan came inside...
Bhushan-Guddan jo bhi faisla legi mujhe manzoor hoga.. Jismein meri beti ki khushi hogi usmein meri khushi dhoondhloonga...Bol,Beta!!!Tera kya faisla hai!!??
Guddan was confused..She was in dilemma..She was stuck in between her husband and her father.. She couldn't decide whom to choose...Akshat was her love and Bhushan was her Papa...Akshat had taught her what the true love is while Bhushan had taught her how the love matters in life...She can't choose any one of them.. She can't disappoint either of them!! Neither she can leave Akshat nor can go against her father's will..Kaushalya could figure out her dilemma and came to her daughter's rescue...
Kaushalya-Offo!!Aap bhi na!!Yeh kya keh rahein hain!!Woh toh hum sab jaante hain ki aakhri faisla Guddan ka hi hoga!!Par yahaan toh Damaad Ji aapki razamandi jaanne aayein hain!!Aap kuch toh kahiye!!Guddan ke liye humari marzi bhi maayne rakhti hai!!Aap bade hain!!Koi toh faisla dijiye!!Saara kuch meri bacchi par kaise chod rahein hain!!Agar hum use raah nahin dikhaayenge toh use kaise pata chalega ki hum uske faisle se khush hain ya nahin!!
Kaushalya looked at her and Guddan thanked her mother through her eyes...
Bhushan-Theek hai!!Agar aisi baat hai toh!!Yoon samajh kijiye ki jis din main khud aapke haath mein apni beti ka haath doonga,jis din mujhe lagega ki sahi maayne mein aap meri beti ke kaabil phir se ban gayein hain,uss din meri sehmati aur bharosa,dono jeet lenge aap...
Advertisement
Akshat-Main waada karta hoon,Papa!!Uss din ke liye main aapko zyaada intezaar nahin karwaunga!!Aapka Beta jisse aapne 4 saal pehle kho diya tha woh wapas zaroor aayega...
Saying this,Bhushan went to his room.. Akshat looked at Guddan,took Kaushalya's blessings and left from there..
Kaushalya hugged Guddan...Guddan felt relieved...
Kaushalya-Tune suna na,Beta!!Tere Papa ne kya kaha!!Ab sab tujh par nirbhar karta hai!! Aakhri faisla tujhe hi lena hai!!!Zindagi teri hai,shaadi teri hai,toh faisla bhi tera hi hoga!!Soch samajh kar,dil se,thande dimaag se faisla lena beta!!Teri khushi mein hi humari khushi hai,meri bacchi!!Samjhi!!??
Guddan nodded.. Kaushalya kissed her forehead and left from there...Guddan and Revti also took leave for Jindal Bhavan...
Regards.
Aradhana☺️..
Advertisement
Gate of Revelation
After an unexpected incident, Chen Xiaolian, an ordinary high school student, came to discover that the world he lived in is nothing more than a program. That he and those around him exist as NPCs, serving only as a source of entertainment for others. That every decision he had ever made was simply the effect of a predetermined script.Now, Chen Xiaolian must adapt, gather allies to fight and survive, and uncover the truth of this world.Life: In life, we attend school, find love, work, buy a house, pay our housing loans, insert weird faces in WeChat, watch movies… do any of you find anything amiss? One day, a group of strange people entered this world, equipped in strange clothing and possessing extraordinary powers, cold-blooded killers! They call themselves [Players].Wait! Wait! You people want to kill me? You say I am NPC (Non Playable Character)? Stop joking around! You crazy bastards! I will fight you to the death! I will survive!NPCs beating up Players! Original residents beating up Transmigrants!My world, my rules! What makes you think you bastards can come over and boss us around?Threading the path of the strongest saviour in history, one destined to be filled with excitement!…Chen Xiaolian: From today onward, an organization whose sole purpose is to oppose those bastards is established! Our guild shall be named… Jokesters Alliance![1]Guild Member: Leader, this name, if we are to say it out, I fear we will be beaten up…
8 823Zero Sanity
9 students all around the country are gathered unknowingly to be the test subjects of a mysterious experiment that asks, "How far can the mind be stable?" The 9 students who have no recollection on how they got on the unknown experiment will now have to work together to escape, win and learn the truth about the experiment, and why they're there in the first place. Experiment: Zero Sanity, will now commence. ________ First time writing a story. I am actually having fun writing this and I want to make this short. hahaha
8 626Landlord
Story of a boy who will lord over the universe, he starts with rabbits, then the sovereigns of other planets. Between that, he learns how to love, leads humans to safety and sometimes starts a new railroad project to carry goods. He sought to find out why and how did everything started.
8 86Reverse world
Benjamin was an ordinary high school student. After waking up a certain day, he found out the gender values of society seemed to be reversed. ---------- SubscribeStar, for early access to many chapters ahead of public releases. Any support would be an amazing help! https://subscribestar.adult/dictatelion
8 231RWBY raid on the white fang
a AU time placed around volume two where the girls find a white fang camp but Adam is there. how will team rwby deal with this. And how will it change everything?
8 163Raimei no Henka
One event changed the course of the entire world. Due to this the world is plagued by power bearers with incredible powers, nonetheless they still can’t roam free and have their way. The government still has an iron rule over the world. This story will follow Hayato Raiiki as his life comes to a thundering change.
8 157