《An Akshan FF- Sauda(deal of love)》Chapter 8
Advertisement
Antara feels helpless looking at the contract..
An- (crying)Yeh kya ho gaya sab.... maine sab kuch kho diya.. mera pati, mere bacche, mera paisa...... kya karu mai? kaha jau?.. ha akshat ke pass hi jana hoga... ab vahi mujhe bacha sakta hai.....
When she goes to meet Akshat, he and Guddan had already left the city..... She sells everything she has and goes back to her old house....
M- madam aapne hume sab kuch bhale hi de diya ho, but ab bhi 5 lakh baki hai...
An- Dekhiye, ab mere pass kuch nahi hai... jo kuch bhi tha maine sab de diya.... mai kaha se laungi paise?
M- Ye aapko paise lene se pehle sochna chahiye tha na... 2 weeks ka time hai aapke pass.. jald se jald paise lauta digiye....
A week later.... Someone comes to meet Antara...
An- Aap koun?
Ka- Are aap mujhe bhul gayi... main vahi jisse aapne paise liye hai...
An- Tum 😡 tumne meri zindagi barbad kar di... mai chodungi nahi tumhe( tries to hold his neck but karan pushes her away)
Ka- Akad to dekho... sadak par aa gayi phir bhi akad nahi gayi iski..
An- Ye sab tumhari vajah se ho raha hai... Na tum mujhe vo paise dete na ye sab kuch hota... Aur kya ha... us Guddan ko mere ghar me fek kar, kya sabit karna chahte the tum??
Ka- (holding her mouth)Mai sirf tujhse aur us Guddan se badla le raha tha...
An- Kaisa badla?
Ka- Tum jaisi matlabi ladkiyo ko kyu yaad rahega... chalo mai hi bata deta hu.... Tumne aapne college me kabhi kisi se pyaar kiya??
An- Mai vaisi ladki nahi hu...
Ka- Mai acche se janta hu tum kaisi ladki ho... Tum hi ho vo ladki.. jisne Ayush ki jaan li..
An-(shocked) Kis ayush ki baat kar rahe ho(scared)
Ka- Tum acche se janti ho mai kis Ayush ki baat kar raha hu... Ya tumne itne affairs kiye hai ki tumhe yaad h nahi...
An-(angrily) chup raho... kuch bhi bol rahe ho tum..
Ka- Chillane se sach juth nahi banne wala... Tum Ayush ko dhoka dekar, uske savings lekar bhag gayi... aur usi depression me usne suicide kar li...
An- Kya????
Ka- Ha... Isiliye maine ye sab kiya tumhare sath... Bahot pyaar hai ne tumhe paiso se... Ab kaisa lag raha hai..
An-(Angrily) Tum kya mujhse badla loge.... o tumne mere sath kiya na vo tumhare sath bhi hoga..
Ka- Mujhese mera paisa koi nahi chin sakta...(laughs)... tum apna dekho... 1 week hai sirf tumhare pass.. mujhe mere paise chahiye...
An- Mere pass koi paise nahi hai ab.. tumhe samajh nahi aata kya...
Ka- To chalo ek karte hai.... mai tumhara bacha hua karza maaf kar dunga....
An- Sach me???
Ka- Par meri ek shart hai....
An- Kaisi shart?
Ka-( comes close to her and touches her sensuously) tumhe bas apne aap ko mujhe soopna hoga... jaisa mai chahta hu vaisa karna hoga... bolo manjoor hai...
An-(gets angry but doesn't show) mujhe sochne ke liye vakt chahiye...
Ka- Jyada vakt nahi hai tumhare pass.... jaldi se socho aur batao... isme tumhara bhi fayda hai..
An- Kaisa fayda??
Ka-Agar tum mere pass ati ho to mai tumhe rani ki tarah rakhunga... vaise bhi tumahre pati ne tumhe chod diya hai... mai tumhe apna raha hu... isse acchi deal to ho hi nahi sakti... tumhara kaam sirf mujhe khush karna hoga....
An-( thinks something) Thik hai mujhe manjoor hai... par ye del 2 dino baad karenge....
Ka- Thik hai... mai tumhe pick up karunga ..( touches her lips) meri jaan...
As soon as Karan leaves Antara closes door and starts crying....
Advertisement
An- Kya sach me sare darwaze band ho chuke hai???? Ma kya karu?? ye sab kuch us Guddan ke vajah se ho raha hai... Na mai use is ghar me lati na ye sab hota... Sare fasat ki jaad vahi hai.... usne akshat ko bhi mere khilaf kar diya.... use to mai chodungi nahi....
She keeps crying thinking... from somewhere she comes to know that Akshat and Guddan have rturned to the city..
An- Guddan bohot ghamand hai na tumhe aapne pati par... par tab kya karogi .. jab vo tumhe dhoka dega.... Mai janti hu ki akshat mujhse pyaar karta hai.... aur vo mujhe vapas aapna banayga... Tum baas dekhti jau ... Guddan....
That night Antara sneeks into their house and tries to seduce Akshat when Guddan is not there, but fails....
An- Guddan.... chudail kahi ki.... pata nahi kya kala jadu kiya hai mere Akshat pe... Tum jaisi ladkiya sirf ghar todna janti hai..... ye maat sochna ki tum jeet gayi.. Tumne mujhe chain se jine nahi diya na... mai tumhe bhi jeene nahi dungi....
Next day Karan picks Antara and takes her to his farm house... He closes the door and starts opening his clothes...
Ka- Manna padega ki tumne sahi faisla kiya... Paiso ke liye tum meri bhook mitane ke liya tayar ho gayi....
He pushes Antara on bed and starts opening her clothes... but she takes the knife and stabs him...
An- Mujhe pana chahta tha na tu.... Mai itni asani se hath nahi aane wali... mere barbadi ka tu bhi to ek hissa hai... shuruvat to tujhse hi hogi... jis jis ne meri ye halat ki hai.... har ek ki jaan le lungi mai...
Ka- Ha.. tujhe...tujhe lag..lagta hai.. tu bach payegi....mu..mujhe marne ke liye...jai..jail jayegi tu...(Laughs)
An-Mai nahi jaungi jail .... koi mujhe saza nahi de payega... kyuki aaj meri bhi jaan jayegi....(laughs evily)
She stabs herself and puts petrol on both and burns them... both of them die there.... Akshat and Guddan are about to leave for America, when they receive news of Antara's death.... They cancel their plans and stay there itself..... Soon bad events start to happen... Perv and Kaushalya die mysteriously....
Guddan is back to present from her thoughts and starts thinking about everything..... Here Akshat is talking to Bhushan....
B- Damad ji aapne meri baat dil pe leli... aaj hi aapke purane ghar ke colony me bhajan rakh diya?
Aj- Mujhe ab shant hone ki bohot jyada jarurat hai papa...
B- Matlab?
Aj- Meri patni ko thik karne ke liye.... bohot badi boli lagayi hai maine aaj...
B- Matlab.... Vikram?????
Vikram comes to the house...and finds Guddan sitting on the rocking chair....
V-Antara....
Vikram stops the chair and Guddan opens her eyes...
V- Tumse baat kar raha hu mai.... har gaya mai tumhare samne... tumhari iccha shakti ke samne.. bohot dur jane ki koshish ki par... haar gaya mai... I surrender...
He pulls Guddan's hand and makes her stand...
V- Antara Akshat Jindal.. tumhe jo chahiye vo mai dene aaya hu...
He starts opening his shirt's buttons...
G- Vikram..vikram tum....
V- Tumhe mera sharir chahiye tha na.... lo... jaise istemal karna hai kar lo....
Guddan slaps him hard..
G- Sharam nahi aati tumhe...
V- Antara...
G- Bhabhi hu mai tumhari..
Guddan steps back... she feels helpless and vikram feels guilty... Guddan takes keys and leaves... Vikram starts running after guddan to follow her... Guddan runs from there crying and leaves house... Vikram stops at the gate... Here at the old colony the bhajan has started.. Akshat , Archana, Bhushan and and colony members are sitting there quietly.. Guddan is driving the car and trying to control tears.. everyone is enjoying the bhajan while Akshat is still upset.. Guddan reaches the colony and runs towards the old house... She opens the door and locks her inside the house...
Advertisement
G- (shouting)Didi... Antara Didi.. Didi yaha milogi isliye yaha tak aa gayi.... agar aap mujhe me ho ... to bahar aa jao... samne aake baat kijiye na... aapka baat na karna.... hum sab ki khushiyo ko barbad kar raha hai.... tab se leke aaj tak.... Antara didi... hum bhale hi sautan the... par aapne humesha mujhse behno vala pyaar kiya tha na... ek baar mujhse keh diya hota.... aapko jindal saab vapas chahiye... koi bhi sawaal kiye bagair hi .... mai aapko apke akshat lauta deti....
Guddan falls in front of mirror... Antara inside her comes out... and talks through her voice...
A- Tumhari bheek nahi chahiye thi mujhe....
G- Kya bol rahi hai aap didi... behno mein bheek nahi hoti kabhi... tyaag(sacrifice) hota sirf...
An-Tyaag karke to tum hi mahan ban jati na... mujhe vo bhi nahi hone dena tha.... mujhe jo chahiye tha ... maine cheen liya... tujhme reh ke.....
Meanwhile... Vikram reaches there and calls Akshat... they both leave from there and archana follows them.... Prashant also reaches there... Vikram tells Akshat everything that happened... Akshat goes towards the old house...
G- Aaaaa... Didi vahi to galti kar di na aapne... aap mujhme rehne lagi .... par mere sath nahi.... Antara didi... didi.. mai kitni buri ban gayi dekhiye na... mujhpe badi behen ki tarah pyaar karne wali, mere andar thi, aur mujhe pata bhi nahi tha..
Everyone reaches near the old house...
Aj- Guddan darwaja kholo...Guddan...
G- Bass... ab bass.. maine aapke sath anyay(injustice) kiya... aur aapne mere sath anyay kiya... hum sautano ke beech ka ye khel... aaj mai khatam karungi....
guddan looks around the house... here Akshat is banging the door.. he finds the window open and opens it.... Guddan puts rockel on her
Aj- Nahi guddan.......
Akshat, Prashant and Vikram try to forcefully open the door...
Ar- Bhabhi ... nahi....
Guddan lits the matchsticks... as she is about to put it.... Akshat back hugs her to stop her and throws it away..
Aj- Kya kar rahi thi tum..hmmm...... Antara ... Antara... mai aa gaya hu yaha... mai confess karne aaya hu... main manta hu ki tum mujhse pyaar karti ho... mai uski respect karta hu... par ab mai sirf Guddan se pyaar karta hu Antara... aur tumhe uska respect karna chahiye.... aur agar tum nahi kar sakti na... to mai doshi hu iska... mujhe khatam kardo tum.....tumhara badla.. meri zindagi.. khatam kardo sab..ar ek baat yaad rakhna... tum mujhe aur Guddn ko ab kabhi bhi alag nahi kar sakti.... sun rahi ho tum..... (here guddan faints) guddan...guddan...
As Akshat hugs her.. she opens eyes and looks at Vikram...Vikram finds it strange.. she faints again... Prashant checks her as she wakes up...
Aj- Ab kaisa lag raha hai tumhe? Thik lag raha hai na? Guddan kya pagalpan hai yeh sab? kya matlab..
P- Akshat abhi use aram karne do...
Vikram keenly observes her face..
V- Bhabhi aapko thike lag raha hai na?
G-hmmm
B- Thodi coffee du kya beta?? Tumhe accha lagega..( but she denys)
V-Akshat..
Aj- Ha aaya..
Vikram and Akshat come out from the room...
V- Vo ja chuki hai Akshat..Antara ja chuki hai.. Akshat jab maine bhabhi ko pehli baar dekha tha... tab mujhe antara ka hona mehsoos ho raha tha.. aaj unhi ankho me dekh kar me ye yakin ke sath keh sakta hu ki Antara ja chuki hai... jo spirituality se nahi ho paya.. science se nahi ho paya.. vo bhabhi ki koshish ne kar dikhaya... bhabhi ki purity.. unki acchai ne Antara ki jid ko khatam kar diya... ( Akshat is standing thinking silently) Akshat kya hua... tu bol kyu nahi rahe kuch...
Aj- Nahi vikram.. Antara ko mujhse jyada karib se aur koi nahi janta... itni asani se vo nahi jayegi...
Suddenly they hear someone singing Antara's song... Akshat looks at Guddan.. but she is silent .. he finds voice coming from other room... Guddan also goes to that room...
They find Archana singing song in Antara's voice... they look at her helplessly... Antara has now entered Archana's body.... Vikram gets shattered from inside....
An- Tumhe kya laga mai itni asani se chali jaungi.... Har ek se maine aapna badla le liya hai... par mujhe yaad aaya ki tumse to maine badla liya hi nahi ...Vikram..... Bohot yaar karte ho na Archu se... mai bhi to dekhu tumhara pyaar kaisa hai....
Aj- Antara ye thik nahi kar rahi ho tum....
G- Didi aap kyu kar rahi hai ye sab... Archu ki kya galti hai?
An- Tum dono chup karo... tumhari bakwaas nahi sunni mujhe...Mai kisi ki bhi nahi sunnne wali...
A voice comes- Humari bhi nahi..
Everyone turns to find Nisha and Rajesh standing there with Angad...
An- Mere bacche....😢 Nisha .. Rajesh...
N- Mummy ye sach me aap ho kya...
An- Ha..ha.. dekho...dekho baccho... mai umhari asli ma hu...
R- Mummy... aap hume achanak chod ke chali gayi..... Apko humari yaad nahi aayi?
An- Mujhe mere baccho ki yaad kyu nahi aayegi...
N- Agar aapko sach me humari yaad aati to aap humse milne aati.. bina bataye chali nahi jati... aapko ek baar bhi humara khayal nahi aaya?
An- Mujhe maaf kar do baccho.. maaf kardo... apni maa ko maaf karoge na..
R- Mai kuch puchna chahta hu mummy... aap hum dono se , papa se itna pyaar karti thi to humare liye aapne kya kiya? Paise paise ... sirf paise chahiye the aapko... aur hume sirf aapka pyaar... aapne aap se pucho mummy, kya aapne humare sath galat nahi kiya....
N- Jab mujhe aur bhaiya ko aapki jarurat thi, tab aap humare pass kabhi thi hi nahi... aapke paiso ne aapko andha kar diya tha... Tab Guddan ma humare sath thi... Jo ma ka pyaar hume aapse chahiye tha , vo hume Guddan ma ne diya....
R- Paiso se khushiyan ayengi iaisa laga tha na aapko... kya hua...duniya ko dikhane ke liye hum khush the... par humari khushi un paiso me kabhi nahi thi...
N- Agar chote se ghar me rehkar bhi aap hume aur papa ko samaj pati , to humari bhi chotisi happy family hoti na....
An-(crying) mai janti hu maine galtiya ki hai.... par mera paiso ke piche bhagna.. mujhse mere bacche chin lega aisa mai kabhi socha hi nahi.... muje maaf kardo baccho... sab meri galti hai....
R- Mummy aap sach me chahti hai na, mai aur nisha humesha khush rahe?
An- Bilkul... tum dono ki khushi mere liye sab kuch hai....
R- To jo hum kahenge aap karengi na...
An- Bilkul karungi...mai vo sab karungi.. jisse tum dono khush ho jao...
N- Mummy, ab aap chali jayiye... aapki aatma ka aise bhatakna thik nahi hai...
An- Ye tum kya keh rahi ho beta....
R-Ha mummy....aapko mukti milni chahiye, yahi hum dono ki iccha hai....
N- Aapko mukti milegi to abhi jo aapko aur hume jo takleef ho rahi hai vo khatam ho jayegi... apka aage ka safar shuru ho jayega...
Aj- Antara bacche thik keh rahe hai.... yaha reh kar, tum aapne aap ko takleef de rahi ho...
Antara thinks for a while...
An- Thike... mai yaha se chali jaungi... paiso ne aur badla lene ki iccha ne mujhe andha kar diya tha.... mere andar ye guilt tha ki mai aapne hi baccho ki nazaro me gir chuki hu..... par ab mai sukoon se ja sakti hu...
R- Mummy maine aur Nisha ne aapko maaf kar diya.... Ab aap sirf khush rahiye...
An- Thank you baccho... aur ek baar fir se mai sab se maafi mangti hu..... kya mai aapni akhri iccha mang sakti hu?
Aj- Bilkul mang sakti ho... kya hai tumhari akhri iccha?
An- Mai aapne baccho ko gale lagana chahti hu..
Rajesh and Nisha give her a goodbye hug..... In few days, Akshat and Guddan conduct puja for Antara's shanti.... Antara leaves from there...
And they live happily ever after.................
Hey guys... sorry bohot time lagaya update ke liye... but ab ye story ab finish ho chuki hai... mere pass aur ek badhiya plot hai, but mere final exams hai, so I'll start after that... I hope aapko story pasand aayi hogi.... Ab starting se fir padh sakte hai ye story....
Thanks a lot everyone😘😘😘
Keep loving❤❤❤
Advertisement
Arcane Regeneration
Transported to another world, with a system that lets you take your fate into your own hands. Inside a dungeon, who knows how far away from human civilization, where the only way out is through. Join Noah in his desperate struggle and find out what this new world has in store for him. I am REALLY bad at synopses. What I will aim for in my story: 1. Logical choices 2. Good character development ( first story, might mess it up :D ) 3. I have epic plans for the future (not an actual aim but just saying :D ) What I will avoid like the plague: 1. Characters' IQ suddenly dropping just to further the story. 2. Whimpy main character 3. Stupid situations that can be avoided by basic communication and clearing things up. All in all, no generic trash anime protagonist and stereotypes. [participant in the Royal Road Writathon challenge]
8 174Brave
Male Merida x Female Reader(Y/n) = Your Name(H/l) = Hair length(H/c) = Hair color(E/c) = Eye Color(S/c) = Skin ColorI OWN NOTHING!!! ALL RIGHTS GO TO DISNEY!!!
8 208Intruders of the Mind || BakuDeku
Bakugou has been missing for a total of 6 months. That's all I'm gonna give you. Also this is BakuDeku! Katsuki and Izuku are the same height in this story too.I DO NOT OWN:-Cover art-Images I use-Videos I use-Boku No Hero Academia-Characters
8 321Reborn into the RWBY World with a Small Cheat
This is my first story so please don't be mean (I don't mind critisism but some people are mean just to be mean). Also I want to make this interactive with readers (so I know people are reading) so please give me some feedback. The mc, a guy named Finn Pherb, just died geting run over by a truck (like nearly every other reincarnator). He thought his life was over, but it was just beginning. He gets reborn into the world of RWBY that's the same but different (in other words I'm ignoring the show so I can write a story that isn't to depressing) and with a little cheat.
8 138Inside Metsys
Inside the universe of Metsys, life is chaotic, cruel and crazy. People with Stats have power and everyone wants to be a Player. Meet Corn, a slave who has no memory of most of his past and doesn’t know how most of the world functions. This doesn’t stop him from escaping the bonds of slavery by risking his life on a gamble. After all, he would risk everything for freedom and the right to be a mage. But how’s a scrub to learn Magic and get power? Why, join the magical under belly of the city, of course. And eat all the mana that he can get. Two Disclaimers: 1) This is a work of fiction. Any characters, places, organisations and everything else in this novel are fictional. Any resemblance between anything in this novel and the plane of reality we live in is purely coincidental. Was that a bit over the top and a wee bit unnecessary? Maybe. 2) This story features an antihero with a slight hint of villainy. So, sooner or later, it’s going to get dark. Very dark. Hence all the tags. If you are prone to be squeamish, this might not be for you. Well. You were warned. ;)
8 107Since You Been Gone
Sequel to City of Chicago HighIt's been two and a half years since Tobias Eaton left Tris Prior. Since then, she's given birth to their son, Lucas, and became a famous author. Her book has been successful since she released it but what they don't know is that it's her autobiography of her not so perfect life where her boyfriend left her so he could go to school and be a big quarterback. But what happens when the quarterback is back and wants in on the author and her two year old son's life?
8 78