《unconditional love ✓》part 53
Advertisement
Next morning 🌄🌄
Malika's phone rang
And she wakeup
Malika : ( herself) aaj to raat ko shoot hai na itni jaldi kese alarm baj gaya ..
( She said become annnoy )
Malika : are yeh sumedh ka call hai..
She pickup
On call
Sumedh : good morning khrghosh..
Malika : kya hai subh subh nind khrab kar rahe ho
Sumedh : sorry for disturbing you par tum mere ghar aa sakti ho ?
Malika : kyu ? Kya kaam hai ?
Sumedh : kaam hai baba tum aao to ..
Malika : dekho sumedh aagar kal raat ka badla lene ke liye bula rahe ho too pitoge ..
Sumedh : are nahi re ..tum he na aapne sumedh pai bharosa hi nahi hai .. hey narayan sahayta karo . Meri is khrghosh ko thodi si buddhi dedo ...( dramatically )
Malika : aacha aab apna drama bandh karo .. mein aa rahi hu khadoos kahika ..😏
Sumedh : ha aao .. bye
Malika : bye .
Then call cuts and malika gets up and get ready ..
She goes to her mom
Mom : are aaj itni jaldi kese udh gayi Mikku ..
Malika : voh . Mumma .. ah..
Mom : saaf saaf bolo Mikku
Malika : voh sumedh ke ghar ja rahi hu
Mom : ohh.. sumedh ke ghar ( give her teasing smlie )
Malika : kya hua isme itna hasne vali kya bat hei mumma ? 😒
Mom : chalo mein tujse ghuma fira ke nahi Sidhi baat puchti hu ....... Puchu ?
Mom served breakfast and she is eating
Malika : haa pucho ? ( Whlie eating)
Mom : aab chal saaf saaf bata tere aur sumedh ke bich mein kya chal raha hai ? 🤨🤨🤨
Malika widened her eyes
And she started coughing badly
Mom: beta yeh ke pani pii ? ( Whlie patting her back)
Malika drink water
Mom : thik to hai ?
Malika nodded ..
Mom : aab bata kya chal raha hai ? 🤨
Malika : kya kuch nahi chal raha humare bich ...😳😳
Mom : aacha .. toh phir voh holi ke din kya tha .. jab sumedh hospital mein tha aur tera rona voh sab kya tha 🙄🙄
Malika : holi vala kya maa ?
Mom : aab tumhe mein detail batau ?
Malika : nahi nahi😳😳 voh to bas galti se nikal gaya ..
Mom : aacha ..chalo maan liya ..lekin aab to kaho aapne man ki baat ..😉😉 ( she winked)
Malika : mumma .. aap bhi teenager ki tarah behave kar rahi hoo
Mom : aur tu choti baachi ki tarah ... 😒
Malika : aacha mei late ho rahi hu bye .
Malika kissed her mom's cheek and ran from their
Mom : ( in mind) ha ha bhag jao .. .. lekin mein bhi teri maa hu beta sach to ugalva ke rahungi..
Advertisement
Other side
Sumedh's home
Door bell rang
And sumedh opened door
Malika : hell.....oooo.... ( Then she started laughing 🤣)
Sumedh : kya hua has kyu rahi ho ?
Malika : khud ko aayine mein dekha hai 🤣🤣🤣
Sumedh : malika Hasna bandh karo aur batao kya hua ? 😬
Malika : yeh kya haal bana rakha hai..( controlling her laugh )
Sumedh : voh.. aaj aai baba ki wedding anniversary hai. Isliye cake bana raha tha..
Malika : aacha cake bana rahe the yaa khaa rahe the .. dekho tumhare muh par chocolate hai.. aur aata 😂😂
Sumedh : help kardo please..
Malika : aacha thik hai..
Then they both enter in kitchen
Malika : heyy bhgwan yeh kya haal bana rakha hai kitchen ka..😧😧
Sumedh : haa voh thoda sa ...
Malika : thoda sa ..yeh thoda sa hai .. pura kitchen ka styanash kar diya ..
Sumedh : sorry na yaar
Malika : tabhi mein Sochi ki mere birthday par dau kyu pareshani hone ki baat kar rahe the ..
Sumedh : 😑😑aab cake banaye ..
Malika : haa chalo ..
Malika : vese aai baba mumbai se vapas kab aa rahe hai?
Sumedh : aaj sham ko tabhi mein surprise dunga
Malika : to bahar se order kar dete cake..
Sumedh : nahi mein aapne hatho se pyarr se cake banana chahta hu..😇😇
Malika : aacha ... Chalo vaha se aata lao ..
Sumedh nodded and give a her aata
Malika : cake to tumne banayi nahi phir yeh kitchen ka haal kese khrab kiya ?
Sumedh : try and try will be success 😎
Malika : aacha lekin huye to nahi ... Success. 😒😒
Sumedh : haa mein try to kar raha tha Naa aab dekhna is baar ban jayega cake ..kyuki aab tum jo aayi hi help karane ..😇😇
Malika : haa aab aab yeh makkhan lagana bandh karo aur help karo meri ..
.he nodded and after 1 hour they make a cake and set on couch
Malika : ban gayi cake ..
Sumedh : haye thak gaya ...
Malika : sumedh ..
Sumedh: hmm
Malika : bhuk lagi hai..
Sumedh : aacha aab batao kya khaogi
Malika : pizza ..
Sumedh : thik hai mein orders karta hu..
Then he order pizza
Malika : sumedh ...( She shouted )
Sumedh : are chilla kyu rahi ho ?
Malika : meri dress dekho.. puri kharab hi gayi ..
Sumedh : aacha aek kaam karo meri koi bhi t shirt pehn lo
Malika : thik hai mein aati hu change karke ..
Malika change her clothes
And pizza arrived
They both enjoy the pizza
And then
.sumedh : malika tumse kuch baat karni hai..
( In sirous tone )
Malika : haa bolo
Sumedh : voh karan..
Malika cut off
Malika : chodo na sumedh voh baate bhul jao ..
Advertisement
Sumedh : nahi malika it's important...
Malika : aacha bolo..
Sumedh : malika voh sach mein karan nahi tha us din jisne kidnapping ki thi voh karan nahi aur koi hai ..jo tumhari baare mein janta hai..
Malika : aacha. Tumhe kese pata ..
Sumedh : kyuki meine khud aapni aankho se karan ko jail mein dekha hai..
Malika : kya.. tum jammu gaye the..
Sumedh : nahi meine vaha ke police officer se baat karke confirm kiya hai..ki karan jail mein hai..aur malika humare set pai koi aesa hai jo humari baate aur information us insaan ko pohchata hai
Malika : lekin aesa kon ho sakta hai..
Sumedh : humare set ke tumhare makeup room mein aek hidden camera tha..
Malika. : What ?
Sumedh. : Haa ..kuch din pehle hi mujhe voh camera tumhare room mein mila
Malika : lekin humare set pai aesa kon ho sakta hai ?
Sumedh : pata nahi..
Malika : aab mujhe aur bhi dar lagne lag gaya hai sumedh 😞😞
( She said with teary eyes )
Sumedh : shh .. aab rona mat .. please
Malika : ( sobbing) har wakt dar lagta tha ki kahi voh karan kisi ko kuch kar na de aab ...
Sumedh : tumhe darna nahi hai malika strong hona hoga .. voh karan chala gaya phir koi dusra karan aayega toh kya unse darongi...nahi malika samna karo in sab chizzo ka ..
Malika hugged him tightly
And he also back hugged her
Sumedh : dekho malika aab tumhe aur nahi darna hai voh bas tumhari kamzori ka fayda utha raha hai... Aur rahi baat us kidnapper ki use to him dekh lenge .. police use dhundh rahi hai.. don't worry kuch nahi hoga ...
Then she becomes a calm
They both broke the hug
After sometime doorbell rang ..
Sumedh : ruko mein khol ke aata hu..
He opened a door and aai baba is arrived
Sumedh take a blessing and they enter in house ..
Malika : aai baba
She also take blessings and they sat on couch
Aai : kese ho malika beta .
Malika : mein thik hu ..by the way happy wedding anniversary ..
Aai : thanku ...
Sumedh : aai aap na room mein jao .. malika jao..lekar aai ko .
Malika nodded and
Aai : kyu ?
Malika : aai chaliye to aapko kuch dikhana hai
Aai : thik hai
They both left
Sumedh : baba chaliye
Baba : kaha beta ?
Sumedh : kitne sawal baba chaliye too..
Malika and aai side
Aai : beta tum mujhe kabse taiyàar kar rahi ho ..
Malika : haa aai chaliye aap ho gayi taiyaar aab chaliye ..
They both left ..
And from other side sumedh and his dad also come..
And they show the room is decorated and
And
Sumedh malika in union : happy anniversary aai baba
Aai hugged malika and sumedh
Baba : lagta hai mujhe sab bhool gaye 😒
Everyone chukle and they all group hug
Sumedh : chaliye cake katiye aai baba
Aai : cake...
Malika : haa aai aapko pata hai aapke ladle bete nai aapne hatho se banayi hai ..
Baba : are vaah ..sumedh bahot aachi cake hai beta ..
Sumedh: are nahi nahi sara credit malika ko jata hai jisne meri help kari varna mein aabhi tak kitchen ke sath World war 3 kar raha hota ...
Everyone chukles ..
Malika : aacha chalo jaldi se cake katiye ..
They cut the cake
Aai and Baba feed eachother and then sumedh and malika..
And then they goes to resturant and. Enjoy their dinner ..
Malika : sumedh .. chalo mujhe ghar chod do..
Sumedh : chalo..
Sumedh is driving a car ..
Malika is sleeping beside sumedh
They reached their house ..
Sumedh : loo.. yeh sleeping beauty phir se soo gayi 😆😆
Then he. Lift her in his arm and move towards house ..
But she wake up in middle
Malika : ( rubbing her eyes) sumedh.. mein kaha hu..
Sumedh :( while walking) uth gayi sleeping beauty...
Malika realise that she is in sumedh's arm
Malika : sumedh .. mujhe niche utaro..
Sumedh : are haa haa .. utro
Then she jumped from his arm
Malika: sumedh... Yeh kya battmizi hai 😑😑
Sumedh : kya ..kya kiya meine ? ( Being confuse)
Malika : kya kiya tumne ?....( She hit his shoulder ) 😤😤 aese godd mein utha kar le jane ki kya jarurat thi mujhe utha bhi to sakte the na...😤😤
Sumedh : aacha ...😲 Yeh baat hai..
Malika : bhole mat bano.. aas pass log to dekh liya karo .. kitne sare log hai .aur tum aese mujhe Utha kar le jaa rahe the pagal..insaan
Sumedh : aacha sorry ..aab chalo jao. Ready ho jana shooting ke liye late ho jayega bye ..
Malika : ruko. Aagar shooting ke liye jana hai to sidha vahi le chalte . .. mere ghar vaapis kyu laye 🙄
Sumedh : agar set pai hume yuh satth dekh lete ..yah phir tumhe meri godd mein dekh lete toh phir kya hota tum aache se janti hoo 😉..
Malika : haa .. haa .. chalo jao pata chal gaya ..bye 😑
Sumedh : bye sweetheart.. 😉
Malika : aaj kal bahot cheesy ho gaye ho...
Come closer to her
Sumedh : aur tumhe cheesy chize jyada pasand hai ..,😗
Malika blush ..
Sumedh laugh 🤣
Sumedh : hahahaha yahi to chahta tha mein ...
( Author: sumedh is teasing her )
Malika ( hit his shoulder) : bye khadoos ..
Sumedh : bye khargosh...
Precap : sumedh's wedding ...🤣🤣🤣
Malika's wedding 🤣
And two moms evil plan 😆
Advertisement
- In Serial14 Chapters
My Life As A Creator
The shaji Ebnien Beixi sets out on a journey to find True Light and Dark. Recalled & narrated by Beixi.
8 162 - In Serial9 Chapters
Adorne: (A LITRPG adventure) (DROPPED)
Dying young was never Jacobs goal, but hey, it could have been worse. At least he didn't get transported to a new world with monsters that want to eat your testicles and gods that like to hunt you down for sport. Ohh wait ... Welcome to Adorne!
8 275 - In Serial9 Chapters
End of My Boring Life
On Earth, a boy named Zed Jiyoui leads a typical teenage life, and of course, he is a Sophomore in High School. Like any other average 16-year-old, Zed wakes up early every day; goes to school, likes playing video games, and hangs out with friends. But he had always thought that he is just leading an average boring life, and that's how it will be for the rest of his life. Until one day when he was sleeping a mysterious light appears out of nowhere. What might that light be? Does this mysterious light represent a turning point in Zed's life for better or worse? or is it something else.
8 92 - In Serial50 Chapters
Muslim & Pakistani Love stories
Love has no reasonsLove have no seasonWhen you love someone,all you wish to spend time with them, wishes to a day to become long.'' Kya hoga agar mere lab tere lab se lag gaye Naraz kyu ho rhi ho tum badla he le lo
8 230 - In Serial50 Chapters
Aot x reader (book #1)
A single soul who is watching aot. Wake up, wake up, she's in the freaking anime!Also, I might accidentally add a manga spoiler in this fanfic. Not only aot but maybe kny too. So, if you wanna read, go on and enjoy. This is actually my first ever fanfic. 😁😁Attack on titan belongs to Hajime Isayama.Demon Slayer belongs to Koyoharu Gotouge.乃ㄖㄖҜ 1 ✔︎
8 179 - In Serial23 Chapters
RAYUWAR HUSNA (hausa novel)
A story about a young girl, who went through the ups and downs of life.
8 233

