《Forced In Marriage✓》27th chapter

Advertisement

Shehnaaz: a.a...acha kal baat karte hai.. mai bta.... dungi.... tu kalki taiyaari bhi rakh lena

She said and declined call. She took her hand back and whispered sorry

Shehnaaz: sorry ese haath rakhne ke lea par kya karti aur koi option choda tha aapne?

Sidharth: toh tumhi lagi hui thi uske saath ese jese aur kuch hai he ni aab

Shehnaaz: Sidharth mai bass baat kar rhi thi ismai itna overreact karne ki jarurat nahi hai aapko. Yeh mai bhi aache se janti hu ki mujhe kya karna chahea aur kya nahi so please chup rahea

Sidharth:mere bolne se problem aur jab vo bole toh cute dost hai hana

Shehnaaz: aap kya bol rhe ho aapko pata bhi hai? Anyways ghar chahea padhai karni hai aur fir aapne bhai ko lekar bhi aana hai

Sidharth: mai aapni responsibilities ni bhulta

Shehnaaz: mai bhi nai bhulti. Na aapna role

She said and looked out. Sidharth started driving. He wanted her to start conversation but maybe she was too hurt to talk with him so he said

Sidharth: toh tumhain kuch bolna nai?

Shehnaaz: nai

Sidharth: bhai ke bare mai kuch

Shehnaaz: nahi bolna. Thanks a lot for help

Sidharth: yrrr kya hai kyu itna gussa ho.

Shehnaaz: jese aap toh jante he nahi na

Sidharth: fine meri galti hai aab bologi kuch

Shehnaaz: kyu itna fark pad rha hai aapko? Kyu itna react kar rhe ho?.

Sidharth: because I care for you... Tumhain samajh ni aa rha

Shehnaaz: aa gya aur kuch

Sidharth: bolo kuch uske saath mai toh bohot bol rhi thi

Shehnaaz: my wish. Yeh meri marji hai.

Shehnaaz understood that he want her to talk with him in whole drive but she is not less she want him to ask for the same

Sidharth: han karo marji fir

Advertisement

He said and looked towards her side that she will talk but she didn't which disappointed him

Sidharth: koi problem hai?

Shehnaaz looked towards him and then down as she was guilty. Just because of her ego she started fighting with him

Shehnaaz: nahi hai

She replied politely as her loud voice may damage things

Sidharth: toh bol kyu nai rhi? Vese toh bolti ho

Shehnaaz : mood nai hai bhai ki chinta ho rhi hai vapas chale

Sidharth: don't worry Shehnaaz. Tumhain pareshan hone ki koi jarurat nahi hai tum chinta mat karo he will be fine

Shehnaaz: par fir bhi mujhe bura lag rha hai ki mai ek behn hokar bhi....

Sidharth: bass chup ho jao kyu itna soch rhi ho. Thik ho jyenge

Shehnaaz: hmm chalea

Sidharth: tum itna kese bolti ho yr... Aur aacha bhi lagta hai mujhe bolna toh tough lag rha hai bohot

Shehnaaz*whispered* : han dusro ki baato mai bohot bolte ho... Huhh

Sidharth: kuch kaha tumne?

Shehnaaz: nahi chalea please

Sidharth : hann hann thik hai

They both Reached home came inside thier room tiredly

Sidharth : tum rest karogi ki seedha padhogi

Shehnaaz: hyee itni jaldi kon padhta hai

Sidharth: tu toh bilkul ni hana. Aacha chal tabtak bed thik karde mai bhai ka room saaf karva ke aata hu

Shehnaaz: rukkk yr ismai bhi mehnat lagegi koi aasan sa kaam bta

Sidharth: jislea mai ja raha hu vo tough hai tera wala easy hai bas bedsheet thik karni hai. Ismai bhi thakavat ho rhu hai

Asked Sidharth with fake anger

Shehnaaz: itna aasan hai toh karlo

Sidharth: ohh yaa tunhare kapde bhi toh tehn lgane hai aur bhi kaam hai thik hai thik hai kardeta hu

Shehnaaz: e....ek minute. Yeh maids kis lea hai?

Sidharth: kaam ke lea hai par itna aalsi bhi ni bann na ki yeh chote kaam bhi koi aur kare karo Shehnaaz

Advertisement

Shehnaaz: mann ni hai

Sidharth: padhai karlete hai fir

Shehnaaz: dimag kharab karke he chodna hai thik hai padhao

Sidharth: han han Asim he hai pyara toh... Ja uss Asim ke pass

Shehnaaz: itna bologe toh mene chali Jana hai already bore ho rhi hu mai

Sidharth: toh tumhare lea nachunga ni mai idhar. Ghar hai yeh aur tum kuch kaam karke busy reh sakti ho

Shehnaaz: hmm aap padhaea. Aur yeh btaea ki job kab aur kese lag sakti hai. Mera last year hai

Sidharth: mere office mai toh Shehnaaz mai.... mai fresher's ko ni rakhta. Tumhe thoda experience chahea like mai sabkuch bta bhi du tumhain fir bhi mene kabhi office mai ese ni lia aur...

Shehnaaz: it's ok Sidharth. Kya karna hoga mujhe?

Sidharth: bass idhar padhai karke pass hoja. Degree lele aur mai teri job kahin aur lagva dunga 3 mahine ke lea aur uske baad mere pass employee lag jana

Shehnaaz: itna time udhar guzarna padega

Sidharth: yes yeh sabse short karke btaya hai. Sach bolu toh mai ni chahta thi mai aur meri wife kabhi ek saath job kare but it's your wish toh mai mann rha hu and yeh ek process hai Shehnaaz tu aapne balbute pe job leke toh dekh. Varna tujhe humesha yeh lagega ki tune job meri wajah se li aalni qualification ki wajah se ni

Shehnaaz: aap bhi sahi bol rhe ho. Thanks itna sochne ke lea. Sachi mene socha he nai ki mereko baad mai regret ho sakta hai. Mereko aapne aap successful bann na chahea hana

Sidharth: yes baby aapni mehnat se aur mera support rahega humesha tere saath. Jab bhi tujhe meri jarurat ho mai tere saath rahunga.

Shehnaaz: itna he mere lea bohot hai. Sorry ladne ke lea

Said Shehnaaz and holded her ears. Sidharth smiled and pushed her hands back. Even if she is not at mistake she was asking sorry

Sidharth: galti toh meri thi tu kyu maafi mang rhi hai. Aur tu bass aabhi notebooks nikal mai help karvata hu teri. Sabh samjha dunga aur one week baad tests ok

Shehnaaz: naiii test ni

Sidharth: Sana teri bhalai ke lea he hai.... Dekh padhate wakth bhi ho sakta hai mereko gussa aae mai ldai karu toh please udas mat hona tere aache ke lea he bolunga

Shehnaaz: hmm thik hai. Par test ni tu toh sachi ka teacher bann ne laga

Sidharth: baby mai teacher hota toh maar bhi sakta hota. Leave it kyuki mai nai karunga esa par samjhane ka asar pata lagana chahea na mujhe. Ki tujhe smajh aa rha hai. Aur tujhe yaad bhi rahega

Shehnaaz: thik hai smajh gai. Vese bhi aap jesa teacher ho toh kon na padhe. Vo Asim toh lattu hai

Sidharth: aab vo kahan se tapka?

______

Hope you liked this chapter ❤️ thanks a lot for votes and comments ✨✨✨

Ek aur baat koi esi cheej hai jo aaplog chahte ho mai add karu iss story mai?

Agr isse emotional bnau toh chalega? thoda emotional kuch chapters baad

    people are reading<Forced In Marriage✓>
      Close message
      Advertisement
      You may like
      You can access <East Tale> through any of the following apps you have installed
      5800Coins for Signup,580 Coins daily.
      Update the hottest novels in time! Subscribe to push to read! Accurate recommendation from massive library!
      2 Then Click【Add To Home Screen】
      1Click