《UNKNOWN TRUTH OF HASEENA MALIK》Part 2

Advertisement

Hm:badla mamu

Cs:matlab

Hm:matlab yeh ki aap logo ko ek secret nhi pata

Cs:kaun sa secret

Hm:yeh secret sirf mujhe ammi aur chacha ji ko pata tha

Cs:to batao

Hm:main jab undercover agent bani to ek ladke ko main pasand aa gyi aur wo ek drug dealer aur illegal weapons ka dhanda karta tha jab ye baat department ko pata chali tab unhone mujhe uske kareeb jane ko bola aur yeh saara kaam ache se ho rha tha lekin last mein jab use pata chala ki main ek undercover agent hu to usne mere saath Batemezi karna suru kar diya lekin maine use ignore kiya lekin ek din usne mujhe ek andhere room mein chair mein baandh kar zabardasti karne ki koshish karne laga us samay main bach gyi kyuki usi samay police officers aaye aur unhone mujhe bacha liya us din ke baad se mujhe andhere se sabse jyada dar lagta hai aur use phasi ho gyi aur ab uska bhai mujhse badla lena chahta hai

Cs:meri bachi tumne itna sab kuch saha hai

Hm:mamu main uss samay main puri tarah se tut chuki thi uske baad mujhe bahut saal lage iss haadse ko bhulaane mein

Cs:aur didi

Hm:ammi ne aur chacha ji ne hi mujhe sambhala mama

Cs:ab main jo bolunga tum dhyan se sunogi aur meri baat tum to bilkul bhi nhi taalogi

Ks:amma maddam sir aap mujhe uske bhai ka naam bataiye aisa maar lagayenge ki daroga ji dekha but tumsa na dekha

Hm:aap aisa kuch bhi nhi karengi Ks

Ks:lekin maddam sir

Hm:no Ks

Cs:yes hasu bilkul sahi keh rahi hai hamara ek galat kadam aur hamare liye musibat hongi

As:haa aap sahi keh rhe hai sir

Cs:As main tumhe ek bahut badi zimmedaari de raha hu

Advertisement

As:ji sir bataiye

Cs:main jaanta hu ki hasu tum As se sacha pyaar karti ho lekin wo ek mission ke liye usne kiya tha aur tumhare abbu ne hamesha samjhaya hai ki desh prem se jyada koi bhi jazbaat nhi hote isliye tum ne ise maaf bhi kar diya

Hm:mamu aap yeh sab baate kyu kar rhe hai

Cs:ham jo bol rhe hai pehle tum suno As ham tumhe hasu ki zimmedaari de rahe hai tum iske saath rahoge aur ise akela toh bilkul bhi nhi chodoge aur hasu jab tak yeh pakda nhi jata tum ghar pe rahogi aur As tum apna saara kaam work from home karoge aur hasu ko tum kabhi bhi ghar mein akela nhi chodoge

Hm:mamu yeh aap kya keh rhe hai ham apne wajah se inka kyu

Cs:hasu tum ache se jaanti ho ki main tumse aur faisal se kitna pyaar karta hu

Hm:main jaanti hu mamu lekin

Cs:hasu hamne bol diya so bol diya ab tum batao As tum meri hasu ki zimmedaari loge ki nhi

As:lekin sir kaam

Cs:woh jo bhi rahega tum work from home karoge aur hasu tum bhi

As:lekin meri mata ji

Cs:tumhari ammi aur hasu ki ammi ek saath rahegi aur jaha wo rahegi waha police officers tainaat rahenge taaki undono ko kuch na ho

As:thik hai sir ham haseena ji ki zimmedaari lene ko tayar hai

Cs:to thik hai tumhara samaan Ks le aaigi hasu tum As ke saath ghar jaao

Hm:lekin mamu

Cs:lekin vekin kuch nhi agar wo fhir se tumhare saath kuch karne ko sochega to As use sambhal lega aur maine tumhare abbu se waada kiya tha ki main tumhe kuch nhi hone dunga aur waise bhi tum har samay apne aap ko musibat main daal deti ho pehle wo drugs wala case aur uske baad wo virus tumne inject kar liya tab aur(Cs phone rings)

Advertisement

Hm:kiska phone hai mamu

Cs:didi ka

Hm:utha lijiye warna wo tension mein aa jayengi

Cs:haa didi boliye kya hua

Ammi:hasu kaisi hai

Cs:aapki hasu abhi thik hai aur (narrates all the story)

Ammi:acha tum thik kar rahe ho aur As ko bolna isike kamre mein rehne kyuki jab se wo incident hua hai wo akele nhi so pati thi aur agar so gyi to use kabhi kabhi panic attack aate aate bachi hai

Cs:kya hasu ko panic attack

Hm:gyi main

Ammi:haa isliye

Cs:thik hai main dekhta hu

(Cuts the call)

Cs:hasu yeh main kya sun raha hu ki jab bhi tum incident ko yaad karti ho to tumhe kabhi kabhi raat mein panic attack aata hai

Hm:haa mamu aata to hai

Cs:to tum mujhe kab batane wali thi agar didi nhi batati to tum to batati hi nhi

Hm:sorry na mamu

Cs:ab to As tumhare kamre mein hi rahega

Hm:yeh aap kya bol rhe hai mamu

Cs:ji haa tumhare kamre mein jo bed hai wo main guest room mein shift karwa dunga aur do single beds tumhare kamre mein rahega aur As yeh agar zidd kare to mujhe phone karna ab hasu tum aur As ghar jao aur Ks aap As ka sara samaan Hasu ke ghar pahucha dijiye

As and Ks:ji sir

Ks:jai hind sir

Cs:jai hind

Hm:mamu faizu

Cs:tum ghar jao aur jab pahauch jao to fresh hoke laptop se video call karna ok

Hm:thik hai lekin Faizal aur ammi ko kuch nhi hona chahiye

Cs:haa meri bachi kuch nhi hone denge aur apne network ko active karo tum aur As tum bhi aur agar koi information mile unko to bolna ki hasu ke ghar aake batane naki phone par

As:ji sir aap chinta mat kijiye

Hm:acha ab ham jaate hai aap apna bhi khayaal rakhiyega mamu

Cs:haa meri bachi don't worry aur jisne bhi yeh sab kiya hoga ham use sakt sakt saza dilayenge

Hm:hame aap pura bharosa hai

Cs:to tum jao ham faizal ke paas jaate hai

Hm:theek hai

In hm house:

(Hm goes in her room and changes her clothes)

(Doorbell rings and As opens the door)

As:aaiye behna

Ks:yeh lijiye anu bhaiya

As:dhanyawad behna

Hm:are Ks aap

Ks:ji kapde dene aaye the

Hm:acha aap baithiye aap kya lengi chai ya coffee

Ks:chai

Hm:thik hai aur sir aap kya lenge

As:ham bhi chai piyenge

Hm:acha thik hai

(After sometime Hm comes with 2 cups of tea and 1 mug of coffee)

Ks:are maddam sir ye coffee kiske liye

Hm:ye hamare liye hai ham jyada chai nhi peete wo bhi shaam ke wakt to na ke barabar

Ks:acha to aap hamare liye bhi coffee bana deti

Hm:isme takleef ki kya baat hai aap log chai pijiye ham apne room mein hai

Ks:ji

Hm:aur haa Ks jaate samay hamse milte hue jaayega

Ks:ji maddam sir

.

.

.

.

.

.

.

.

.

Read ,imagine and enjoy .

If any mistake is there please forgive me.

And any scene you want me to add in my fan fiction please comment me that idea

    people are reading<UNKNOWN TRUTH OF HASEENA MALIK>
      Close message
      Advertisement
      You may like
      You can access <East Tale> through any of the following apps you have installed
      5800Coins for Signup,580 Coins daily.
      Update the hottest novels in time! Subscribe to push to read! Accurate recommendation from massive library!
      2 Then Click【Add To Home Screen】
      1Click